Time ka zayaan na karen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time ka zayaan na karen
    Asslam o Alikum dear all respected members, ma ap say kehna chahon ga forex ap sub k liye aik acha earner hai jis ma ap kam kar kay earning ki taraf maail hotay hain. Apni life ma time kay ziyaan say bachiye, mushkil waqat ma aaj kal koi kam nahi aata siwaye apny ap k. Is liye ap ko jitna ziada time milay forex ma acha kam karen, seakhen or dosron ko bhi is ki dawat dayn takay achy waqat kay mutlaashi na hon ap.
    Asslam-0-Alikum, dear respected members
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time ka zayaan na karen

    gee han hume is main time ko zayea nai krna chaiye hume is main daily chart analysis ko dekhna chaiye time ki is main hume bohat zahrorat hoti hai forex forum ko agr hum daily time dein gey tu hum is main asani se acha bonas hasil kr sakte hein
    • #3 Collapse

      Re: Time ka zayaan na karen

      G haan baai hamay chahiay ke hum apna time fazool may west na karay kionka aaj me young generation ziada thar tiktok ya Facebook par ya games par zaaya Karthay hay is liay wo apnay time say koi faida nahee utathay is ke bajaaye agar hum log apna time forex trading par guzaaray our is business Jo seekay tho hamay buhut acha finincial support mil sakhtha hay.
      • #4 Collapse

        Re: Time ka zayaan na karen

        q kia ye world k part nahi hay jo yahan forex nahi hy aur pakistan mai bhi bussiness hay aur jahan bussiness hoota hay wahan forex zaroor hooti hay q k wahan ap is forum pe kaam b nai kar skta matlb is ka name hi pakistan FOREX FORUM ha to zahir si baat ha ke ye yeha is jaga pe
        :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
        • #5 Collapse

          Re: Time ka zayaan na karen

          Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis ko ap apny ghar baith ker bh ker sakty hn aur apny financial zaroryat ko pora ker sakty hn is liy apna qeemty time mut zia kren aur forex trading ko join kren aur apny life ko change kren forex trading aik complicated aur tough business hy lkn impossible ni
          • #6 Collapse

            Re: Time ka zayaan na karen

            Gee haan humain forex mein apnay time ko zaya nahin kerna chahyea forex aik bahut acha business hai aur agar hum forex mein mehnat sae kaam kerain gay tou humain faida ho ga aur iss tarah forex mein humara qeemati time bhi zaya nahin ho ga aur hum forex main bahut zayada kamyabian hasil kerain gay acha profit hasil kerain gay
            • #7 Collapse

              Re: Time ka zayaan na karen

              g han time zaya na keren kyun ke time boht qeemti ha weqt ki qader keren forex ko join keren mehnat se kam keren jitni zyada mehnat keren ge forex ma utna zyada benefit hasil ker sakte hen forex ma ap part time bi kam ker sakte hen or sath dosri job bi ker sakte hen is liye time zaya na keren forex ma mehnat or lagan se kam keren or faida hasil keren jitni mehnat utni earning ker sakte hen
              • #8 Collapse

                Re: Time ka zayaan na karen

                hello Sar aapane bilkul sahi Baat kaha hai Forex trading Mein Ham kam Karte Hain To Hamen chahie ki Hamen ismein time Ko sataya Na Karen is Forex trading Mein posting Jari rakhen Kyunki Agar Ham posting Nahin Karenge To Hamen Achcha bonus bhi nahin Milega isliye Hamen chahie kya Ham ismein acche se kam Karen aur apne posting ko Jari rakhen to hi Hamen ismein jaldi Kamyab Ho Sakenge
                PAK ARMY ZINDA ABAD
                • #9 Collapse

                  Re: Time ka zayaan na karen

                  Yes sahi wqt zaya nai krna chahye aur kaam krna chahye wqt zaya krne se kuch hasil nai hota hai aur sahi keh help lene se khud kuch kiya Jaye yahi sahi hota hai aur kaam krna he sahi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Time ka zayaan na karen

                    ji han bhai jaan aap ne theek hi kaha hai Hamen time nahin karna chahie chahie aur Hamen bahut jyada mehnat Karni chahie thi isliye yah Hamara bonus bahut accha aayega aur posting bhi Karni chahie aur
                    • #11 Collapse

                      Re: Time ka zayaan na karen

                      Thek kaha ap ne hame apna time zaya nahi karna chahiye hame time ki kadar karny chahiye jo log apne waqt ki kadar karte ha aur apne waqt ko zaya nahi karte wo he kamiyab bhi hote apne waqt ki kadar karna bohat zaroor hota ha kiu ke guzara hua waqt wapis nahi ata is liye apne waqt ko zaya na kare aur is ko istemaal kare apne waqt k ahmiyat de aur mehnat kare kamiyabi zaroor mile gy
                      SUMIYA TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Time ka zayaan na karen

                        As-Salaam-Alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hamen Apna time West nahin karna chahie balki Hamen Forex ko time Dena chahie Hamen Kuchh fayda Hasil hoga Ham Jo apna time social media per Facebook per Zaya Karte Hain Hamen Vahi Apna time Forex Dena chahie Jitna Ham Forex ko time Denge Hamen itna hi Ziada fayda hoga isase Hamare knowledge or experience Mein izafa hoga aur Hamen acchi earning bhi Hasil Hogi isliye Hamen Apna time Zaya nahin karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Time ka zayaan na karen

                          Humara time bahut qeemati hai aur humain apnay time ko idhar udhar kay kaamoun mein aur social media per zaya nahin kerna chahuea balkqy humain forex ko as business join ker lena chahyea aur iss sae apnay lye income hasil kerain aur uss sae apni life ko luxury bana lain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Time ka zayaan na karen

                            school ke time mein update Karen bilkul sahi trading profit Mein hi jayegi Hamen Aise time nahin Karni chahie hundred percent profit trading Karen Pakistan mein rahe ho re US dollar value increase Ho Jaaye To Hamen usse Se Jyada Milte Hain Hamesha reading karte hue aur forum posting karte hue acche post Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X