Jesa k main pehlay bata chuka hun k market dikhati kuch hai aur karti kuch hai ab hota kia hai k market k is behavior ko dekhtay huway lig aona behavior market k mutabiq kartay hain k ji naZar ata hai us k against trade laga detay haain . Lekin hairaania aki baat hai jab log aisa kartay hain ti market bilkul wesa karnay shuru kardeti hai jesa wo dikha rahi hoti hai yahi test hai aao ka yahi aap ka imtihan hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим