Forex trading Haram Hy ya hillal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Haram Hy ya hillal
    Friends boht sary log is main kaam nhi krty k ye Haram Hy kia ye thek hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

    Jiss business men mehnat kar k paisa kamaya jay woh halal hey iss liay forex trading men bhi hum din rat mehnat karni parhti hey aur phir profit milta hey aur kabi kabi loss bhi ho jata hey iss liay iss ko haram nhi keh saktay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

      jitna mera khial h to ya haram nahi hy keun ky forex me hum din rat mehenat kar ky posts kar ky apna bonus khud hi ikhaty karty hain aur trading main hum sab ziada paisa ziada mehenat kar k kamaty hain.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

        Jis business main apko profit or loss dono ho wo haram nahi ho sakta wo har haal main halal hoga or dusri sabsy sy bari bat mehnat kar k din raat bonus earn kiya jata hai tab is par trade lagai jati hai or hume Is sy faida or nuqsan dono ho sakta hain isliye ye ksi tor bhi haram nahi.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Gabber پيغام ديکھيے
          Friends boht sary log is main kaam nhi krty k ye Haram Hy kia ye thek hy
          Assalamu Alaikum Meri knowledge ke mutabik Har vah kam jismein mehnat Shamil Ho vah haram Nahin ho sakta Forex trading Mein Ham mehnat karte hain aur sakht mehnat Karte Hain To yah haram kaise ho sakta hai meri Nazar Mein ya Halal Hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

            G dear mainye bhut reasearch kiya hai es barye mai per mujhye es kay haram hona ka proof ni mila hai abhi tak jub kay halal honye ka kafi jagha pay ziker hai jub kay iq question jo hai wo haram hai es mai koi shak ni hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

              Ap ne sawal uthaya hy k forex trading haram hy ya halal. Islam k mutabaq jis business m nafa aor nuqsan dono ka chance mojod ho wo Halal hota hy. Jos m fix profit ho aor loss ka chance na ho wo haram hota hy. Forex m kun k profit aor loss dono hoty hain is lye ye 100 per cent halal hy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

                Jis Business mein mehnat Karke paise kamaye Jaye Kaun Kahta Hai keva business haram hai ham Apna Din Raat Ek Karke is business ko Karte Hain aur aap Kahate Hain Ki aaram hai yah business bilkul Halal hai Kyunki Ham ismein mehnat Karke paise kamate Hain ji Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

                  Jis trading main loss bhi honay k chances hon or us nain maehnat bhi ki jaye wo halal hai wo haram nahi ho sakti hay haram to wo hai k jo aap order lagao us k fix rate par aap ko profit hoti ho or nuksan ka koi chance na ho to phr haram hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

                    bhai jan forex trading ka bsuiness halal hai kisi bhi trha ka es main koi bhi haram ka concpt nahi hai es liye aghr apko lgta hai k yah haram hai tu ap haram business kesy hoty hain un ki aik bar read kar len apko bari jaldi pta cahal jay ga k forex main aysa kuj nahi hota hai tu apko esy aik pure business msjhna cahhye q k es main kuj bhi haram jesa nahi hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Haram Hy ya hillal

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Gabber پيغام ديکھيے
                      Friends boht sary log is main kaam nhi krty k ye Haram Hy kia ye thek hy
                      Assam Alaikum yah Baat bilkul hi galat hai ki Forex trading business Koi haram business hai ya haram Nahin Hai Ya Halal hai agar ham apne aap hi Sochenge Ham ismein Kya kam kar rahe hain simply ham Kisi bhi pair ko kharidte hain ya FIR sale kar dete Hain ismein Kya haram ho sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X