Simple Strategy in Forex Trading
Introduction

Dear Fellows,
Hum agar sahi study kry tobTraders ki simple trading strategies bahot see hain. Likn jes ka ham jaiza len gey jo k beginners ko use karny bahot zarori hain. Awat agar kesi aik trading strategy ko trading me apply karna beginners ko kamyabi ki taraf le kar ja sakta hay, day trading strategy beginners key ley complicated ho sakti hay es ley day trading expernice hasil karny key bad ki strategy honi chahiay. beginners stage me nahi, trend line ko follow karna sab se best aur simple trading strategy hay jo k forex trading men jo sab say simple indicator aur stragty ha wo ha RSI (Relative Strength Index) jo k new members k samjhna bahut asan ha kyun k new banda jo trading ki abc tak nai janta agr wo start say he mushkil indicators k chakron men pray ga to usko samkh nai ay gi ulta confused ho ga so meray khayal men agr RSI ko samjha jaye to yeh sb say simple ha aur commnon bhi ha. New trader MT4 pay jb account login kray to baqi indicators ki selection khatam kr k sirf RSI ko slect kr lay aur RSI ko live market men daikhnay ka simple tareeqa ha k jb bhi RSI 20 say necahy a jaye to iska mtlb ha market bahut ziyada oversold ho gae ha awar ab mazid market k nechay janay k chance kam hain aur market ab up jaye gi so buy ki trade wahan put krnay say aksar profit ata ha. Same jb RSI 80 say oper chali jaye to yeh zahir krti ha market overbought ho gae hain aur sell ki trade ko bnata hain.
Ehmiat

Fellows,
Eski ehmiay agar ap trading kar k 50% tak profot eran kar rahi hain so es liye mera khyal hai k hmain aghr indicators ko use karna hai tu itna os par trust nahi krna chahye q k har trador yah bat janata hai k jitna bi koi acha indicators ho wo 100% hmain target nahi deta hai es liye hmain aghr indicators par trdaing karni hai tu hmain ahtiayt k stah trdauing karni chahye ta k hmain loss na ho mera khiyal hai k aghr hum apni trdaing main trend line par trade lgaen tu bhi hum achi trading kar skty hain jis se hmain acha profot milny k bhi chances hoty hain baki trading main hmain boht se trading strtgy mil jati hain jis say market main boht sy indicators hai likin un ko use karna ana chahyee aor RSI aik acha indecator hai jis ko ager 20 ana 80 k darmiyab set ka liye jayee to aap ais main short term trading main faida lay sakty hai aor aap ais main thoora thoora kar ky choti lot size ko use karty hoeey apna capital bara kar sakty hia aor aap nai bilkul theek kaha hai jab wo 80 cross kar jayee aor wapis moorny lagy to wo time acha hoota hai sell ky liye aor aisi tarha jab wo 20 ko touch kar ky ya cross kar ky moorny lagy to wo time acha hoota hia buy ka aor ais tarah market main profit earn kiya ja sakta hain. Awar bahot sari simple strategies ha jin par log kaam kar rahy hai aor ais market mai se acha profit bana rahy hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko koi bhi aik strategy par practice kar leni chyae aor aus mai take profit aor stop loss k sath kaam start kar dena chyae kun k ais mai ye hai k ap k kuch trade mai profit ho ga aor kuch trades ho gi jin par ap ko loss ho ga ais mai ye hai k ap ki jo trades profit mai ho gi wo risk reward ratio k hisab se agar close hoi to ap ko kabi bhi ais market mai loss ni ho sakta ais mai ye hai k ap ki jo trades loss mai jaye gi wo atna loss say bchyga.
Conclusion

Fellows,
Ladt main ye k forex mai stretegys k bohat ehmeyat hain hamy ache strategy banane ho ge or hamy isy test karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai simple strategy bana kar use kar ky be kamyab ho sakty hain. Awar forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be forex trading main hum different indicator use Kar k ache trading kar sakty han jasa k ap ny btaya ha stochastic oscillator indicator 20 or 80 do level han Jin pe ap buy or sell karty han or mazid agy jany pe or buy ya sell karty han to is sy wapisi pe or ziada profit hota ha isi tahra humary pass RSI indicator ha jis main do level han 30 or 70 parcentage Han Jin pe ap buy or sell Kar k ache trading kar sakty han or agr value mazed agy jay to wahan sy ap dobra value laga sakty hain jis sy ap ko ziada mnafa kma sakty hain.

Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим