Forex trading ko light na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko light na lain
    Dear forum members forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis ko ap apny ghar baith ker bh ker sakty hn lkn ye bh reality hy ke forex trading aik complicated aur tough business hy is buisness ko kabhi bh light na lain ye aik aisa buisness hy ke jis ko ap pory life bh learn kerty rahin to is ka knowledge kabhi bh khatam ni ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ko light na lain

    Jee mere bhai kese hain aap sab mere khiyaal main mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business ko kabhi light na lain balky ye forum bahot complicated hay oar bari mehnat say kaam karain market ka analysis karain forex business ka maximum knowledge hasil karain oar trading ko bahot serious lain forex business hamain earning ka moka deta hay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ko light na lain

      dear traders forex trading atna asaan bhi nhi hai ka har koi isko kare jab tak apko trading ka saheeh pata na ho ka trading hai kia aur trading kistrah karte hai tab tak trading ko light na lain aur practice kalia demo account pe meximum use karain. aur trading ke bare mai apne senior se bhi help lay sekte hai. aur jab trading mai ache experti hasil ho jai tab trading start karai aur kam profit se start karain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ko light na lain

        yes dear maina aapki baaat say sgreee karti ho forex trading bhot he tough busniess hain forex trading main trade karna koi itna easy nhe hain forex trading main kaaam karne k liye humhain mehant ki bhot zarorat hain agar mehnat say kaam karte hain tu hum kamyab ho skte hain duniya ka asa koi b kaam nhe hain k usy learn na kiya jy forex trading bhot he acha work hain aaagar thek tara learn kare tu
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ko light na lain

          G han forex trading aik tough business hey iss men profit hasil karna bhi mushkil hota hey iss liay iss ko bilkul easy ya light nhi lena chahiay balkay forex ko serious ley kar achi learning aur knowledge hasil karen aur phir experience hasil karnay pe mehnat karen jitni ziyada mehnat karen gey tu utni achi earning hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ko light na lain

            Dear friend Aoa kia hal tmm members karhiat sa hun friends forex business mn trading kaa itana zaida easy arr light nahn lain QK app kaa easy hona saa app losses mn jaa sakta han hamsha app koo chaia kaa app fresh mind ka sath teared saroo karan too app kee kamyabi yaqeene ho gee
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ko light na lain

              dear sir Pakistan Forex forum aur is business ko light nahin Lena chahie kyunki agar Ham ismein jaldbaji karte Hain to bahut jyada loss kar lete hain vate karke pending order place karne chahie jisse bahut accha profit bhi hasil ho sakta hai aur kamyabi bhi mil sakti hai jaldbaji hamesha loss kasba banti hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ko light na lain

                AOA DEAR MEMBERS!umeed sy ap theek hon gy main ap ki bat sy agree kerty hon k forex trading ko light na lain q k ya ak aisa business hy jisy ager ap samajhny main laga den tu phir bhi ap isy perfect samajh nahi paen gy isy light lena khush fahmi hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ko light na lain

                  g han ap ki baat theek hai forex main trading ko hamian light nhi lena chahye our na hi hamian kisi bhi pair ko light lena chahye kyun ke forex main agar ap baghiar analyse ke trade open kren ge to is main ap ko loss bhi ho sakta hai is lye loss se bachne k lye ap ko market ki achi analysing karni chahye ta ke ap profit hasil karne main kamyab ho sakian.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko light na lain

                    Asslam o Alikum dear respected all members, bhai nay bohat hi achi bat kahi hai k forex trading ko kabhi bhi new comers light na layn, forex ma trading ko light lanay walay aksar loss ki taraf barh jatay hain or phr un new comers ko recover karny ma kafi mushkil hoti hai. Is liye trading karny k liye pehly experts ki rehonmai or experience ziada zarori hai us k bad ap achi trading kar saktay hain.
                    Asslam-0-Alikum, dear respected members
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko light na lain

                      Forex trading aik risky or mushkil business he is business ko light nahi lena chahiye or is me mehnat kerne wale traders hi kamyab hote he, kamyab to her trader hona chahta he lekin kamyab wo hota he jo mehnat se kaam kerta he.;

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X