Log forex me kyo bhag jaty hain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Log forex me kyo bhag jaty hain ???
    dosto is ki sab se bari waja ye hai forex ki taleem ki kami , kyo ky wo bhot shoq se forex me aaty hain hai aur apni sari jama ponji gunwa kr chor jaty hain. kyo ky jab un ko loss hota hai to wo kety hain aaj ye loss har hall me recover krna hai jis ko hum dosry mehno me lalach bhi keh skty hain. lalch krny walay apna sara kuch gunwa dety hain. to dosto forex ki taleem ki kmi ky bahis hi wo log forex se bhag jaty hain.
     
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

    Agr meri post par koi mutmain nhi hai to kindly reply me apna view dy dia kryn. youn is tra koi reply na de kar aap log apni knowledge ko hid kryt ho jo bilkul ghlat baat hia .
     
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
    • #3 Collapse

      Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

      G ha bilkul mn ap ki is bat sy bilkul agree karta hn k log bahut ziada forex mn ajaty hn aur bhag bhi jaty hn us ki sab sy bary wja ye k un logon mn forex ki taleem ki kamy hoty hn wo pahly ajty hn aur apny sary jma punji lga dey hn aur pher loss hony per chor jaty hn aur pher broker per ilzam detey hn k hamara jo h na boroker kharab tha
      • #4 Collapse

        Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

        forex main hamy knowledge or experience hasil kar ky kam karna chahey or hum experience demo practice main hasil karty hain hamy is main market ky mutabik he kam karna chahey per he hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is main live kam karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

          forex aik kam choron ke bas ke bat nae he is mein wohi traders kamyab ho sakta he forex aik online karobar he jis mein hum live trade ko kamyab kerty hein forex aik confidence sath kea jany wala karobar he jis mein hum apni life ko asan kerty hoy apni zindigi se loss ko khatam kerty hein forex aik long time business he jis mein hum kamaty hein earn kerty hein
          • #6 Collapse

            Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

            dear friend log forex trading main ak to mahnmat nahi karty woh nmmahnat karny say profet lena nahi bal k mahnat na karen aur profet lain dear asa to na momkin hy ap kisi kam ko sekhen bhi nahi aur as say earning bhi hasel karen yeh to na momkin hy
            • #7 Collapse

              Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

              log forex ko is liye shorty hain k is main mehnat bht krni parti h ziada sy ziada posts krna parti hain or kam chor log is main kam nhi kr skty forex main mehnat sy hi insaan kamyaab ho skta h isi liye jo mehnti ni hta wo forex shor dta h
              • #8 Collapse

                Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                dosto is ki sab se bari waja ye hai forex ki taleem ki kami , kyo ky wo bhot shoq se forex me aaty hain hai aur apni sari jama ponji gunwa kr chor jaty hain. kyo ky jab un ko loss hota hai to wo kety hain aaj ye loss har hall me recover krna hai jis ko hum dosry mehno me lalach bhi keh skty hain. lalch krny walay apna sara kuch gunwa dety hain. to dosto forex ki taleem ki kmi ky bahis hi wo log forex se bhag jaty hain.
                Assalamu Alaikum Mere Khyal Mein jyadatar log Forex trading co Jab log join Karte Hain To vah sochte Hain Ham bahut hi jaldi se Achcha profit and kar lenge lekin Jab unhen Forex trading business ki bare mein Pata Chalta Hai Ki yah Kafi Mushkil business hai aur log hardworking nahin karna chahte isliye Forex trading se Bhag Jaate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

                  aisa hi lagta hai forex par log boht taizy se aate hai jab un ko profit hota hai dance karte hai jab loss or account wash hota hai forex ko hi galian de kar fraud ka ilzam laga kar bhag jate hai yeh aisay trader hote hai jis main loss bardashat karnay ki himat nai hoty
                  • #10 Collapse

                    Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

                    ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex mein log Bhag Nahin Jaate hain lekin Jab earning Nahin Hoti Hai To yah sochte Hain Ki Ham ismein Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge isiliye log Pakistan Forex ko chhodana chahte hain lekin Agar Ham ismein Jyada mehnat Karke kam Karenge aur knowledge Hasil Karenge to hamen bhi earning mil sakti hai thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                      dosto is ki sab se bari waja ye hai forex ki taleem ki kami , kyo ky wo bhot shoq se forex me aaty hain hai aur apni sari jama ponji gunwa kr chor jaty hain. kyo ky jab un ko loss hota hai to wo kety hain aaj ye loss har hall me recover krna hai jis ko hum dosry mehno me lalach bhi keh skty hain. lalch krny walay apna sara kuch gunwa dety hain. to dosto forex ki taleem ki kmi ky bahis hi wo log forex se bhag jaty hain.
                      Assalamu Alaikum Ji Bhai Mere Khyal Mein Forex trading business mein jo log Aate Hain vah ise bahut hi iji Le lete hain aur samajhte Hain Ham Kuchh Bhi Nahin Karenge aur Hamen profit Hasil ho jaega Aisa Kisi Duniya Ke Business mein nahin Hota Har Kisi kam Mein mehnat Jarur karna padati hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Log forex me kyo bhag jaty hain ???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                        dosto is ki sab se bari waja ye hai forex ki taleem ki kami , kyo ky wo bhot shoq se forex me aaty hain hai aur apni sari jama ponji gunwa kr chor jaty hain. kyo ky jab un ko loss hota hai to wo kety hain aaj ye loss har hall me recover krna hai jis ko hum dosry mehno me lalach bhi keh skty hain. lalch krny walay apna sara kuch gunwa dety hain. to dosto forex ki taleem ki kmi ky bahis hi wo log forex se bhag jaty hain.
                        Assalamu Alaikum Mere Khyal Mein Se Vahi log bhagate Hain Jo Forex trading ko acche tarike se understand nahin kar sakte Kyunki unhen Kuchh Bhi Maloom Nahin Hoti aur vah tukke par apni friend ko open kar dete Hain aur lost hone ke bad Bhag Jaate Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X