Market ki fast movement se lalach mein na aen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki fast movement se lalach mein na aen
    Dears akser ap daikhty hoon ge k market kafi acha move kr rahi hoti ha aur ap ki trade ap ko profit de rahi hoti ha jb ap ko acha profit ho jata ha alha tu ap trade close kr daity haen k kahaen market reverse na ho jaye laikn bad mein ap daikhty haen k market mazeed move kr k close ho jati ha aur ap es lalach mein aa jaty haen k kash mein trade close na krta tu kafi acha profit kama laita. Esi lalach mein ap dobara jb aisi satuation banti ha tu ap trade ko bht ziada hold kr laity ho aur us dafa market waps aa jati ha aur ap profit zaya kr daity ho. Daikhaen ye routine forex mein chalti rehti ha ap agr es k chkr mein phase gaye tu ap loss hi kro ge ap ko Jo profit kafi ho jaye wo le k nkl jaen ta k lalach mein na perhaen aur safe trading hoti rahy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

    Asslamu alakum wellcome to pak forex forum daer friends ap ki bat theek hai hmn market ko dekh k laluch min ni ana chay wrna hmn loss ho skta hai knowledge se apna kam jari rkhy ta k ap ko profit mly
    • #3 Collapse

      Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

      London market session aur New York market session jesy hi open ho jata hay to market ki movement bahot zeyda fast ho jati hay aur ye traders ko lalach de sakti hay, agar London aur New York market session me traders greed par control hasil karny me kamyab ho jaty hey to esy traders greed na karny ki waja se be kamyab ho sakty hey, greed traders es condition me hi karty hey jab market ki movement fast ho esy me traders ki strategy safe trading ki hi honi chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

        wo ye k currency ka koi b symbol hoga hamesha is k 3 letters hu gy.Phle 2 letter country ko indicate karty nahi ae mere khayal se ap kehna chahte hai ke forex market mai ap kise bi aik symbol par kam kare or us naylsis kare take ap ko us pair ke bare mai knowledge or experience
        :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
        • #5 Collapse

          Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

          Boht achi baat ki aksar traders aisa krty hein market jb fast move krti hai tu ziada profit k liye order place kr dety hein lekin phr woh move apki trade k against ho jati hai jis se apko ziada loss hony lgta hai aisi move ka khas khayal rakhna chahiye tah k lalach ki waja se big loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

            Je apki bat sahe kaha hai market ki movement ki tezi dakh kar lalach ma ni ana chahe jb hamy market ik reasonable profit dy rahi ha to hamy le lena chahe or big profit k chakar ma apka hasil howa howa profit b hath sy nikal jae ga or hamy phr pachtawa ho ga k ye kya ho gya mgr us waqat pachtaway k elawa hamy kuch hasil ni hota es lae kbi market ki movement py bahrosa na karyn hope u like my point
            • #7 Collapse

              Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

              Bhai mere market kaise bhi kun na ho hamain kabhi bhi lalach main nahi aana chaheye forex business main log maximum lalach ki wajjah say apna account wash kara lety hamain to forex business main mehnat say oar sabar say trading karain small slot pe agar aap trading karain gay to zaroor kamyaab hun gay es liay kabhi bhi market ki movement ki wajja say lalach main na aain
              • #8 Collapse

                Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

                Brother agar lalach nahe karen ge to kame ge kase ap bhe kamala karte ho yaha jo bhe karna hota he soch samj ke karna hota he or is ke leye time bhe bohat kam hota he agar lalach na ke jae to ap koo yaha kuch bhe hat me nahe ae ga ku ke jo log sust hote he un ko yaha kam he profit milta he or wo kam he yaha kamyab hote hen or inocme bhe kam hote hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

                  forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik international or legal busienss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

                    jab market move kary to agar hum lalach mai aa jy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kr sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hota hamy lalach ko qabo mai rahkna hoi ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dears akser ap daikhty hoon ge k market kafi acha move kr rahi hoti ha aur ap ki trade ap ko profit de rahi hoti ha jb ap ko acha profit ho jata ha alha tu ap trade close kr daity haen k kahaen market reverse na ho jaye laikn bad mein ap daikhty haen k market mazeed move kr k close ho jati ha aur ap es lalach mein aa jaty haen k kash mein trade close na krta tu kafi acha profit kama laita. Esi lalach mein ap dobara jb aisi satuation banti ha tu ap trade ko bht ziada hold kr laity ho aur us dafa market waps aa jati ha aur ap profit zaya kr daity ho. Daikhaen ye routine forex mein chalti rehti ha ap agr es k chkr mein phase gaye tu ap loss hi kro ge ap ko Jo profit kafi ho jaye wo le k nkl jaen ta k lalach mein na perhaen aur safe trading hoti rahy.
                      Assam Alaikum aapane bilkul theek Kaha Hai Jab market pass moment kar rahi ho To Hamen lalach nahin karna chahie Thursday Wale Din Gold per main trade Lagaya aur Market ki movement ko Tej Dekh Kar main bahut khush Hui lekin bad mein bahut Dukhi Hona Pad Gaya
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki fast movement se lalach mein na aen

                        ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun main aap sabse sirf Itna Kahana Chahta Hun Ki Hamen is Forex trading Mein kam karte huemarket ki Jyada movement Ko Dekhkar Hamen lalach mein nahin aana chahie Kyunki Ham market ki movement Ko Dekhkar lalach Mein a Jaate Hain aur isliye Hamen loss ho jata hai isliye Hamen chahie ki Hamesha main market ki Jyada moment Ko Dekhkar lalach na Karen aur Sabar se kam karen to hi Hamen ismein Kamyab Ho Sakenge
                        PAK ARMY ZINDA ABAD

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X