Long Upper and Long Lower Shadows Importence and Use method in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long Upper and Long Lower Shadows Importence and Use method in Forex Trading.
    Information.

    Forex trading mein, candlesticks ka istemaal karte huay, traders long upper aur long lower shadows ko dekhtay hain jin ka matlab hota hai ke price action mein kya ho raha hai. Is thread main hum long upper aur long lower shadows ke baaray mein batayenge.

    Click image for larger version

Name:	1713536309862.jpg
Views:	10
Size:	56.0 کلوبائٹ
ID:	12916484

    Long Upper Shadows.

    Long upper shadow kehte hain jab candlestick ki upper wali line bahut lambi ho aur candlestick ki body bahut choti ho. Is ka matlab hota hai ke buyers initially market mein strong thay lekin phir se sellers ne control mein le liya hai aur is waja se price action down ki taraf move karna shuru kar deta hai.

    Click image for larger version

Name:	1713536331631.jpg
Views:	8
Size:	70.0 کلوبائٹ
ID:	12916485

    Yeh aksar trend reversal ka indication hota hai aur traders is ko dekh kar sell position mein enter ho jate hain. Agar long upper shadow ke saath high volume bhi ho to yeh bearish trend ke liye aur strong indication hota hai.

    Long Lower Shadows.

    Long lower shadow kehte hain jab candlestick ki lower wali line bahut lambi ho aur candlestick ki body bahut choti ho. Is ka matlab hota hai ke initially sellers market mein strong thay lekin phir se buyers ne control mein le liya hai aur is waja se price action up ki taraf move karna shuru kar deta hai.

    Click image for larger version

Name:	1713536339232.jpg
Views:	6
Size:	30.9 کلوبائٹ
ID:	12916486

    Yeh bhi aksar trend reversal ka indication hota hai aur traders is ko dekh kar buy position mein enter ho jate hain. Agar long lower shadow ke saath high volume bhi ho to yeh bullish trend ke liye aur strong indication hota hai.

    More Important Facts.

    Long upper aur long lower shadows forex trading mein price action ke important indicators hote hain aur in ko dekh kar traders trend reversal ka indication hasil kar sakte hain. Agar yeh shadows high volume ke saath ho to yeh aur bhi strong indication hote hain. Traders ko in shadows ko samajhna aur un ka istemaal karna zaroori hai trading mein successful honay ke liye.



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Long Upper and Long Lower Shadows Importence and Use method in Forex Trading.



    Information.

    Forex trading mein, candlesticks ka istemaal karte huay, traders long upper aur long lower shadows ko dekhtay hain jin ka matlab hota hai ke price action mein kya ho raha hai. Is thread main hum long upper aur long lower shadows ke baaray mein batayenge.

    Click image for larger version  Name:	1713536309862.jpg Views:	0 Size:	56.0 KB ID:	12916484

    Long Upper Shadows.

    Long upper shadow kehte hain jab candlestick ki upper wali line bahut lambi ho aur candlestick ki body bahut choti ho. Is ka matlab hota hai ke buyers initially market mein strong thay lekin phir se sellers ne control mein le liya hai aur is waja se price action down ki taraf move karna shuru kar deta hai.

    Click image for larger version  Name:	1713536331631.jpg Views:	0 Size:	70.0 KB ID:	12916485

    Yeh aksar trend reversal ka indication hota hai aur traders is ko dekh kar sell position mein enter ho jate hain. Agar long upper shadow ke saath high volume bhi ho to yeh bearish trend ke liye aur strong indication hota hai.

    Long Lower Shadows.

    Long lower shadow kehte hain jab candlestick ki lower wali line bahut lambi ho aur candlestick ki body bahut choti ho. Is ka matlab hota hai ke initially sellers market mein strong thay lekin phir se buyers ne control mein le liya hai aur is waja se price action up ki taraf move karna shuru kar deta hai.

    Click image for larger version  Name:	1713536339232.jpg Views:	0 Size:	30.9 KB ID:	12916486

    Yeh bhi aksar trend reversal ka indication hota hai aur traders is ko dekh kar buy position mein enter ho jate hain. Agar long lower shadow ke saath high volume bhi ho to yeh bullish trend ke liye aur strong indication hota hai.

    More Important Facts.

    Long upper aur long lower shadows forex trading mein price action ke important indicators hote hain aur in ko dekh kar traders trend reversal ka indication hasil kar sakte hain. Agar yeh shadows high volume ke saath ho to yeh aur bhi strong indication hote hain. Traders ko in shadows ko samajhna aur un ka istemaal karna zaroori hai trading mein successful honay ke liye.

    اب آن لائن

    Working...
    X