Waqat k sath sath faisly krean
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqat k sath sath faisly krean
    Dear market mein jb hm trade open krty haen tu hamaen time to time decisions lainy perhty haen kuch pairs pe ragular trading krty howe hamaen es cheez ka andaza ho jata ha k wo kaisy aur kis time move krty haen. Esi liye hamaen daikha chaye k pair mein movement kb tk achi rahy ge us k bad ap ko wo trade close kr daini chaye ta k ap market mein ziada phans na jaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqat k sath sath faisly krean

    Je anas bahe apni trade ko observe karty rehna chahe or sath sath apni learning k mutabik jo decision zaruri hai lety rehna chahe es sy ham apni trade py nazar rakh sakty hai or hamy bad ma pachtawa b ni hota or dear agr busy hai to trade open ni karni chahe kiu k ap ik waqat ma 2 kam karyn gy to apko nuksan ho sakta hai hope ap mere bat sy mutafiq hoh gy
    • #3 Collapse

      Re: Waqat k sath sath faisly krean

      Jee mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business main wakt pe faisly ki baat ehmiyat hay hamain market kay mutabik apny trade main tabdeeli lani chaheye oar market ka trend daikh kay market main in hama chaheye jab ham market ko follow kartu hain to trading main bahot faida hasil hota hay es liay hamain market ko samajhna hay oar pher trading karni hay
      • #4 Collapse

        Re: Waqat k sath sath faisly krean

        Forex trading m market par har waqat nazar rakhni parti hy. Market par nazar rakhtay huway sath sath decision krain tu achy result niklain ge aor ap achi kamai kar sakain ge.
        • #5 Collapse

          Re: Waqat k sath sath faisly krean

          forex ke business mein jald bazi or pareshani se new traders cofused ho ker trade ko ghalat time pe laga ke loss ker bethty hein is ley new traders ko trade ko lagaty waqat patience se kam le soch samaj ker fasila lena chahy is se new traders ke ander fasila kerny ka hosla peda hota he or os faisly pe confidence ke sath amal kerny ke himat a jate he forex aik legal karobar he
          • #6 Collapse

            Re: Waqat k sath sath faisly krean

            forex ke karobar mein humen trade ko lagaty hoy best time of trading market ko wait kerna chahy forex aik online karobar jis mein hum live trading kerty hein forex aik kamyab karobar he jis mein hum kama ke achi trading kerty hein forex aik aam karobar ke nisbat acha or behtreen karobar he jis mein jaldi mein jab be trade lagaty hein to humen loss ka samana ker sakty hein
            • #7 Collapse

              Re: Waqat k sath sath faisly krean

              forex aik online business hain hum is main kam kar ky pasa kamty hain or apne needs ko pura karty hain hamy market ke movement ko dakt kar is main pasa invest karny ka risk lyna chahey per he hum acha profit hasil kar sakty hain hum is main din yai raat main kese be wakt posting kar sakty hain forex pakistan main be legal business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Waqat k sath sath faisly krean

                forex aik risky business hain ham aik din yai raat main ameer nahi ho sakty hain hamy is main mehant or sabar sy is main kam karna chahey market ko learn kar ky sahi waqt main sahi fasila ly kar is main trade lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain yai aik real job hain
                • #9 Collapse

                  Re: Waqat k sath sath faisly krean

                  Aap nay Jo baat kahee woh bahtareen trade ka rule ha Kay waqat Kay sath apna decision karna bahtar ha Jo log waqst par decision nahi kratay woh atnay ziada kamyab nahi hotay
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqat k sath sath faisly krean

                    ji han bilkul hamen waqt ke hisaab se Hi chalna padta hai kyunki jab ham log forex trading mein kam kar rahe hote hain to aapko pata hoga ki forex trading apne hisab se chalti hai Na ki hamare hisab se hamare hisab se chale to fir hamara Los Hi Na Ho aur na hi hamare account behosh Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqat k sath sath faisly krean

                      mere Bhai hota Hi aise Hain ki waqt ke sath sath mein faisla Karne padte hain aur battu hamen sab kuchh sikha deta hai ki hamen kaun sa faisla karna hai forex trading kabhi aise hi hai kyunki jab Ham dekhte hain ki hamari trailers mein ja Rahi hai to hamara stop loss hit hone se pahle ki Ham apni red Cross kar dete Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqat k sath sath faisly krean

                        yah to aisi liye insan waqt ke sath sath faisla karna bhi Sikh jata hai aur insaan ko waqt ke sath sath hi faisla karna bhi chahie kyunki Jo waqt ke hisab se faisla Kiya jata hai vahi theek faisla hota hai jaldbaji mein faisla karna bahut galat baat hoti hai aur usmein se nuksan Kar rahata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Waqat k sath sath faisly krean

                          Dear mama aapane bilkul theek hai agar Ham ismein kam Karte Hain To Hamen chahie ki mehnat ke sath kam Karen aur lalas Kabhi Bhi Na Karen aur ismein trading ke Waqt bilkul Bhi lalach Na Karen Jitna Jyada ismein achha kam Karenge utna hi jyada Ham ismein Kamyab Honge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Waqat k sath sath faisly krean

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                            Dear market mein jb hm trade open krty haen tu hamaen time to time decisions lainy perhty haen kuch pairs pe ragular trading krty howe hamaen es cheez ka andaza ho jata ha k wo kaisy aur kis time move krty haen. Esi liye hamaen daikha chaye k pair mein movement kb tk achi rahy ge us k bad ap ko wo trade close kr daini chaye ta k ap market mein ziada phans na jaen.
                            Assam Alaikum ji bhaijaan Jaisa ki Ham sab log hi Jante Hain Forex trading business Mein every minute every second main market ki movement change hoti rahti hai isliye Hamen Apne strategies ko bhi change karte Rahana chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X