trading k liye Education zaruri....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading k liye Education zaruri....
    assalam o alikum dosto kesy hn sb ? insan education k bghr kuch b ni hai... agr wo parh likh ni skta to us ki zindagi by rung hti h... or trading asa kam h jis k liye Education zaruri h... agr education ni hti to us ko trading ki smjh ni ati.. to wo is ko achu triqy sy nj kr skta.. to trading ko smjhnu k liye phly ap ka well educated hna bht zaruri hta h... Your views?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading k liye Education zaruri....

    Jee mere dost nay bahot achha sawaal kiya hay kay kiya forex forum main education zaroori hay jee bilkul zaroori hay lekin education ki koi khaas limit nahi hay serf insaan ko internet use oar posts pe reply aata ho to har insaan es main register ho sakta hay forex business main kamyaabi kay liay serf mehnat ki zaroorat hay
    • #3 Collapse

      Re: trading k liye Education zaruri....

      G ha dear ye to hai k agar hum ais market mai education hasil kar k aaty hai to aus k baad hum ais market ko asani se samjh sakty hai aor ais market mai acha kaam kar sakty hai agar hum ais market mai learning karty hai to aus ka faida hum ko baad mai nazar aata hai jab hum kisi bary loss se bach jaty hai aor baqi log loss kar rahy hoty hai aor hum profit bana rahy hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: trading k liye Education zaruri....

        Dosto Is chij ka Elantra trader ko hi hota hai ki jab tak ka hamare pass acchi knowledge Nahin Hogi To Ham bhi utna Hi Kam Karenge lekin Agar yah knowledge Hasil Ho Jaaye to kya hi baat hai agar aapko knowledge Hasil karni hai to aapko alag alag foreign mein jana padega alag alag Gaya aapane broker chews karne padenge unke Sath kam karna padega aapko fundamental analysis karne padenge aur uske sath mein technical analyses Bilal me se karne padenge
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: trading k liye Education zaruri....

          Asslam o Alikum dear all respected members bhai nay bohat hi achi bat ki hai k forex ma trading k liye hamen education ki zarort hoti hai, bina education, experience or knoweldge k hum hamisha loss kartay hain. hamen chahye k proper time table say or proper learning say hum forex join karen takay achay trader k toor pay trading kar saken or acha profit gain kar saken.
          Asslam-0-Alikum, dear respected members
          • #6 Collapse

            Re: trading k liye Education zaruri....

            Yes education honi to chahye but Jo Thora bohot prhe likhe Hain woh try kren ho skta hai keh woh better see sken aur demo se start KR ke dekhen keh loss bhi na ho I think to
            • #7 Collapse

              Re: trading k liye Education zaruri....

              mere khiyal main sirf forex hi nai zindgi k liay education ki boht need hoty hai jitny zaida education ho gi utna zaida faida ho ga is liay main kehna chaho ga k ek acha taleem ek nai boht sari zindgian badal daita hai is liay seb ko chayie k zaida se zaida taleem hasil kare
              • #8 Collapse

                Re: trading k liye Education zaruri....

                AOA! dear brother ap ny kaha hy k trading k liay education ka hona zarori hy ap ny such kaha hy education k bagair kisi bhi field main kamiabi mumkin nahi education k bagair loog trading kerty tu hain lakin educaters ki tarh kaam nahi ker paty.
                • #9 Collapse

                  Re: trading k liye Education zaruri....

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MWASEEMAHSAN پيغام ديکھيے
                  assalam o alikum dosto kesy hn sb ? insan education k bghr kuch b ni hai... agr wo parh likh ni skta to us ki zindagi by rung hti h... or trading asa kam h jis k liye Education zaruri h... agr education ni hti to us ko trading ki smjh ni ati.. to wo is ko achu triqy sy nj kr skta.. to trading ko smjhnu k liye phly ap ka well educated hna bht zaruri hta h... Your views?
                  Walaikum assalam ji bhaijaan trading karne ke liye education Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Hamen forest trading business ko understand karne ke liye English reading or writing aani chahie Kyunki seniors ke Jo blogs Hamen learning ke liye Milte Hain vah English mein hi hote hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading k liye Education zaruri....

                    g haaan dear forex members apny bilkul thk swal pocha hy k trading k liay educatoin ka hona baht zarooori hy q keh agr insaaan unparh hy to phir wo kesy trading kar sakyaaa hy esss liy trading k liy insaaan ko zarooor ilm hasil karna chaiy trading k liy insaaan k passs ilm kaa hona bht hi lazim o malzooom hy education to sb k liy r sub kaamooon mein mein bht hi zarrorat parti hy education k baghair inssaaan kuch bhi nahi hy,,,,,,,,,,,your views
                    • #11 Collapse

                      Re: trading k liye Education zaruri....

                      Zaroori sirf zaroori nahi hai lazmi hai ager aao k pass education nahi hai to chor dein forex ko aap k liay nahi hai ye forex kiun jesay aap engineer bantay ho doctor bantay ho 4 4 saal study krtay ho aisay he trading ki bhi education hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading k liye Education zaruri....

                        Dear mere hisab say api bat theek nahi hai trading mai education zarori nahi hai koi khas degree wagera apko required nahi hoti hai or na hi apko kisi qualification chaheye hoit hai,,, apko ye seekhni perti hai k market mai kam kese krna hai market ki movement wagera but apkoeducation ki zarorat hao esa nahi hu sakta hai thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: trading k liye Education zaruri....

                          Asslamu Alakum daer friends ap ki bat theek hai k hmn trade lgny k ly education ki zrort prti hai education are nessesry every feilds of life jb tk hmn forex trading ka pta ni ho ga tb tk ap es p trade ni lga skty wrna loss min trade chali jay ge
                          • #14 Collapse

                            Re: trading k liye Education zaruri....

                            Ji bro apki baat bilkul theek ha ky Trading k liye insan ko educate hona zaruri h beghair education ky insan adha hy usko jitna b trading karny ko dill chahyga wo sirf education k na hony ki wajah se nahi kar saqty ga agar hamary pas ziada knoledge hoga ziada education hogi to hamain trading kany main koi bhi mushkel nahi hogi.
                            Jazak ALLAH ツ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading k liye Education zaruri....

                              Yoga education ke Bajar ka video bhi Kamyab Nahin ho sakte yah Kaisa business hai Jisko sikhane ke liye Salon lag Jaate Hain aur kuchh Aise Hote Hain Jinke Paas Jyada time hota hai aur vah isko Jyada time de paate Hain Is vajah Se Bhi unhen jaldi sikhane Ko Mil Jata Hai Agar Ham bhi Aisi time Denge To Ham bhi jaldi Sikh Jaenge aur education lajmi Hota Hai Isko karne ke liye aap sab mehnat se kam Kiya Karen
                              :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X