WHAT IS CURRENCY PAIRS IN FOREX MARKET
INTRODUCTION
Currency pairs in trading refer to the combination of two different currencies traded in the foreign exchange market. Yeh do alag alag currencies hoti hain jo ek doosre ke against exchange hoti hain. For example, agar aap "EUR/USD" trading karte hain, toh yeh Euro aur US Dollar ka combination hai, jismein Euro ko US Dollar ke saath exchange kiya jaata hai. Har currency pair ka ek specific symbol hota hai, jaise ke EUR/USD, USD/JPY, GBP/USD, etc. Har pair ke liye, pehli currency ko "base currency" aur doosri ko "quote currency" kaha jaata hai. Trading mein currency pairs ke saath traders currency ki value ke fluctuations ka profit ya loss earn karte hain.Forex mein currency pairs bohot ahem hotay hain. Ye un do currencies ka combination hota hai jo ek dusre ke sath trade hotay hain.
BASE CURRENCY AND QUOTE CURRENCY
Currency pairs mein ek base currency aur ek quote currency hoti hai. Base currency wo currency hoti hai jo hum khareedte hain aur quote currency wo currency hoti hai jo hum bechte hain.
DIFFERENT TYPES OF CURRENCY PAIRS
MAJOR CURRENCY PAIRS
Ye wo currency pairs hote hain jo sabse zyada trade hotay hain aur sabse ziada liquidity offer karte hain. Jaise ke EUR/USD, USD/JPY, GBP/USD, aur USD/CHF.
MINOR CURRENCY PAIRS
Ye currency pairs major pairs ke sath trade hote hain lekin inka volume kam hota hai. Maslan, EUR/GBP, AUD/CAD, aur NZD/JPY.
EXOTIC CURRENCY PAIRS
Ye currency pairs major aur minor pairs se mukhtalif countries ke currencies ke sath trade hote hain. Inka volume ziada nahi hota aur spreads bhi baray hote hain. Jaise ke USD/TRY, USD/SEK, aur EUR/TRY.
CURRENCY PAIRS SELECTION
Currency pair ka intikhab trading strategy, market conditions aur risk tolerance ke mutabiq hota hai. Zaruri hai ke trader currency pairs ka mojooda halat aur unki performance ko samajh kar intikhab kare.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим