Harmonic Price Chart Pattern:
Assalam o alaikum!Dear my friends Harmonic Price Chart Patterns aik aisa pattern hy jise Roman Urdu mein "Harmoni Keemat Chart Patterns" kehte hain,yah pattern aik technical analysis ka hissa hy jo traders aur investors istemal karte hain taake market mein hone wale price movements ko predict kar saken.Yeh patterns specific price levels aur geometric shapes par mabni hoti hain.In patterns ki madad se traders market ke future price movements ko anticipate karte hain.
![tyu.jpeg Click image for larger version
Name: tyu.jpeg
Views: 62
Size: 15.8 کلوبائٹ
ID: 12917868](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12917868&d=1713638310&type=large)
Explanation of Harmonic Price Chart Pattern:
Dear forex traders Harmonic price chart pattern bohot hi informative pattern hy.Agar hum is pattern ko follow Karte hain to is market ke andar hum bohot hi achi achi trade Laga Sakte hein aur bohot hi acha profit hasil kar sakte hain is market ke andar agar hum scalping profit Hasil karna chahte hain to humein is mein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Humein chote time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar humein trend ke against kabhi bhi trade nahin Lagana chahiye aur is market ke andar Humein pattern ko follow karte huwe trade Lagani chahiye Humein kabhi bhi is market mein agar achi entry na mil rahi ho to humein jald bazi nahin Karni chahiye Humein Jab achi entry Mile Hum usi time hi trade lagani chahiye.Aur Agar yah chart pattern ya harmonic price chart pattern chote time frame ke andar ban raha ho to market isko zarur follow Karti Hai To Hum is mein Kuch pip profit Lekar nikal sakte hain.
Trading strategy with Harmonic Price Chart Pattern:
Dear trading partners Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai.Jin ko technical indicator ky liye further use kiya jata hai.Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.Ye sequence ratio mein divide ho jata hai jab eisy clue melta hai k market yaha tak move kar ky ja sakti hai. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k liye bane gi hain.Harmonic pattern combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai, Jo is method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Ye primary ratio har type k structure ma available hoti hai. Ye structure repeat hota hai kiy k ye mein made structure hota hai.To is ratio ko financial market mein bhi repeatedly dekha ja sakta hai.Trader fabonacci ratio in patterns par use karta hai or aisy sy future movement ko predict karta hai.Jab aap Harmonic pattern ko pehchan lete hain,toh entry aur exit points tay karein.Yeh points ap ko batate hain ki kab ap trade karna start karein aur band karien.
![ert.jpeg Click image for larger version
Name: ert.jpeg
Views: 41
Size: 18.9 کلوبائٹ
ID: 12917869](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12917869&d=1713638337&type=large)
Assalam o alaikum!Dear my friends Harmonic Price Chart Patterns aik aisa pattern hy jise Roman Urdu mein "Harmoni Keemat Chart Patterns" kehte hain,yah pattern aik technical analysis ka hissa hy jo traders aur investors istemal karte hain taake market mein hone wale price movements ko predict kar saken.Yeh patterns specific price levels aur geometric shapes par mabni hoti hain.In patterns ki madad se traders market ke future price movements ko anticipate karte hain.
Explanation of Harmonic Price Chart Pattern:
Dear forex traders Harmonic price chart pattern bohot hi informative pattern hy.Agar hum is pattern ko follow Karte hain to is market ke andar hum bohot hi achi achi trade Laga Sakte hein aur bohot hi acha profit hasil kar sakte hain is market ke andar agar hum scalping profit Hasil karna chahte hain to humein is mein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Humein chote time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar humein trend ke against kabhi bhi trade nahin Lagana chahiye aur is market ke andar Humein pattern ko follow karte huwe trade Lagani chahiye Humein kabhi bhi is market mein agar achi entry na mil rahi ho to humein jald bazi nahin Karni chahiye Humein Jab achi entry Mile Hum usi time hi trade lagani chahiye.Aur Agar yah chart pattern ya harmonic price chart pattern chote time frame ke andar ban raha ho to market isko zarur follow Karti Hai To Hum is mein Kuch pip profit Lekar nikal sakte hain.
Trading strategy with Harmonic Price Chart Pattern:
Dear trading partners Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai.Jin ko technical indicator ky liye further use kiya jata hai.Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.Ye sequence ratio mein divide ho jata hai jab eisy clue melta hai k market yaha tak move kar ky ja sakti hai. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k liye bane gi hain.Harmonic pattern combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai, Jo is method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Ye primary ratio har type k structure ma available hoti hai. Ye structure repeat hota hai kiy k ye mein made structure hota hai.To is ratio ko financial market mein bhi repeatedly dekha ja sakta hai.Trader fabonacci ratio in patterns par use karta hai or aisy sy future movement ko predict karta hai.Jab aap Harmonic pattern ko pehchan lete hain,toh entry aur exit points tay karein.Yeh points ap ko batate hain ki kab ap trade karna start karein aur band karien.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим