Loss gives us opportunity

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Ys hum aisa kah sakty hain kun ka som time loss humy hoplss kar ta ha. aur kuh tim y humy himat ta hai tu y hamri soh ki baat hai ka hum is ko kis tarah laty hain agar is ko opportunity ki tarah lain gay tu kamyabhi hasil karain gay agar mayoos hun gay tu nakam ho jain gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Hum apny he loss say learning to boht khuch kertay hain but problem ye hy k hum unhe ghaltooun ko bar bar repeat kertay rhety hain our iss tarha khuch khas earn naje ker patay hain so repeat mat karein
      • #33 Collapse

        jee bhai app ne bilkul theek kha hai boht se forex trading main loss ker k yah smajh late hai k abb bus lakin us waqt he to start hota hai jab hume loss hta hai uss waqt agr hum apne loss se sbaq sekh late to hume apni us mistake se loss nai hota kun k us se hum learn ker late hain :)
        • #34 Collapse

          business me profit and loss dono hoty hen or is me hume agar loss hota hy to hum is me achi trade plan ker ke is se achi or profitable trade plan ker ke is se acha profit bana skaty hen ear aapnay bilkul thek kaha hai and mai apki is baat say bhut ziyada agree karti hon hamay chaye kay hum is bussnis smai bhut mhanat karen takay hum bhut achi tarhaan say is mai agay barh sakain .....
          • #35 Collapse

            jitnay bhee achay trader htay hain forex trading k business mein wo jb bhee loss kertay hain is business mein tu wo saar paker k nahi bath jatay hian bikkeh wo us ko aik chance k tur pay latay hian keh next time wo ase koi mistake nahi kerain gay jis mein un ko asa loss ho.
            • #36 Collapse

              kisi bhe business main kamyabi kay laye loss first step hota hay and trading main jitna zyada ap ko loss ho ga itny hi zyada lesson ap ko mily gain and agr ap in say kuch learning karty hain to its best for you and ap ko in bohat benefit ho ga and ap kabhi bhe loss nai karian gy
              • #37 Collapse

                Koi aisa business nahi hy keh jis main profit key sath sath loss na hota ho. Hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur is ko accept kar key agey barhna chaheye. Loss sey hamari learning hoti hy keh hum ney kis tarah kamyabi leni hy. Hamain un mistakes ko pakarna chaheye aur un ko correct karna chaheye, jin ki waja sey loss howa ho. Is tarah hamari learning behtar hoti hy aur hum is qabil ho jatey hain keh apney profit ko increase kar sakain.
                • #38 Collapse

                  loss ki waja se hume is bat ka moka milta he k hum achi tara se trading ko smje or ainda aisi galati nakaren is lie hume is bat per ghor kerna ho ga k loss kis waja se howa he or dobara aisi galati na ho.
                  • #39 Collapse

                    g han asi hi bat ha k jab jab ham loss krta han tab tab hama kch or sekhna ko milta ha r is ma boht hi asani sa r achi tarhan sa samjh lag jati ha k ab ham kya kran ga r aynda kis chez sa bahan ga is kam ma lakin zyada loss b acha nai hota ha
                    • #40 Collapse

                      Hr business mai loss or profit dono hi hotay hai.or koi b business esa nhi hai jismay loss na ho profit hio profit ho.forex trading b esa hi real online most successful online trading business hai jismay trader ko loss b hota hai or profit b earn krta hai.lakin agr loss ho jaye to trader ko trading leave nhi krni chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #41 Collapse

                        ji han loss ham ko agey barhne ki opportunity deta hai is me or ham ko carefully kam karne ko milta hai loss se ham ko sabaq hasil karna chahiye us se he ham ko forex ke business me kamyabi hasil ho sakti hai or ham agey barh pate hain .
                        • #42 Collapse

                          aisa nahi ha kah loss say opportunity mily blkeh aisa ha keh jo loss karty hain woh trade main kuch sbq haisl krty hai kion keh woh mistakes karyt hain us ko phir thek krty hain to trade achi hoti ah
                          • #43 Collapse

                            loss and failure zindagi ka aik hissa hain. kuch log loss sy depress ho jatay hain aur kuch log apni galti sy seekhtay hain. hmaray liye bhi lazim hy k hum apnay loss and failure sy seekhain aur koshish krain k next time same mistake repeat na krain. is sy behtr experience nai ho skta
                            • #44 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen loss se kafi acha experince hasil hota ha or loss se hm is busienss me achi learning b asani se hasil kar sakty hain isi liye loss is business me achi earning k liye bht zarori haa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                the actual failures can provide an chance for us to learn several things. these kinds of might make us additional encouraged to succeed through creating everything many of us currently comprehend since a good thing in the interests of the actual vocation as a much better investor.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X