apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir
    Dosto mara khayal hay k hamain apni kamzorian door karni chahye aor pahly apni mistakes ko observe karen jab ap jaan laen k apki kamzorian kya hain to unhain door karen. jitni kamzorian door karty jaen gay hamari earning bhi utni hi zada ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

    Hum jub apni trading ki purani history ko dekhty hein to hamein apni kamzorion ka pata chalta ha jin mein sab sy bari kamzori hamari lalach hi hota ha ky her dafa hamara account lalach ki waja sy hi wash hua hota ha to hamein her surat lalach sy bach ker trade kerni ha ky hum forex mein kamyab ho sakein
    • #3 Collapse

      Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

      g bhai bilkul jos trade sy hamy loss ho raha hota hai hamy dekhna chahye k hamy loss q howa is trade sy or phr wo ghalti dhond kar usy kam kya jaye tu fiada hasil ho ga انشاء اللہ
      • #4 Collapse

        Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

        Apni kamzori ko talash krain aor study aor mehnat k zreye usay door karny ki koshsh krain kamyabi zror milay gi. Jab ik bar ap ko apni kamzori ka pata chal jae ga tu phir ap us ko door b kar sakty hain. Dunya m jitny b kamyab insan hain unhon ne pehly nakami k bad apni kamzoryon ko talash kia aor phir un ko door kia aor kamyaab huway
        • #5 Collapse

          Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

          Gee haan forex mein apnay weak points ko dekhain note kerain aur unn per kaam kerain unn ko forex sae remove kernay ki koshish kerain agar aap forex mein long term kaam kerna chahtay hain tou forex aik bahut acha business hai jo poori zindagi aap kay sath chal sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

            Mere andar sab se badi burayi yehi hai kay main jald baazi karta hon jis ki waja se mujhe kafi nuqsan uthana parta hai lekin main day by day apni iss khaami ko door kar raha hon tah kay main bhi ap sab ki tarah achay se earning karlon forex trading main jald baazi sab se badi mistake hai ap sab se bhi request hai kay iss khaami ko door karain.
            • #7 Collapse

              Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

              G han sahi kaha aap ne forex main har banda har cheez nahi seekh sakta aap koshsih bhi na kro sab kuch seekhnay ki just apnay ander ki khrabio ko aur aoni ghaktio ko khatam karnay ki koshish kro aao jald forex maian kamyaab ho jayen gain.
              • #8 Collapse

                Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

                Gee haan forex mein humain apni kamzorioun ko talash ker kay khatam kerna chahyea kyun kay hum nay forex mein kamyab hona hai tou humain iss mein khud ko improve kerna ho ga aur sabit kerna ho ga kay hum forex mein acha kaam ker saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

                  hamy apne har aik kamzore ko dahkna ho ga hamy mahnet sy kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai students be kam kar skty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: apni kamzorion ko talash karen aor door karen fir

                    hamy aik time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is amount be invest kar sakty hain hum is ami agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X