is it Possible
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yar is ke bare main mjhe pta nahi hai kun ke mene abhi tak tarding start ahi ki hai or mjhe is ka koi idea nahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g hain ap ko forex main kam karnay kay lea ap ko bohat mahnit karni parti hai ap es main jitni mahnit kartay hai es main otna hi ap ko es ko smaj nay ka moka milta hai or ap forex main kam yab ho jatay hai or ap forex maim hir imposible ko posible karsktay hai
      • #18 Collapse

        bnda allah ki taraf se seekh kar nhe aata duniya mein hi aakr seekhta hai or mein to yeh kehta ho0 jo insaan galti na kare wo kabhe seekh hi nhe sakta forex mein aap galtiyan kar kar hi aage barhte ho0 or phr inshallah kamiyab hote.
        • #19 Collapse

          mere khyal main aap ko pehly 50 ka dollar recover karna hoga os k bad aap jo profit karogy wo aap withdraw kar sakty ho lekin ye zaruri hai k aap apna balance recover karo.
          • #20 Collapse

            no dear brother us k liye app ko pahly apny 25$ ka loss recover krna hoga or phir jab app us sy aagy profit banayo gay app just us ko hi withdraw karw skty ho.
            • #21 Collapse

              G han forex trading main agr ap ko pahli trade par loss ho jata hai to next trading main agr ap ko profit ho raha hai to us profit ko ap withdraw karwa karwa sakty hen .forex trading main jitna bi profit ho ham us ko withdraw karwa skty hen lakin hamen apna capital barhana chahye ta ky ham forex main acchi earning kar saken.
              • #22 Collapse

                ji mere bhi ap ki baat teek ha ap ko forex par trading kr k jo b proift hoita ha ap wo withdraw kr wa sakte ho ap ko chaey k apf ore xpar proper traijing karn or ek acha exp[erience sy he ap fore xp[ar kuch hasil kr sakte ho is liye ap ko chaey k ap forex par proift ko asani sy withdraw krwa sakte ho
                • #23 Collapse

                  no ager ap k pass 50 doller ha or ap 25 loss ker dyty han us k bad ap 10 doller profit earn ker lyty han tu ap vo 10 doller withdraw nahi ly sakty ap ko pehlay apni loss ki hoi raqam pora kerni ho gi then ap jo b profit lain gy us ko withdraw ly sakty han
                  • #24 Collapse

                    g ap withdraw karwa sakte ho or is se apni bhut see problems ko solve kar sakte ho ye apki bht help kar sakta hai i like it very much q k ye ak bestoption hai sab klea or ye apki life ko happy bna sakta hai.
                    • #25 Collapse

                      trading mien hame experience ki zarorat hoti hai hame jitna experience ho ga ham otne ache trading kar sake ge or ache ne bohat ache bat poche hai trading mien jab hame ziyada experience hasil ho jata hai to ham ache
                      • #26 Collapse

                        he actual center related to energy is usually an difficulty that a lot of brand spanking new shareholders miss that's competed much more within just text using enduring aspirations together with geeky evaluate. We ought to understand that your current personnel in which energy is the better pal with the fishermen.
                        • #27 Collapse

                          No Dear aeas nai hai agr aap k pass 50$ hai or aap un mein se 25 loss ker jate hai tou first aap ko wo loss kiye huwe 25$ phele pure kiya jaye gay , or phir us k baad ja ker aap jo profit gain kare gay wo aap withdraw kerwa sakte hai , loss kiya huwa balance fist pura kerna zarori hai.
                          • #28 Collapse

                            Dear sir aap ko first trade ka loss pora karna ho ga, agar aap kay pass bounas kay 50$ thay to loss ki surat main 25$ bachay hain to withdraw aap 50$ pooray kar kay us kay ooper jo profit ho gay withdraw kar saktay hain.
                             
                            • #29 Collapse

                              agar aap ka account $50 ka tha aur aap ko $25 ka loss ho gaya to pehlay aap us loss ko recover karo gay aur phir jab aap ka capital $50 sey above ho ga to wo wali amount aap withdraw karwa saktay ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear aysa nhn hy loss hone k bad ap jo b profit ho ga ap wo withdraw karwa skte ho aysa nhn hy k pehle ap ko loss recover karna ho ga aur os k bad withdraw aysa kch b nhn hy ap ko pas mehnat karnii hy aur acha kam karna hy...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X