Which kind of qualification is needed in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    general education is very useful forex trading business so forex about good money income day by day so i think forex good money income possible forex business market.i believe that forex business is our best in the world and good money income.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jan men ap ki bat samjah gya hn ap ye pooch rahy hen ky forex trading ky liy kis qism ki qualification k zarrot hoti hy to bhai jan forex ky liy bs BA education ka hona zarori hy wo is liy ky ap indicators ko easily samjh saken
      • #18 Collapse

        Forex trading min sab se ziyda to humin sabar ki zarorat parti he aur agar hum sabar k sath achi trading kar leite hin to hum bari earning bhi kar leite hin humari lag kar kei gaye trading humin profit ki taraf le jati he hum achi understanding se achi earning bhi kar leite hin aur apni life ko khobsorat bhi bana leite hin.
        • #19 Collapse

          there is no specific qualification is required to do Forex trading but as we have good knowledge about trading tips and making deals as we prove ourselves a good trader, but if we have sufficient knowledge about using of internet and handling computer then we easily able to understand this business.
          • #20 Collapse

            Dear forex market mai trading or trading say profit earn krnay k liye kisi b trha ki high qualified degree required nhi hoti.Blkay forex trading say related achi knowledge or experience ka hona bohat zroori hota hai Q k inhi cheezo ki base pr trader profitable trading krnay mai kamyab ho pata hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              bas itna hay k app ko samajh aani chahye hay k is kaam k karnay ka tariqa kia hay waisay to kaam az kaam matric too hona chahye hay
              • #22 Collapse

                I think trading k ley kisi khas kism k cirteficate ya degree ki zrort ni ha ye to ap apny experienc or practic ki bse py krty ho zyda zrort practic ki hoti ha.
                • #23 Collapse

                  forex k leye ap ko qualification ki need hai jo finance ki ho aur jis mai busines par haya ja raha ho pher he sp ki skills increase ho ge and profit easy ho ga
                  • #24 Collapse

                    bhai mary khyal se hamay forex per kaam krnay k leay koi bhe khas Qisam ke knowledge ke ya degree ke zaroorat nhe hote hai or hm forex mai asaani se survive kr sakty hain
                    • #25 Collapse

                      forex ko smjhne k lye aap ko bs computer chalana ata ho or internet k bare me aap sb kuch jante ho..lekin sb se important baat jo chahye wo ap ka forex ki traf interest ha jo aap ko is kaam paar lagwta ha so ap apna interest is ki traf bahal karain ta k is kaam ko ao maze le kr sakain ..
                      • #26 Collapse

                        trading k doraan yahan per humain ksis b degree ya sanad ki zaroorat nahain perti hai is k liyeh humaray pass market and trading k baray main information honi chahiye.
                        • #27 Collapse

                          g han forex business ko chalanay k liye kis bhi kism ki koi demand nai hay bus aap ko forex business ke baray main basic pata hona chahyae currency exchange kasay hotai hay agr aap kuch arsa pehlay is ki practice kar lain to aa kamiyab ho saktay han
                          • #28 Collapse

                            forex mein qualification sy zaida experiance or knowldge ki bhot zaida importance hai agar ap achy experiance ky sath kam kary gy to hi life mein kamyab ho pay gy ap or jo log mhenat karty hai wo kamyab bhi zaror hoty hai or achi life enjoy karty hai
                            • #29 Collapse

                              mery khyal main humay forex trading karnay kay liey special qualification ki need nahi hoti so hum agar normal hay study main to forex trading ko run kar sakty hay bs esko bhi humay learn karna chahiey
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading main successful honey key leye general education sey ziada forex education ki zaroorat hoti hy. Forex education main forex ki different strategies, techniques aur concepts ko study krna aur in ko demo account main practically check krna aur phir real account main in ki help sey loss ko control krna aur profit ko increase krna shamil hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X