No tax on forex income

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    I think forex is business working online through out the world ..In this business we invest and then earn profit with marklet working .We before strating this business take knowledge about the forex and...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      main shahidhashmi ki baat say bilkul agree hun hum jab instaforex say cashout k liye request karte hain or jo instaforex wale hum ko dollar send karte hain phir jab hum apne dollar kisi bhi lockal bank say withdrwa karwate hain to us waqt jo fee charge ki jati hay us main govt ka tex bhi shamil hota hay is lye forex legel business hay
      • #33 Collapse

        buhat achcha question aap ka online business me ye hi tu khaas baat he ke forex trading me koi tax ada nahi kerna parhta he. chaye ham kita bhi profit hasil karen han jab ham kahni send kerte he tu wahan thora sa taz dena hota he.
        • #34 Collapse

          g dear forex ki incom per koi tax nai lgta ap ko jo pesa ata ha ya jata ha is per koi tax ni hota mgr jb ap dollar ko rupo m transfr krwo gy to tb tax zrur lge ga agr dollar m hasl kro gy to tb tax nai lge ga.
          • #35 Collapse

            ji koi tax nahi katta Mai samajhta hun bilkul kama sakte hain ham forex se accha income, jaroorat hai bas samajhdari se trade open aur close karne ki, trend ke sath rehane ki, nadi ke bahav ke sath to aaapatthar bhi tair jate hain fir trend ke sath hamare trade kyun nahi.
            • #36 Collapse

              Ho no tax of the pakistan forex fourm trading my agar ap pakistan froex forum trading my agar ap paksitan
              • #37 Collapse

                esky bary main mujay ziada nahi pata main eskay bary main read karun gi aur apny experince traders say bhi eskay bary main daryaft karun gi mery khyal main aisa tax wagera kuch nahi hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #38 Collapse

                  Is tarah to aur bhi businesses hain jin par hum tax nahi detay. Jaisey gold ka business hy aur is main bhi log selling aur buying kartey hain aur earning krtey hain. Agar forex legal nahi hy to government ko chaheye keh woh people ko khabardar krey aur agar yeh business profitable hy to is ko promote krney key leye koshish krey.
                  • #39 Collapse

                    forex ki income ka aik faida ye ha k trader ic per kisi kisum ka koi tax ya income tax pay nae kerta. or na hi oc ku kisi kisum ki documentation man olajhna perta ha history oc ku email ker di jatti ha
                    • #40 Collapse

                      g han bilkul forex me jo profit hamy ho jata hay us ka koi tax hamy pay nahi karna pardta hay jab income 50000 se zeyda ho jata hay to tax us par lag sakta hay
                      • #41 Collapse

                        Forex business me humy koi tax pay nahi karna parta ye aik best online money making business han lekin is business me sirf wohi log survive kar sakty han jin k pas is business ka acha knowledge aur experience hota han isi liye humy chahye k hum Forex ko zyada learn kary isi trha hi hum acha earn kar sakty han.
                        • #42 Collapse

                          Forex trading aik bohat hi acha business hay aur ye legal bhi hay is main esay wesay kisi kisam kay koi shak ki baat nahi hay lehaza ap ko esi kisi baat kay chakron main nahi parna chahiye balkay yahan pay mehnat karni chahiye aur jab dollar ko pak rupees main convert kiya jata hay to us main say deduction ho to jati hay
                          • #43 Collapse

                            dear forex pakistan mai na tu legal hy na illegal q k es se related koi rules nhn hain es liye es ko illegal kehna thek nhn hy ap ko seekh aur smjh k acha kam kar skte ho aur apnii life ko b set kar skte ho lehaza ap ko mehnat kar k kam karna ho ga aur apnii life ko b set karna ho ga,...
                            • #44 Collapse

                              G Han forex trading main koi Tex ni hy isi liy to yeh business baht ziada profit wala hy aur poori dunia main bahut ziada log is business ko karty hain aur yeh aik registered business hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Agar yeh business legal nahi hy aur money laundering key chances ziada hain to government ko chaheye keh is ko close kr dey aur is ko allow na karey. Lekan internet pr aap dekhain to hazaron log is business ko join kr rahay hain aur profit earn kr rahay hain. Government ko chaheye keh woh is ko legally allow krey aur jo tax banta hy woh lagaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X