Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai
    Hum jo bhi trade open kertay hain tou phir long time same trade kay profit mein janay ka wait kerna perta hai lakin agar hum technical analysis per trade open kerain tou after little time humari trade profit mein chalna shru ker deti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

    trading Hamesha Hamen market gana like karke free Karni chahie trading loss Mein is vajah se rahti hai Kyunki uska koi Jyada Khas market ka analyse Nahin karte jab tak Ham market analyse Nahin Karte To Ham white trading loss ki taraf hi rahti hai isliye Hamen jarurat Se Jyada Se Jyada trading Behtar se behtar Karen
    • #3 Collapse

      Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

      G baai aap nay sahee kaha hum forex trading may buhut ziada jaldh baazi karthay hay our ise waja say Hamari trade loss may chale jaathe hay lekin may aap no ek baath our be batha Doon ke trade loss may jaanay say pareshaan nahee hona chahiay kionka aksar members asay hothay hay jis k trade loss may jaaye tho wo tension lathay hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

        Dear aap jb trade open krty hein agr woh ziada time loss mein run krti hai tu iski waja aap market ka analysis kr k order place nahi krty jiski waja se yeh problem hoti hai jb aap analysis kr k trade open krengy chahy technical krein ya fundamental trade jald hi profit mein aa jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai live trading karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hum 100% loss he karyy gy is loss mai market ka balm nahi ho ga forex aik amm bsiness ke nisbat acha or unique business hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

            Dear jb ap trade lagaty ho tu pehly trade open krny se kuch spread charge kiya jata ha hm se us spread ko recover krny k liye market ko kuch dair loss mein rehna perhta ha Jon Jon wo plus mein atti ha ap ka spread recover ho jata ha aur market profit mein aa jati ha.
            • #7 Collapse

              Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

              forex aik asa business hain jis main ham learnign ky stah earning be hasil kar sakty hain hamy market ko achs sy learn kar ky is main trade lagani ho gi agr ham is main tukky laga kar market ky rules ko ignore kar ky is main trade lagye gy to hamari trade loss main cali jaye gi or hamy loss ho sakta hain is main market ka koi be qasoor nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

                ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen Apna trade open Rakhna chahie jab tak Hamara trade Hamare profit Mein Nahin a Jata Hai Hamen Apna trade bilkul dekh loge nahin karna chahie aisa bhi ho sakta hai ki Hamara account wash Ho Jaaye Lekin Hamen Apna trade Fir Bhi close nahin karna chahie thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

                  hamy ache trade palce karny ky liye mahnet karne ho ge hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumaik sahmil hain yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

                    hamy trade soch samj kr palce karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agra bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

                      hum forex mai live kam karty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade zayada daer loss mein kyun rehti hai

                        hamari trade jyada talash mein isliye rahte Hain ki humne market ke chitra jaanch padtal nahin ki hoti market ke bare mein maloomat nahin aati hamara knowledge bhi hota hai to koshish karke chabi trade open karen to market ke bare mein acchi tarah maloom r2 aur hamare Dil mein Ho ki market ka trend kya hai tab yah Madrid open karni chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X