Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty
    Traders agar market me profit earn karny key ley greed ko control karny me kamyab ho jaty hey to esy traders key ley emotions ko be control karny me asani ho sakti hay, ham apni trading ko na to greed kar key profitable bana sakty hey aur na hi emotional ho kar traders se achi trading ki umeed ki ja sakti hay, es ley koshish karni chaye key greed key sath emotions ko be khatam kar dia jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

    greed or emotions ka kafi had tak apas main taluq hai jo log greedy hotay hain wo emotional bhi aksar hotay hain kyun kay greed bhi aik emotion hai jis ki waja se insan lalach kar baithta hai islye main yehi kahon ga kay greed ki taraf dhayan na dain ye ap kay trading future ko barbad kar day gi aur koshish karain emotions per control hasil kar lain.
    • #3 Collapse

      Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

      ham greed ko qabo mai rahkny ky liye aik taregt bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kam skay gy forex aik acha busines hain hum isy apna life time career be bana sakty hai hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum isy mai mahnet karty hain to hum is mai rat mai be kam kar sakty hain or din mai be
      • #4 Collapse

        Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

        forex aik online business hain agar hum is main lalchi or greedy ban kar kam kary gy to lalch hamy loss ky sawa kush be nahe dy sakta hamy is main emotional ho kar kabe be trade nahe lagana chahey hamy is main confidence sy kam karna chahey over confidence be hamy loss he dy ga forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
        • #5 Collapse

          Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

          greed ke waja sy hamy loss ho jata hain hamy loss ko katem karny ky liye greed ko katem karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasr nah htoa
          • #6 Collapse

            Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

            Ji bilkul Ham is market Mein Apne Lala ko Apne control mein rakhen aur usko utilise na karen to hamare liye bahut hi Behtar Hoga apne business Mein acche tarike se kam kar Sakenge aur fayda Hasil kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

              hamy emotions ko or greed ko katem kar ky kam karna ho ga pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hm agy bar saky gy forx aik amm businss ke nisbat acha buisness hain yai ak acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                A.O.A ap ny bht achi bat ke hy bhai jan m ap sy agre karta hn agar hum apni lalach pe control kar lain tu mushkil he koi ni hy hum phr emotional ni hn gy lalach ka mtlb hota mehnat sy zeada expectation hum chahaty hamy itna profit mily jo hamare mehnat sy b zeada ho aisa tu ni possible tu isi lea hum apni traf sy loss m jaty agar is m loss ajye tu emotional ho jaty isi lea forex m kam karty howy ijn pe control lazmi kren
                • #9 Collapse

                  Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                  G hm bilkul AP ki baat saheh Hy AP ko agr Kamyab Hona Hy to ap ko apny emotions pr control Krna ho ga. Kiun k AP k emotions hi AP ko Profit r loss dety hain. AP ko cahhay k AP mehnat krain r agr AP apny gready hony or qabu a lain to AP apny emotions k b control KR sakty Hain. AP ko cahhay k mehnat sy Soch samjh k Apna kaam krain r ek accha trade kr k ek accha experience Hasil kr y ki koshish krain r ek Kamyab trade kr k ek accha profit Hasil krny ki koshish krain. AP ko cahhay k saber k sath Apna trade krain jaldbaazi r greedy na hon r soch samjh k Apna trade work krty Jain r ek accha experience r knowledge gain krty Jain.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                    hamy lalch ko katem kaarna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager passaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                      Gee han zaida tar trader emotional se is liay bahar ho jate hai jab un k loss hote hai jab zaida loss greed ki wajah se hota hai agar trader greed ko sirf control kar le phir samjho trader ne apna 50%emotional control kar liya hai jab k baki 50% mistake and other forex mistake main chupa hota hai us mistake ko b khatam kar k emotional ko 100% behtar kya ja sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                        hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain i s k bary main kam karien gay tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain markt main bi tradr banany say pahly is k bary main bi trade kar k hi hum perfomr karny main bi koi prblm na ho saky ga aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum run karien gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                          Sabse Badi chij aur sabse bada nuksan Jiski vajah se hota hai vah lalach hoti hai Ham Logon Ko Forex ke upar Ek chij Jiske Upar control Rakhna chahie vah lalach Hai Jab Ham Lal uske upar control kar lenge aur Giridih Nahin Honge tab jakar ham log Ek acche tarike se Kamyab Ho Payenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar greed par trading me control kia jaye to traders emotional be nahi ho sakty

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Traders agar market me profit earn karny key ley greed ko control karny me kamyab ho jaty hey to esy traders key ley emotions ko be control karny me asani ho sakti hay, ham apni trading ko na to greed kar key profitable bana sakty hey aur na hi emotional ho kar traders se achi trading ki umeed ki ja sakti hay, es ley koshish karni chaye key greed key sath emotions ko be khatam kar dia jaye.
                            Main samajhta hun K traders Ko nuksan Hone ka sabse bada reason hi lalach hai lalach ki vajah Se Hi traders jaldbazi Bhi Karte Hain aur lalach ki vajah Se Hi traders overtrading Bhi Karte Hain Lalaji traders phone. Hone ka sabse main reason hota hai jo dusri problems ko bhi face karvata hai agar Ham apni lalach per control kar len to Hamari trading 70% vaise hi acchi ho jayegi
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X