Km balance se practice aur zaida se profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Km balance se practice aur zaida se profit
    Respected forum members trading me profit bnany k liey Ap ko Apna balance strong Karna pary ga agr Ap ka balance km a to Ap us ko practice k liey he use kr skty hain koi khatr khawa profit ni bna skty ,theak a hum demo pr practice kr skty hain but real me jb hum haty hain to is ka b pressure hota a aur agr balance km a to hum risk to ly ni skty to 0.01 se hum practice he kr skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Km balance se practice aur zaida se profit

    mere Bhai aisa mujhe to nahin lagta ki mumkin Ho ke kam balon se Ham pata Karen aur jyada profit hasil kar le lekin han aisa hamare pass hamare paastumhare pass knowledge aur hamare pass Ho to Ham ismein hamare hamare pass knowledge jyada ho to hamare pass agar become balance Ho Gaya tabhi Ham acchi profit sharing
    • #3 Collapse

      Re: Km balance se practice aur zaida se profit

      kam balon se agar kam log jyada profit kamana chahte Hain to hamen sabse pahle iska knowledge or experience hasil karna hoga kyunki jab hamare pass knowledge or experience hoga to mere khyal mein hamen forex rate kam hone se koi bhi nahin rok sakta aur na hi ismein Ham loss karva payenge
      • #4 Collapse

        Re: Km balance se practice aur zaida se profit

        Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis ko ap apny ghar baith ker bh ker sakty hn basically forex trading aik investment type business hy is main ziada earning ke liy ziada investment chay ap ki investment jitny ziada ho ge ap ko earning bh usi rate se ho ge is liy kabhi bh trading kum balance se start mut kro
        • #5 Collapse

          Re: Km balance se practice aur zaida se profit

          yah bilkul aagrah hamare pass kam balance hai to hamen chahie kya mujhse practice ke taur per istemal Karen agar Ham knowledge rakhte Hain to hamen chahie kya Ham usko profit nikaalne ke liye istemal Karen kyunki jab hamare paas delete hoga to Ham kam
          • #6 Collapse

            Re: Km balance se practice aur zaida se profit

            Ishq Mein Ham Tumhen Jyada Se Jyada nahin kar sakte hain jisse Hamen Jyada Se Jyada Mana pass ho sakta hai aur ham ismein kam kar sakte hain ya nahin aur Agar dusron ko call kiya jaaye To usmein Hamen Jyada nuksan hota hai ismein Azeem karna bhi Aasan hai aur sirf speak kam Anita Yadav profit Hasil Kiya Ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Km balance se practice aur zaida se profit

              yes kam balance se koi faida nai hota best practice hi kar sakte hai agar profit bananay ki koshash ki zaida phir yeh risk ho ga account b wash ho sakta hai jitna zaida balance ho ga utna zaida safe rahay ga or profit b zaida ho ga is liay fazool baithnay se behtar hai kisi na kisi tarikay se forex k liay balance bana lia jay
              • #8 Collapse

                Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                Dear kem balance se practice shuru agr ap krty haen tu ap ko kafi restrict rehna perhta ha aur bht hi kem risk se trades open krni perhti haen ye aik achi bat ha hamaen kem risk se hi start krna chaye aur jb real account pe trading shuru krean tu hamaen achi investment ya achy bonus se start krna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                  Ji han bhai jaan aapane bilkul theek hai agar hamare pass kam balance hoga to usse Ham practis karte hain Agar hamare pass Jyada balance hoga to Hamara account mein safe rahega aur han bhai jaan Agar hamare pass thoda balance hoga to Hamara account se safe Nahin Rahega Agar hamare pass Jyada balance hoga to Hamara account bhi safe Rahega aur ham profit Bhi Jyada Kama Sakenge bhai jaan mera To Yahi Kahana tha Aage aapki marzi
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                    my dear and respected members apka sawal bhi hilkul thek hy khe ager ham koi kaam kerty hein to hamin kam blance milta hy ham apny blance ko zeada bnany k liy us kaam ko baar baar kerty hein to hamin practice hoti rehti hy or jab ham bhut zeada kaam kerty hein to zahir c bat hy next baar hamin profit bhi zeada milta hy ye sab zeada practice kerny ka kamal hy '''''
                    • #11 Collapse

                      Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                      Yeh baat sahi hai k ziada profit k liye apka balance ziada hona chahiye lekin meny aisy traders bhi dekhy hein jin k pas small capital hota hai lekin woh trading se acha profit hasil kr lety hein baat yeh hai k profit hasil kry k liye big capital matter nai krta balkeh experience ziada hona chahiye jis se aap lifetime profit hasil kr sakty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                        Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi Kaha Hamara account bonus balance Kam Hai To Hamen usse practice karni chahie lekin Agar next month Hamen Achcha bonus Mere To Hamen usse profit Karni chahie Mujhe kamyabi Hasil karne ka ek bahut hi accha Tarika hai ki bonus Kam Hai To Hamen practice karna chahie aur Agar Jyada bonus a Jaaye To Hamen Usi practice se profit haasil karna chahie
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                          Bulkul bohat achi suggestions di hai aap ne aaj kal wesay bhi bonus bohat kam araha hai so ager aap k pass low capital hai to bajaye usay loss karnay k choti choti lot siza laga k apni stretegies ko test karlia jaye aur aoni qabliat ko bhi test karlia jaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                            main apki baat se agree karta hun lekin kam blance se profit bhi hasil ki ja sakti hai ye koi mushkil nhi lekin ap ko dar our khof nhi hota k hamara bonus zaye ho jai ga kam bonus se ap loss ki tension nhi lete ye bhot hi achi baat hai lekin demo par paractice se behar hai k ap k account mian 12 $ hon to ap achi trading seekh sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Km balance se practice aur zaida se profit

                              G bilkul sahi kaha wesay bhi aj kal kam bonus araha hai si jitna ho skay is forum oe kaam kar k bonus ikhatha kro aur usay demo ki tarah use kro aur aonay experience ko barhao isi se aap ki trading skills barhain gi aur aap aik experience trader bano gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X