Mehnat or kamyabi..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat or kamyabi..
    Dear juniors ma aj ap sab ko forex may kamyabi hasil karne ki kuch tips bataon gi jo kay bohat ziyda valuable hoti hai achi earning ky liye hir traders ko chahye kay wo ziyda say ziyda mehnat kare orkoshish kare kay hir step say proper knowledge mily or market ko analyze karna sikhain jitna ziyda hum mehnat karain gye humain iutna ziyda profit earn karne may asaani ho gi mehnat may hi kamyabi hai jo traders mehnat kay begaar kamyabi hasil karne may lagain hai unko sawae naqsan kay kuch hasil nahi hota shukriya...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat or kamyabi..

    G haan aap nay buhut achay tips diay hay hay asay he agar har members apnay experiance share Kia karay tho is say juniors ko buhut faida mil sakhtha hay our may be aap ko batha Doon ke hamay trading may jaldh baazi bilkul nahee karne chahiay our wait karna chahiay ke jab be koi pair apnay peak par nahee pohonchtha hang os waqth trade open he nahee karne chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat or kamyabi..

      Good Afternoon Dear Members
      Ham jab is main kaam kartee hain to hamne mehnat see hi kamyabi milta hain aor jo members ia main good work kartee hain to ham is main kamyab ho skate hain aor mera aik baat yad rakhen kee agar ham is main mehnat kartee hain to ham is main kamyab ho skatee ahina ort is main earning kar skate hain
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat or kamyabi..

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h jab tak ham as mien aik kamyab tajir nahi ban sakte hien
        as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h aur
        ham ko as mien sab kuch seekhna hota h aur as mien kamaee kerna hota h
        as lyee mehnat kerna hota h aur mehnat per mehnat kerna hota h aur ham ko as mien kamyabi hasil karna hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat or kamyabi..

          G han dear ap nay bahut achi tips di hain, forex trading main kamyabi hasel karnay k leay forex trading ko completely learn karna zaruri hota hay aur usay step by step learn karna hota hay aur es k sath sath us ki practice bi karni hoti hay tab jar kar achi earning ho sakti hy.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat or kamyabi..

            forex ma mehnat ki boht importance ha mehnat kerne wale hi kamyab hote hen jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen kyun ke mehnat hi kamyabi ka rasta ha forex ma bi ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning ker sakte hen is liye forex ma humesha mehnat se kam keren kyun ke mehnat kabi zaya nhi hoti or mehnat hi kamyabi ka zariya ha
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat or kamyabi..

              forex ke karobar mein serf mehnati trader he kamyab ho sakty hein forex aik part time job he jo hum apni marzi se full time karobar kerty hein forex aik humar trading level ko imkprove kerta he forex aik high quailty trading system he jis mein hum apni zindigi ke needs ko pura ker ke asani se earning se learning bi kerty hein forex aik training institue he
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat or kamyabi..

                AOA Dear Memberd!Umeed hy kh ap theek hon gy yh bat to theek hy kh hmain bht mehnat ki zarorat hy ager hm ny forex main trading kerni hy to is ky roules ko follow kerna ho ga or hmain is ky bary main knowledge or experience hona chahiay ta kh hm kamyab trader bn sakin.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat or kamyabi..

                  Dear sir minut aur kamyabi donon bahut hi lazmi hai kyunki mehnat karne se a hi kamyabi milati hai aur matlab yah hota hai ki Ham daily apna Kam routine ke mutabik aur post ki quality ko behtar Karen na k quantity jyada Karne se bonus achcha nahin milta quality per milta Hai isliye form ko mehnat ke sath join Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat or kamyabi..

                    hamy mahnet karny sy he kamyabe milte hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy is mai mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat or kamyabi..

                      mehnat hi kamyaani ki zmanat h jo aadmi jitni mehnat kry ga utna hi faida hasil kry ga mehnat main.azmat h mehnat krny wala aadmi kbhi bhi naakam nhi ho.skta kamyaabi us k kadam choomy gi hamesha
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat or kamyabi..

                        han bhai jaan aapane Sahi Samay Hai Jaisa ki aap Sabhi Jante Hain FIR steering Mein Ham Nahin Akela Gaya Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Sab Kuchh chahie hai ki Ham ismein bahut acche se kam Karen aur Har Waqt Har post Mein mehnat Karen Kyunki Nahin unhi se Hamesha Mein kamyabi Hasil kar sakte hain ye Khwahish yahi hai ki Ham is Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain iska use karne se Agar Ham Nahin Nahin Karte Hain To Hamen na Kami ka Samna karna padta hai tu hi Hamesha Mein kamyabi Hasil kar Sakenge earning bhi kar Sakenge
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat or kamyabi..

                          Dear forex boht acha business hai our acha profit b deta hai likn profut hasil karny ky kiy app ko boht zaida mehnat ke zrorat ho ge ku ky firex bobt he riski kam hota hai us main choti se gakti b app ko boht loss day sakti hai es liy us loss sy bachny ky liy app ko forex ka knowledge hasil karna hai ta ky app ko apny uoer utmad hosil ho ky app trading kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat or kamyabi..

                            Mehnat or kameyaabi dar asaal apas m aalag aalag 2 cheezin hain jo k aik dosry k directly proportional hain aaik aagr ham mehnat krin gy jetnaa mehnat zeyada krin gy to otna he kameyaabi mely ge to friend agr mehnat kam ho ge to kameyaabi b kam mely ge matlb bonuce b kam aaya ga faidah b kam hogaa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat or kamyabi..

                              ji farwa ap sahi keh rahi hain mehnat see hi kamyabi milta hain aor jo members ia main good work kartee hain to ham is main kamyab ho skate hain aor mera aik baat yad rakhen kee agar ham is main mehnat kartee hain to ham is main kamyab ho skate kerna ho ga or hmain is ky bary main knowledge or experience hona chahiay ta kh hm kamyab trader bn sakin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X