Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?
    Good Afternoon Friends
    Ham jab is main kam kartee hain to ham is main baghir learning mkee earning kar skatee hain ya nahi is main learning se earning milta hain ya nahi jo is main learning nahi kartee aun ko earning milta hain ya nahi aur is main learning zaroori hai ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

    Nahi brother forex trading main learning k bena earning possible nai hay q kah learning k bena trader predict nai kar sakta kah market ki next movement keya hogi aur es tarah woh ghalat trade open kar leta hay aur usay loss hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

      Baai Jaan thukaa tho kabhe be lag sakhtha hay lekin tukkay har waqth nahee laghthay ye ek adha dad's he ho sakhtha hay ke aap learning k baghair earning karay warna ye buhut ziada complecated business hay our is may aap knowledge k baghair kamyaab ho he nahee sakhthay is liay apanay learning par ziada say ziada focus karna chahiay kionka yahe cheez aap no kamyaab karwathe hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

        Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading 1 international business hai Business mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen learning karna bahut zaroori hai without learning ke bagair earning Hasil karna Namumkin Hai hai isliye Ye Hamen chahie ki jitne zyada ho sake a Forex ki learning Hasil Karen Agar Hamari learning acchi Hogi to Phir Ham acche kam kar Sakenge aur apni learning ke balbute per acchi earning Haasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

          dear esa nai ho sakta ha hume is main sab se phaly lerning krni hoti hai os k bad hi hum is main earning kr sakte hein lerning k liye earnin zahrori hai hume is main daily kam krna chaiye daily chart indicotor ko dekhna chaiye hume demo account main lerning kr sakte hein
          • #6 Collapse

            Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

            mere khayal k mutabiq ham with learning kisi bhi qisam ki profit hasil nhi kar sakte kyun ke agar ap ko pata bhi na ho ke forex business kia hai is ka faida kai hai our is par kis tarhan kaam kia jata hai to ye na mumkin hi hai ke ap ko forex main earning ho agar ap ne forex se earning leni hai to is ke lye ap ko forex ki lerning karni ho gi tb ap forex se profit hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

              g nhi bilkul gelt baat ha hum bagair learning ke earning nhi ker sakte forex ma ager ap kamyab hona chahte hen to pehle forex ko learn keren forex ma zyada se zyada knowledge gain keren kyun ke ap forex ma jitni zyada learning keren ge utni zyada earning keren ge is liye forex ma learning gain kerte rehen kyun ke forex ma learning ke bagair earning kabi nhi ho sakti learning ka kabi end nhi hota humesha ye amel jari rehta ha
              • #8 Collapse

                Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                g haan bhai jaan ap ne thek hi kaa hai as main ham learning karna chahte hai tu hi ham as main se earning kar sake ge and hamein chahye hai kee ham as main pahle learning kare bad main hi as main earning kare tu hi ham as main se earning kar sake ge and hamein chahye hai kee ham as main soch samjh kar bhi ka kare
                • #9 Collapse

                  Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                  Bhai jan aisa to nahi hain k hum is mein without learning k is mein earning kars kate hain humko is mein pehle learn karna chahiye aur humko is mein sabar se kam karte rahna chahey aur humko is mein earning kars kate hain aur is mein humko sabar se kam karte hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                    Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                    umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                    sir meri nazar mien hum without learning k earning ni ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar learning karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar as ko totaly learn karna hota hai or jab hamari learning pori ho jati hai tu hum earning ker sakty hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                      Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien learn kerte hin tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko as mien acha ban ker kaam karna hota h agar ham as mien
                      seekh jate hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham jetna seekh sakte hien
                      ham as mien etna kamaee ker sakte hien as lyee hamain her bar as mien kaam karna hota h aur kamaee karna hota h aur ham as mien apne aap ko loss say bacha sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                        Dear trader without learning kay earning ki misal aisay hi hay jesay ham kis car main aik aisay banday ko bath ker chalany ka kahin jis nay driving seekhi hi na ho to wo ho sakta hay iak adhi dafa hadsay say bach jaye lakin wo zaror kahin na kahin takar maray ga. que kay na to wo break kay baray main janta hay aur na hi wo asani say gari kay gear change ker sakta hay. is liye same hal without learning kay trader ka ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                          Ye to sawal hi paida nh hota k koi b without learnong earning kr lay is sy acha ha k wo kuch b na kray learning k bgair duniya ka koi b kaam nh kr sktay jb hume kuch pta hi nh ho ga to hum kesya kray gy is liye forex ko pehlay learn kray phr is ma tarding kray
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                            hello Sar aapane bilkul right ka aur main aapki baat manta hun Agar Ham ismein pakad Karte Hain To Hamen loss ho sakta hai aur ismein learning Karenge to aur Nahin Karenge but without learning ke Kabhi learning Nahin Hota
                            PAK ARMY ZINDA ABAD
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya ham Without Learning Kee Earning Kar Saktee Hain ?

                              Assalamualaikum dear Forex member without learning ke kabhi bhi earning nahin kar sakte Kyunki learning karna bahut jaruri hai earning karne ke liye because earning is from learning
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X