Introduction:
Assalam o alaikum! dear my friend mein umeed karti hun ky sab kheriyat sy hon gy mein bhi kheriyat sy hun Allah ka shuker hy.To friends aj jo pattern mein ap logo ky saath discuss kerny jaa rhi hun wo bhot hi asan topic hy aur bhot hi important topic hy.Is pattern mein ap bhot easily trading ker sakty hein Qk is pattern mein Take Profit aur Stop Loss ki selection kerni hoti hy.Is pattern mein trade laga ker ap ko thori thori der ky baad tradr ko check karna parta hy.Ager ap trade laga ker bar bar trade ko check nahin karein gy to ap ko bhot sara loss bhi ho sakta hy aur phir us loss ko cover karna bhot mushkil hota hy isi wajah sy trade laga ker trade ko check karna bhot zaruri hota hy.
Details of Falling Knife candlestick pattern:
Dear trading partners Falling knife candles pattern aik bahut important pattern Hai Jisko traders bahut zada use karte hain is pattern ko use Kar ke traders market ke trend predict kar sakte hain aur apne trade ko profitable banate hain falling knife candles pattern Ek Bearish reversal pattern Hai jismein market ka trend uppar se niche hota hai is pattern Mein Ek long red candle Hoti Hai jismein market ki price niche jaati hai aur FIR Iske bad ek second red candle hoti hai jis mein price niche ki taraf move Karti Hai is pattern Mein traders ko market ka bearish trend ki starting point Ka Pata Chalta Hai Aur vah iska fayda Hasil Karte Hain.
How To Use Falling Knife candlestick Pattern:
Dear my friends and follows Falling knife candlestick pattern ka use karne ke liye traders ko Kuch step follow karne Hote Hain.Ager check kerny ki baat karein to sabse pahle traders ko market ka price chart check karna hota hai aur dekhna hota hai ki market ki trend kis direction Mein ja rahi hai.Candlestick ko check karne ke bad traders ko falling knife candlestick pattern ko search karna hota hai agar vah pattern market mein available hai to traders ko uska use karna Hota Hai Entry point ko Choosekarny ky baad aur Falling knife candlestick pattern ko dekhne ke bad traders ko trade entry point decide karna hota hai iske liye traders ko market ke trend ko analyse karna hota hai aur phere entry point decide karna chahie TP, SL Selection Traders ko apni trades ke liye stop loss target profit be decide karna hota hai stop loss ko use Karke traders Apne trace ko protect kar sakta hai aur target ko use Karke traders Apne trace ko profit table banaa sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим