Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote
    My dear friends kese ho ap sab log omeed he ke sab ke sab kheryar se hon ge me ap sab se ye bat kehna chata ho ke Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote or jo bhe yaha mehnat se kam kare ga us ko acha result mele ga or wo ache incoem kama sakta he or dosro ko bhe is kam me laga ke un ke bhe madad kar sakta he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

    Allah kisi ki mehnat zaia nahi karta jo log dil laga k mehnat karty hain un ko ik din kayabi zror milti hy. Kisi b kamyabi k lye mehnat aor sabar lazmi shart hy. Forex trading m b jin logon ne mehnat ki himat se kaam lia aj wo kamyab hain. Is ye kamyab hony k lye hamain sabar aor mehnat se kaam lena vhaye.
    • #3 Collapse

      Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

      Gee haan kamyab wohi log hotay hain jo forex mein himat aur mehnat sae kaam kertay hain hamesha soch samajh ker kaam kertay hain kabhi kisi kaam mein tension nahin letay aur na hi jaldi mein kaam kertay hain aur yehi unn ki kamyabi ka raaz hai bus himat paida kerain apnay aap mein
      • #4 Collapse

        Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

        g han bilkul sahi baat ha jo log himmat nhi harte loss hione per bi himaat se kam lete hen sabar kerte hen or mehnat ko nhi chorte bulke pehl;e se bi zyada mehnat se kam kerte hen wo hi kamyab hote hen forex ma ap jitni zyada mehnat se kam keren ge utni zyada earning ker sakte hen kyun ke mehnat kerne wale hi kamyabi hasil kerte hen forex mehnat kerne walo ko boht acha bonus deta ha
        • #5 Collapse

          Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

          forex aik faithful karobar he jis mein hum apni hemat or mehnat se he kamyabi ko hasil kerty hein forex aik kabi na band hony wala karobar he jis mein hum apni soch or samj ke mutabik trade ko open or close kery hein or earning kerty hoy asani se apny ideas or trading skills ko dusri countries tak punchaty hein forex aik international karobar he jis mein hum puri dunyan se rabat kerty hein
          • #6 Collapse

            Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

            Bilkul sahi Baat Kariye bhai jaan jab Ham mehnat Karte Hain To Hamen bahut sara knowledge Hasil ho jata hai aur use knowledge ki best per Ham Achcha trade kar sakte hain yah behtarin jariya hai ki aap mehnat Karke Yahan per Kamyab aust Hain aapko Koi paisa paisa dene ki jarurat Nahin padati aapko yah Naukari Ki Tarah treat nahin karti Vahi ke ya aapko apne business Ki Tarah treat karti hai
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

              Ye baat bilkul saahi hai k jab tak hum khud har nahi mantay hum har nahi saktay dunya main har kaam main mushkilaat hoti hai lekin ager un mushkilat ko dekhtay huway wo karna chor dia jaye to wo kaam aur kon kray ga aur us kaam k expert kahan se ayen gain.
              • #8 Collapse

                Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Almakhan پيغام ديکھيے
                My dear friends kese ho ap sab log omeed he ke sab ke sab kheryar se hon ge me ap sab se ye bat kehna chata ho ke Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote or jo bhe yaha mehnat se kam kare ga us ko acha result mele ga or wo ache incoem kama sakta he or dosro ko bhe is kam me laga ke un ke bhe madad kar sakta he.
                Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai vah log jo mehnat karte hain aur Himmat ke sath Forex trading business Mein survive Karte rahte hain Ek na Ek Din vah Jarur Kamyab Ho Jaate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                  aap ne bilkul thik farmaya hai jo mehnat kare ga us ko us ki result zaroor mile ga jis tarah ki us ne mehnat ki hai Allah ne b Quran main yehi farmaya hai insaan ko milta hi wohi hai jis ki wo koshash karta hai is liay aap koshash himat or mehnat jari rakho ek din aap ko kamyabi mil jay g
                  • #10 Collapse

                    Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                    asssalam o alaikum kasy ho ap sub log apkaaa ka swaaal bht hi acha hy jaisa keh apny kaha hy k mahnat r himat krny waly logon ki kabhi bhi hhar nahi hoti hy , jab insaaan lgaataar mahnat karta rahy r apny kaaam m lga rahy to ak na ak din zarrror us ki jeeet muqadar ban jati hy r wo kamiyab ho jata hy esss liay hmein bhi chaiy k hum mahnat aur himmmat sy kaaam krty rahein takeh hum bhi kamiyab ho sakein r nakami k baaad himat na haaarein balkeh mazzzed mahnat krein takeh achy trader ban skein....
                    • #11 Collapse

                      Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends g han hamein himmat nai harni chy kabhi ager hum nakaam bhi ho jayein friends hamein apni mehnat jari rakhni chy best trader wahi hai jo naakami k bawajood bhi himmat nai harta iss lay hamein har waqt mehnat kerni chy.............
                      • #12 Collapse

                        Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                        Dear friend zandge mn joo log mahnate hota han unn koo kabi nakame kaa Samna nahn karana parta arr mahnate kaa sath sath hammit wala bhi hon too kamyabi yaqeene ho gee ess taraha forex business mn kam karana wala mn donoo khsasat pai jate hon hamsha akk kamyab teareder taswoor kia jata haa
                        • #13 Collapse

                          Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                          Himat or mehnat ki kabi haar nhi hoti y bt bilkul sai h agr hm mehnat kry gy zyda sy zyda post kry gy or thanks ly k trade kry gy tu himat or hosly sy kam lena perta h waha jo log hhimat sy kam nhi laty wo loss hony pr sb kuch chor k bhet jaty h jab k hmy himmat nhi harni chaiy ku k insan jb tk himmat or mehnat krta h tu kbi nhi or ksi b chez sy nhi haar skta
                          • #14 Collapse

                            Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                            Gee haan log mehnat aur himat sae kaam kertay hain tou unn logoun ko khuda ki bhi madad hasil hoti hai aur woh iss lye kay allah mehnat kernay walay logoun ko pasand kerta hai aur wohi log apnay kaam mein kamyab bhi hotay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Himmat or Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Almakhan پيغام ديکھيے
                              My dear friends kese ho ap sab log omeed he ke sab ke sab kheryar se hon ge me ap sab se ye bat kehna chata ho ke Mehnat karne walo ke kabhi har nahe hote or jo bhe yaha mehnat se kam kare ga us ko acha result mele ga or wo ache incoem kama sakta he or dosro ko bhe is kam me laga ke un ke bhe madad kar sakta he.
                              Assalamu Alaikum Jo log Himmat se kaam lete hain vah Jindagi Mein Kabhi Nahin Aate Agar Ek Bar trademill Pasand Ho bhi jata hai hi hi to use recover Kiya Ja sakta hai Shehar diya hai kya FIR mat na Hare Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X