ADX indicator Information.
ADX (Average Directional Index) indicator forex trading mein ek popular technical analysis tool hai. Ye trend strength ko measure karta hai aur traders ko trend ki strength aur direction ka pata lagane mein madad deta hai.
ADX indicator Make of 03 Lines.
1. ADX line: Ye trend strength ko measure karta hai.
2. +DI line: Ye positive directional movement ko measure karta hai.
3. -DI line: Ye negative directional movement ko measure karta hai.
ADX ki value 0 se 100 tak hoti hai aur higher value trend ki strength ko indicate karta hai.
Trading strategy in forex:
ADX indicator ko trading strategy mein use karne ke liye traders ko ye steps follow karne chahye:
Trend direction determine:
ADX indicator se trend direction ko determine karein. Agar ADX value 25 se zyada hai aur +DI line -DI line se above hai to trend bullish hai aur agar ADX value 25 se zyada hai aur -DI line +DI line se above hai to trend bearish hai.
Entry point determine:
Entry point determine karne ke liye traders ko trend ki direction ke according price action aur other indicators ko use karna chahye.
Stop loss determine:
Stop loss ko determine karne ke liye traders ko trend ki direction aur volatility ko consider karna chahye.
Profit target determine:
Profit target ko determine karne ke liye traders ko risk-reward ratio ko consider karna chahye.
Learning Points.
ADX indicator forex trading mein ek useful tool hai jo traders ko trend direction aur strength ka pata lagane mein madad deta hai. Traders ko ADX indicator ke saath price action aur other indicators ko use karke trading strategy ko develop karna chahye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим