Bullish Separating Line Candlestick Pattern:
Assalam o alaikum!Dear my friends and follows Bullish Separating Line pattern uptrend ke baad aata hai aur bearish trend ko indicate karta hai.Is pattern mein pehla candlestick bearish hota hai,matlab ky iska open price uske close price se upar hota hai,lekin dusre candlestick ka open price pehle candlestick ke close price ke upar hota hai.Dusra candlestick predominantly bullish hota hai aur generally uska closing price pehly candlestick ke closing price se upar hota hai.
![cvb.jpg Click image for larger version
Name: cvb.jpg
Views: 54
Size: 12.1 کلوبائٹ
ID: 12866023](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12866023&d=1710516135&type=large)
Bearish Separating Line Candlestick Pattern:
Dear forex traders Bearish Separating Line pattern downtrend ke baad aata hai aur bullish trend ky reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein pehla candlestick bullish hota hai,matlab ki iska open price uske close price se upar hota hai,lekin dusre candlestick ka open price pehle candlestick ke close price ke neeche hota hai.Dusra candlestick predominantly bearish hota hai aur generally uska closing price pehle candlestick ke closing price se neeche hota hai.In patterns mein dusre candlestick ka open price pehle candlestick ke close price ke kareeb hota hai,lekin alag hone per ye trend reversal ko indicate karte hain.Bullish Separating Line aik bearish trend ke baad potential bullish reversal dikhata hai, jabki Bearish Separating Line aik bullish trend ke baad potential bearish reversal dikhata hai.Yad rahe ki,candlestick patterns ke saath aur bhi technical indicators aur market analysis ki techniques ka use kiya jata hai taki entry aur exit points tay kiya ja sake.In patterns ko identify karne ke baad bhi,risk management aur stop-loss orders ka dehan rakhna zaruri hota hai,q k market mein hamesha uncertainty hoti hai.
Assalam o alaikum!Dear my friends and follows Bullish Separating Line pattern uptrend ke baad aata hai aur bearish trend ko indicate karta hai.Is pattern mein pehla candlestick bearish hota hai,matlab ky iska open price uske close price se upar hota hai,lekin dusre candlestick ka open price pehle candlestick ke close price ke upar hota hai.Dusra candlestick predominantly bullish hota hai aur generally uska closing price pehly candlestick ke closing price se upar hota hai.
Bearish Separating Line Candlestick Pattern:
Dear forex traders Bearish Separating Line pattern downtrend ke baad aata hai aur bullish trend ky reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein pehla candlestick bullish hota hai,matlab ki iska open price uske close price se upar hota hai,lekin dusre candlestick ka open price pehle candlestick ke close price ke neeche hota hai.Dusra candlestick predominantly bearish hota hai aur generally uska closing price pehle candlestick ke closing price se neeche hota hai.In patterns mein dusre candlestick ka open price pehle candlestick ke close price ke kareeb hota hai,lekin alag hone per ye trend reversal ko indicate karte hain.Bullish Separating Line aik bearish trend ke baad potential bullish reversal dikhata hai, jabki Bearish Separating Line aik bullish trend ke baad potential bearish reversal dikhata hai.Yad rahe ki,candlestick patterns ke saath aur bhi technical indicators aur market analysis ki techniques ka use kiya jata hai taki entry aur exit points tay kiya ja sake.In patterns ko identify karne ke baad bhi,risk management aur stop-loss orders ka dehan rakhna zaruri hota hai,q k market mein hamesha uncertainty hoti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим