Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????
    Assalam walekum doston I hope so aap sab theek Honge main yah question puchna chah Raha Hun Ki Jo Ham karte hain Pakistan Forex form Mein isko karne ki koi Khas vajah jo aap jante ho vah kindly Mujhse share kijiega aur uska Hamen fayda kya hota hai aur aur is per Jo thanks or comments Milte Hain vah kam ya Jyada your replies hote hain Unka kya maqsad hota hai ek too mujhe samajh aati hai ky hm us sy learn kar sakte hain Pr is say profit Kis had Tak hota hai vah khali Mujhse share kijiega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

    Forum me threads create karny ki khas wajoohat be hoti hey aur es ka faida be bahot zeyda hota hay, agar ham Forex se related kesi topic key bary me zeyda knowledge nahi rakty to threads me hi esy topics ko ham discus kar sakty hey aur threads ka faida ye be hota hay key other members ko be hamary create key gaye threads se knowledge hasil karny ka chances mil jata hay aur threads ka bonus be acha mil sakta hay agar threads me zeyda knowledge majood ho.
    • #3 Collapse

      Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

      Dear brother thread post karnay ki maksad hota hay dosro say apna knowledge aur experience share karna aur agar koi problem ho to us ka solution pochna aur es ka faida yah hota hay threads par hamain thanks zayada miltay hain aur es waja say bonus acha milta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

        Dear brother wesay tu thread ka bonus nhi milta lekin thread pe jo thanks miltay hen unn ka bonus milta hey aur thread k zariay hum apni informations ya suggestions share kartay hen aur logon k comments ki waja se knowledge men izafa hota hey
        • #5 Collapse

          Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

          Dear brother forum pe threads create krny ka maqsad forex ka knowledge aur experience share krna hai aur new traders ko aisi techniques btani hein nis se unki trading improve ho tah k woh bhi trading mein profit hasil krein aur risk level ko kam krein.
          • #6 Collapse

            Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

            Dear thread post krny sy aik to agr koe confusion ho hmin to wo dur ho jati hy or dusri bat k asl min jo faida hmin milta hy wo hota hy thanks ka q k post py thanks km milty hn lekin agr hm achy or informative threads krty hn to hmin boht achy thanks milty hn q k dusrun ki help hoti hy or un k knowledge min izafa hota hy islye thnks b ziyada milty hn threads py or us ka bonus acha milta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

              dear is main thread krne k faida hume hota ha agr hamri thread main achy thanks milte hein tu phr hum month k bad forum se acha bonas be hasil kr skate hein hume is main post ka be bonas milta ha jitni achi post hogy hum os k mutabiq is main bonas hasil kr sakte hein
              • #8 Collapse

                Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

                Bhai jaan jab aap post karte ho to aapko jawab thread per Na Mile To fir bhi aap ko aapka bonus aayega Jab aapko jawab Milenge to aapko Jyada bonus milega Jab aap Jyada mehnat Karoge To fir bhi aapko Milega bhajan agar aap Jyada mehnat Karoge To aapko banaa se Milega bhai jaan agar aap thoda mehnat karo Karoge To aapko thoda bonus Milega bhai jaan Jyada mehnat Jyada banaa mehnat kamyabi ki ek Nishani Hai
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

                  Threads creat karnay ka maqsad ye hita haia dosro k liay pists karnay ki jaga faraham karna ager aaj he sab los threads creat karna band kardein to kisi ko posting karnay liay kuch naahi milay ga so threads creat karnaa bohat zaroori hai warna bonus aao ki soch se bhi kam aye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

                    Ji bro bilkul me apki bat se agree krta hn k tread post krny ki khas wajah or faida ya he ky jo hamary zehen me sawalat hoty hain ya jo kuch hum knowledge rakhty hian is business k bary me wo hum apny friends se share karty hian jis say jitna bhapoor faida unko hota h same as it hum bhi faida uthaty hian to sab se ya request hy k ap apni thread main ziada se ziada knowledge sahre karen.
                    Jazak ALLAH ツ
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

                      dear sir post ki quality acchi hone chahie aur thread vah create kar sakte hain Jo new ho aur information and experience wala ho jismein aap apna experience ya FIR koi bhi knowledge share karna chahte ho ya koi baat puchna chahte ho gair jaruri thread create na Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

                        Thread post karnay se humain thanks milnay k chances barh jatay hain aur weaay bhi ager hum threads post karna band kardein gain to baki log post kahan krain gain so thread post karna bohat zaroori hai us ki bhi utni he ahmiat hai jitni k post karnay ki hoti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread post krny ki koi khas wajah or faida ????????

                          aslamualikum....dostoo...agar ham Forex se related kesi topic key bary me zeyda knowledge nahi rakty toapna knowledge aur experience share karna aur agar koi problem ho to us ka solution pochna aur es ka faida yah hota hay threads par hamain threads me hi esy topics ko ham discus kar sakty hey aur threads ka faida ye be hota hay key other members ko be hamary create key gaye threads se thanks good evening ...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X