trading k liye Education zaruri....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading k liye Education zaruri....

    Dear member aapane bilkul right kaha hai agar mein Pakistan Forex Mein kamyabi chahie to hamare pass hai Pakistan Forex ke Hawale se knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki aapke pass Jitna knowledge or experience Hoga aap utna hi ismein achha profit Kama sakte ho aur aap ek Kamyab trader Ban sakte ho lekin pahle lagne bahut jaruri hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading k liye Education zaruri....

      Education har kam ke leye zarori hote he ku ke agar ap ke pass education nahe he to ap koi bhe kam asani or ache tarha nahe kar sakte or us fida bhe pure tarha nahe le sakte is leye hame cahye he ke hum yaha proper knowledge ke sat yaha kam karen take hum jo bhe kam karen wo hame fida de nake loss or hamra time bhe na west ho or hum apna kam timely mukamal kar swaken.
      • #18 Collapse

        Re: trading k liye Education zaruri....

        Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Forex Mein trading ke liye hamare pass acchi education Ka Hona bhi jaruri hai Ham bagair education ke Achcha knowledge or experience Hasil nahin kar sakte hain aur bagair knowledge or experience ke Ham Kamyab bhi nahin ho sakte hain Hamare pass acchi education Ka Hona jaruri hai jitni Jyada education Hogi emitra Jyada profit Hasil Karke Kamyab ho sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: trading k liye Education zaruri....

          Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji aapki baat bilkul theek hai ki Pakistan Forex Mein kam karte waqt trading ke liye education kaun sa Jaroori Hai Kyunki hamare pass jitne Jyada education Hogi To Ham utna Achcha Kaun Sa exam De Payenge aur acchi trade lagakar Achcha profit kar Payenge isliye main jaaiye education Ka Hona jaruri hai Kyunki education Samay bahut jyada knowledge Fursat ho sakta hai aur acche knowledge se Ham acchi trade lagakar Kamyab trader Ban sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: trading k liye Education zaruri....

            yes dear forex trading main ap k pas highly education hona bohut zrori hai is say ap ko ziada faida ho sakta hai iss lea ap ki ager education achi ha tu ap k pas utna he history ka aur all country k bary main acha knowldge ho ga kyon k ager ap k pas har country k bary main acha knolwedge hai aur un ki economy k bary main ap k pas knowledge ha tu ap forex ko bohut achy method k sath kar sakty hain aur aop ko success hony main ziada dair nahi lagti hai jitni education ap k pas ho ge utna he ziada faida ap k pas ho ga.
            • #21 Collapse

              Re: trading k liye Education zaruri....

              اصل پيغام ارسال کردہ از: MWASEEMAHSAN پيغام ديکھيے
              assalam o alikum dosto kesy hn sb ? insan education k bghr kuch b ni hai... agr wo parh likh ni skta to us ki zindagi by rung hti h... or trading asa kam h jis k liye Education zaruri h... agr education ni hti to us ko trading ki smjh ni ati.. to wo is ko achu triqy sy nj kr skta.. to trading ko smjhnu k liye phly ap ka well educated hna bht zaruri hta h... Your views?
              ji han dost wailakum assalam , dost ap ny sahi frmaya hai ky education ky baghair insan kuch bhi nhi hai . education se hi life bright hoti hai lekin . aur jab life me paisa na ho to maza nhi aata . to forex me pasa kamany k liye bhi educaation ki need hoti ahi . forex ko learn krna must hai agr kamiaybi chahty hain . mehant zaroori hai agr profit chahty hain.
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #22 Collapse

                Re: trading k liye Education zaruri....

                Treading ka lya kisi kism ki education ki koye zerorta ni hoti ha iss lya zada saazada mehant krna kizeroat ha taky hmm zada saazada kmyaab hoo skay forex ka knowlege hona bohtazada zerori ha taky ahmm bohatzada mehant krya or bohatzada knyaab hoo jaya iss lya hmmyabohtazada mehant krya or kmyaab hoo jaya
                • #23 Collapse

                  Re: trading k liye Education zaruri....

                  ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends g han hamein education zaroor hai friends hamein chy keh hum forex k bary main zyda say zyda knowledge hasil krein friends ager koi student hai to usay chy keh wo economics subject choice krey iss say uski parahai main bhi asani hogi our trading main bhi.......
                  • #24 Collapse

                    Re: trading k liye Education zaruri....

                    Bilkul such kaha aap ne jesay baki profession ki study hoti hai wesay he forex ki bhi knowledge hai aur meray khayal se har banday ko ye study hasil karna chahiay aur us k baad he trading shuru karni chahiay ta k loss se bacha ja sakay.
                    • #25 Collapse

                      Re: trading k liye Education zaruri....

                      Assalam O Alaikum Gee han bilklu sahi kaha hai aap nay Education k begair to insan kisi kaam ka nahi hota . lakin jahan tak trading ki bat hai to aski karnay kay lye Education itni he zaroori hai jitna Forex Trading ma wo sub kar skty jo wo karna chahta hai. Education PErson he as forex trading ma kamayab ho sakta hai agar wo kuch na kuch experience bhe hasil kar lay to.
                      • #26 Collapse

                        Re: trading k liye Education zaruri....

                        bhai jan trading ke lye kisi makhsoos education ki zrorat nhi hoti lekin kuch to insan ko educated hona chahye kyun ke agar ap apna nam tak nhi likh sakte to kis trhan ap post kren ge ya kis trahan ap trade lagain ge is lye education itni hone chahye ke ap english main urdu massage likh sakte hun our parh bhi sakte hun itni se taleem ki forex main zrorat hoti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: trading k liye Education zaruri....

                          Good Evening Friends
                          ham jab is main kam kartee hain to hamne is main education ka hona buhut hi zaroori hota hain aur is main jo educated hote hain to ham ko is main ache se kam karna chahye uar hane is main mehnat karna chahe agra ham is main mehna kartee ahuna aur achi taleem hasil kartee hain to earning kar saktee hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X