Confuse mind k sath trading na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confuse mind k sath trading na karen
    Dosto mara mashwara hay k jab mind confuse ho to trade na karen balky pehly khud ko relax karen aor jab bilkul relax ho jaen to trade karni start karen q k jitna mind relax ho ga trade main benefit bhi utna hi zada ho ga. aor usky liay rest bohat zaruri hay. mind ko rest daen aor dobara aaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confuse mind k sath trading na karen

    Jub hamara mind confuse ho jaey kisi trade ko open kerny sy pehly to hamein aesi trade ko open nei kerna chahiey ky hum phir koi na koi mistake kerein gy aor hamein loss hi hoga to jub fully relax minded hon to hi trade open kerein
    • #3 Collapse

      Re: Confuse mind k sath trading na karen

      bilkul bhai aksar aisa hota k jab ham trade open krny lagty tu ham soch me par jaaty k buy kya jaye ya sell or konsi trade krni chahye tabhi ham loss wali lot select kr lety or loss ho jata hai tu hamy chahye k phly khud ko relex kr len baad me trading kry
      • #4 Collapse

        Re: Confuse mind k sath trading na karen

        Confuse mind k sath trading bilkul b na krain. Jab ap confuse mind k sath trding krain ge tu phir result b wrsa e milay ga. Market k utar charhao par nazar rakhain aor kab ap kisi natejy par ponch jaim tu phir trading result ap k haq m niklay ga. Confuse mind band kisi b field m kamyab nahi ho sakt forex trading m tu bilkul b nahi
        • #5 Collapse

          Re: Confuse mind k sath trading na karen

          Yeh baat aap ki bahut achi hai humain forex mein confused ho ker trading nahin kerni chahyea balkay humain relax ho ker aur market kay analysis kay mutabiq hi trading kerni chahyea agar hum confusion mein rahain gay tou humain kamyabi nahin milay gi aur himara nuqsaan hi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Confuse mind k sath trading na karen

            Bilkul sahi kaha aap ne ager aap kisi bhi trdae k baray main confuse hain to behtar hai k aap wo trade he na lein aur kisi aur setup k baray main anylsis krain kiun k jis trade k baray main aap khud he confuse hai to us pe pesha laganay ki kia zaroorat hai .
            • #7 Collapse

              Re: Confuse mind k sath trading na karen

              Forex mein khud ko confuse karo gay tou kabhi kamyqb nahin ho gay confusion sae aap aik kay ouper aik trade lagain gay aur sub trades aap ki loss mein jayain gi aur aap ko uss sae account wash ka samna kerna ho ga iss lye khud kay lye kabhi confusion trading mein create na kerain
              • #8 Collapse

                Re: Confuse mind k sath trading na karen

                forex ke karonbar kmein hum confuse mind ke preshan ho ke trading market mein enter hony per humen losss hot ahe hum bar bar trade ke direction ko chnage kerty rehty hein is ley humen is mein acha or meyari kam kerna ho ga tak new traders ko trading market se related koi be masla na ho forex aik online karobar he jis mein hum live karobar kerty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Confuse mind k sath trading na karen

                  Yes confuse ho KR trade na lgayen jub tk zyadah profit ke chances na lgen trade na lgayen aur relax hona bhi zroori hai wrna sahi se dhyan se kaam PR tawajo nahi de paen ge I think
                  • #10 Collapse

                    Re: Confuse mind k sath trading na karen

                    hamy kabe be confuce nahi hona chahey pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain forex mai hum out off cost account be bana sakty han
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Confuse mind k sath trading na karen

                      Bilkul saahi baat hai k trading bilkul hi risky bussiness hai hmai hmare dimaagh ka haazir hnaa bht zrori hai warnaa hmai bht loss ka samnaa krnaa par saktaa hai ap nai bilkul saahi kaha k.mind confuse nhi hnaa chahye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Confuse mind k sath trading na karen

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Adil981 پيغام ديکھيے
                        Dosto mara mashwara hay k jab mind confuse ho to trade na karen balky pehly khud ko relax karen aor jab bilkul relax ho jaen to trade karni start karen q k jitna mind relax ho ga trade main benefit bhi utna hi zada ho ga. aor usky liay rest bohat zaruri hay. mind ko rest daen aor dobara aaen.
                        Assalamu Alaikum agar aap chatting karte hue Kisi Peer per confuse ho to aapko confused mind ke sath trading Nahin Karni chahie Kyunki usse aapko loss hoga bataya hai ki aap relax Ho Kar Soch Samajh Kar FIR trade Karen Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X