Dear traders and investors aaj ka topic bhout technical aur important information per consisted hy. Over bought and over sold conditions ko market kay chart table per dekh ker traders ko trading orders mein kafi support milti hay.
WHAT IS OVER BOUGHT:-
Forex market mein trading chart per overbought condition oss time create hoti hy, jab market ka price rapidly increase ho jata hy. yeh present price sey zyada feel hota hay. aur ess bat ko decide karta hay kay bohot sey investors ney oss particular asset ko buy ker liya hay. jis ki wajah sey demand increase ho gayi hay aur actual value ko cross kar gayi hay. Yeh term mostly technical analysis mein possible selling chances ko identify ke liye use hoti hay. Ye term aksar technical analysis mein potential selling opportunities ko pehchanne ke liye istemaal hoti hy. Traders oftenly ess tarah ke signs ko identify kerny ke liye technical indicators jaise ke relative strength index ya stochastic oscillator ka istemaal karte hain. Jin sey unn ko possible reversal ka indication milta jata hay. Traders ess condition mein hote hain kay jab bohot sey traders same direction mein trade karte hain, aur ess wajah se price artificial taur par upar move ker jati hy. Ess false indication sey bacny kay leye traders other indicators sey help ly sakty hein.
WHAT IS OVER SOLD:-
Forex business ki market mein Oversold condition tab aati jab eik stock ya market ka price itna drop ho jata hay ke woh present price se kam lagne lagta . Yeh indicate karta hy ke market mein excessive selling hui hy aur potential hy ke price upward reverse ho.. Oversold ka matlab hay ke particular asset ka market overall zyada sale ho gaya hay aur ab prices mein increase hony ki prediction Hay. Overbought aur oversold conditions mein traders ka sentiment bhi ahem hota hy. Jab market overbought hoti hy, to traders zyada tar bullish hote hain aur expecting hote hain ke price aur zyada barhega. Jab market oversold hoti hy tou traders bearish advancement mein set ho jate hain aur expect kerty hein kay price drop hony ke baad recover kare ga. Market ke dynamics ko samajhne aur overbought-oversold condition ko sahi tareeqay se analyze karne ke liye traders ko regular research aur market analysis karna chahiye.
KEY POINTS:-
Overbought ya oversold condition, especially jab yeh kisi strong support ya resistance level ke saath aata hay jo indicate karte hain kay market mein reversal hone ki possibility ho sakti hay. Traders kay leye zaroori hay kay over bought and oversold condition mein other technical indicators ki help sey trading kerein. Ta kay poor decision making aur loss sey secure rahein. Agar traders ko guidance aur support ki zaroorat hy to wo experienced traders ya mentors se mentorship seekh sakte hain. Mentorship se traders ki learning curve kam hoti hy aur wo apne mistakes ko avoid kar sakte hain. Ess basic concept ko samajh kar traders apni strategies ko advance kar sakte hain, aur loss sey safe ho sakte hain. Lekin, is concept ko achy sey use karne kay liye research aur risk management ki study zaroori hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим