MOMENTUM TRADING.
Dear fellows momentum ko aam tor par market ke speed aur movement ke tor par define kiya jata hay. Jab market ki speed high hoti hay to momentum bhi high hota hay aur jab market ki speed low hoti hay, tou momentum bhi low hota hay. Ess strategy kay zariye traders market ke momentum ko analyse karte hain aur ess kay according trading karte hain. Momentum trading strategy forex mein aik important method hay, jis sey traders apni trading ko improve ker sakte hain. Ess strategy sey traders currency pairs ki movement aur price trends kay baray mein valuable information haasil karte hain. Strategy ke mutabiq, traders market ke momentum ya trend ke saath chalne ki koshish karte hain, aur jab ek trend shuru hota hay ya quickly change hota hay tou woh oss trend mein shamil ho jate hain. Jab tak trend continue rehta hay tab tak traders apni positions ko hold karte hain aur profit earning hoti hay.
IMPORTANT CHARACTERISTICS.
Friends ess strategy mein market ke up and down ki sudden changes ke baare mein wrong decision ki wajah se nuqsan ho sakta hay. Is liye sahi risk management aur technical analysis ke saath hi momentum trading strategy istemal karna zaroori hay, takay traders apne losses ko kam kar sakein aur profit earning mein hisa daal sakein. Momentum trading strategy forex market mein jaldi munafa hasil karne ka zariya ho sakta hay. Jab traders current trend ke sath trade karte hain, to unn ko short term profits hasil karne ka chance milta hay. Jo traders aesy chances ko waste kiye baghair faida uthaty hein tou kamyabi unn sey ziada dour nahi rehti. Traders kay leye zarorri hay jab kisi pattern ko follow kerein tou oss particular pattern ki effectively aur history ko lazmi study kerein. Jiss sey ko understanding mil jaye ge aur trading decision accurately manage ho jaye gy.
SIGNIFICANCE OF TRADING
Dear yaad rakhein kisi bi dosray patterns ki tarah ess mein bi loss ka risk aap kay sath attach rehta hay, jiss ko market mein koi bi ignore nahi ker sakta. Momentum trading strategy ka istemal karne se pehle, risk management ko zaroori tor par consider karna chahiye. Stop loss orders ka istemal kar kay traders loss ko control mein rakh sakte hain, aur apne trading main account ko bacha sakte hain. Agar market mein positive sentiment hay aur momentum strong hay, to traders ko long positions enter karne ka mauqa mil sakta hay. But ess kay leye capital mein huge amount ka hona lazmi hay. Short capital waly ttraders long position hold nahi ker sakty. Agar kisi pair ki keemat tezi se barh rahi hay aur yeh tezi mein hay, to traders us pair mein long positions lete hain . it means who yeh samajty hein ya predict kerty hein kay prices mazeed increase hony wali hay. Sometime ess tarah ki prediction traders kay leye best results produce ker sakti hay. Agar aesa na ho ou loss bi control sey out hony kay chances hoty hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим