Stop loss prevents from account wash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss prevents from account wash
    Mere khayal main hume chaye k hum jab bhi trade lagaen chahy wo bari ho ya choti us main stop loss zarur lagaen q k ager hum stop loss lagaen gen to hume account wash ka dar nahi rhega or hum easily trade laga sakte hain or hume ziada loss ka khof bhi nahi hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss prevents from account wash

    forex mai hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo ky kabe be ban nahi ho sakta is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain yai aik legal busines hain
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss prevents from account wash

      G han my dear forex friend jab bhi koi trade lagaen wo choti ho ya bari os m stop loss ko lazmi use krna chahiy agr hum stop loss use krty hein to humy apny account wash hony ka khatra nhi hy is liy lazmi stop loss ko use karein
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss prevents from account wash

        Ji bilkul theek hai StarPlus Hamesha mein account Wash Out hone se bacha lete hain Kyunki are Kuchh aata hai kis market musalsal kam karta hai lekin usmein kam karne ke liye Uske pass investment Hona bahut jaruri hai aur bahut hi Rahte Hain Jo Ke Bina ShopClues ke is market Mein kaam karte hain aur uski vajah se vah apni sari investment is market Mein Los Karva lete hain aur unke Paas Baat Nahin kuch nahin Katta aur vah FIR pachtana ke alava aur kuchh nahin kar paate isliye Humko chahie ke pahle Sahi stop loss istemal karna Shuru kar den Taki vah apni Baki remaining investment se is market Mein Dobara se trade gakar profit Kama sake
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss prevents from account wash

          hamy market main trade lagany sy pahly is main stop loss or pending order ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain or yai hamary account ka safe gurad hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey per he hum is main pasia kama sakty hain or apne zarorto ko pora kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss prevents from account wash

            Han jee stop loss lagana boht zaroory ha ager app ko loss hota hai to app bara loss sa bach jata ho. kun k app har waqat trading ko monitor to nahi ker sakta or same check humain profit pa b lagana chahya k kuch profit account main add ho jae
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss prevents from account wash

              Boss aap ki baat belkul durast hai aur zindgi ka kio b shoba ho ham ko as mien plan karna hota h agar hamara plan mazboot h tu ham as mien her bar kamyab ho sakte hien aur agar hamara plan mazboot nahi h
              tu ham as mien apna nuqsaan ker sakte hien aur kio b as mien apna nuqsan nahi kerna chahta h as lyee ham ko as mien her bar aik proper plan aur mansoba bana ker as mien kaam karna hota h aur stop loss prevent karta h loss ko as lyee as ko use karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss prevents from account wash

                g han asa he han hamy stop loss ko use karna ho hamy ache learning gain kar ky forex mai kam ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forx aik accha busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss prevents from account wash

                  ham is main live chat karty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real job hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss prevents from account wash

                    hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik ach business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar km kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hita forex legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss prevents from account wash

                      yes my dear friends you are righte mn apki bat sy totally agree karta hn hamien is mn chaye ky ham mehnat ky sath kam karien aur pher hamien markete ky rules ko bilkul bhi nhe torna chaye jis sy ham is mn kamayb hsoakty hn so hamein is mn chaye ky ham stop loss bhi zarur use karien jis sy hamara account sacure rahta hy
                      • #12 Collapse

                        Stop Events Ki Pehchan Karna:

                        Salam dusto! Kabhi kabhi aap stop events ko pehchanenge plus Phase B mein kuch cause generation aur market potential rupture/shaking situation mein ho sakta hai. Ye woh ideal context hai jahan hum time frame ko neeche ja sakte hain.

                        The Wyckoff Method In Depth Structures:

                        Dost! Isi liye "The Wyckoff Method in Depth" ki puri theory section ko gehri tarah se padhna kitna zaroori hai. Structures humein ek saaf road map pradaan karte hain jo humare scenario approaches ko guide karega.

                        Phase B Ka Example:

                        For example: Agar hum Phase B mein hain aur cause build kar rahe hain, toh hum structure ke ends pe price ko break/break action ke liye dekhenge. Agar hum shock ko confirm karne ki position mein hain. Toh hum price ko opposite end tak momentum ke saath pahunchne ka wait karenge.

                        Potential Genuine Breakout Ki Position:

                        Agar hum potential genuine breakout ki position mein hain, toh hum broken structure ki taraf koi test ka wait karenge taki range ke bahar development jaari rahe.

                        Structure Development Ke Point Of View:

                        Agar hum is structure development ke point of view se market ka movement sachmuch nahi jaante, toh hume samajhdar scenarios banane mein asambhav hai. Isliye pehli cheez toh ye hai ki hume ye processes of accumulation and distribution ke general development ko andar se samajh lena hai:

                        1. Stopping the previous trend

                        2. Construction of the cause

                        3. Evaluation of the competition

                        4. Trend movement within range

                        5. Trend movement out of range
                        • #13 Collapse

                          Stop loss prevents form account wash

                          Mukhtasir Introduction: Stop loss ek aham tajziyaati tool hai jo investors aur traders ke liye account ki hifazat mein madadgar hai. Yeh unhein nuksan se bachata hai jab market mein unexpected movements hoti hain.

                          1. Stop Loss Kya Hai?
                          • Stop loss ek tarah ka order hai jo investor ya trader market mein trade karte waqt lagata hai.
                          • Is order mein ek specified price hoti hai, jab market us price tak pohanch jata hai, toh trade automatically close ho jati hai.

                          2. Stop Loss Ka Maqsad
                          • Account ko nuksan se bachana: Stop loss lagakar, investors apne account ko bari nuksan se bacha sakte hain agar market unexpected direction mein chali jaye.
                          • Emotions ka control: Stop loss lagane se traders ko emotions se trading karne ki zaroorat nahi hoti, kyunki trade automatically close ho jati hai jab specified price tak pohanch jati hai.

                          3. Stop Loss Ke Fayde
                          • Risk Management: Stop loss lagakar, traders apne nuksan ko control mein rakh sakte hain aur apni risk tolerance ke mutabiq trading kar sakte hain.
                          • Peace of Mind: Stop loss lagane se traders ko mental peace milti hai, kyunki unhein constant monitoring ki zaroorat nahi hoti.

                          4. Stop Loss Ke Nuqsanat
                          • False Breakouts: Kabhi kabhi market mein false breakouts hote hain jisme stop loss lagakar trade close ho jati hai, phir market wapas direction mein aa jata hai.
                          • Overdependence: Kuch traders stop loss ke itne zyada depend ho jate hain ke woh apni trades ko monitor karna bhool jate hain.

                          5. Stop Loss Lagane Ka Tareeqa
                          • Technical Analysis: Stop loss level tay karte waqt technical analysis ka istemal karna zaroori hai, jaise support aur resistance levels.
                          • Risk-Reward Ratio: Har trade ke liye appropriate risk-reward ratio tay karna zaroori hai taki stop loss level ko sahi se set kiya ja sake.

                          6. Stop Loss Ke Types
                          • Fixed Price Stop Loss: Ismein trader ek specific price tay karta hai jahan par trade close ho jati hai.
                          • Percentage Stop Loss: Ismein trader apne investment ka ek fix percentage tay karta hai jahan par trade close ho jati hai.

                          7. Stop Loss Aur Position Sizing
                          • Position sizing ek important concept hai jo stop loss ke saath closely juda hua hai.
                          • Stop loss level ko tay karte waqt, traders ko apni position size bhi consider karna chahiye taake har trade mein appropriate risk liya ja sake.

                          Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	20
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12914826
                          8. Stop Loss Ke Usool
                          • Discipline: Stop loss ke usoole ko follow karna har trader ke liye zaroori hai. Bina stop loss ke trading karna risky ho sakta hai.
                          • Regular Review: Traders ko apne stop loss levels ko regular intervals par review karna chahiye taake market conditions ke mutabiq adjustments kiya ja sakein.

                          9. Stop Loss Ka Istemal
                          • Day Trading: Stop loss day trading mein bahut important hai, kyunki market ki volatility zyada hoti hai aur trades short term hote hain.
                          • Long Term Investment: Bade arsey ke liye investments mein bhi stop loss ka istemal kiya ja sakta hai, lekin stop loss levels ko carefully tay karna zaroori hai.

                          10. Conclusion
                          • Stop loss ek zaroori tool hai jo investors aur traders ke liye account ki hifazat mein madadgar hai.
                          • Iske sahi istemal se traders apni trading ko disciplined aur controlled rakhte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            **Stop Loss Prevents from Account Wash**
                            Trading mein stop loss ka istemal bohot zaroori hai. Yeh ek risk management tool hai jo aapke account ko unexpected market movements se bachata hai aur aapko heavy losses se prevent karta hai. Aksar traders iski importance ko underestimate karte hain, magar stop loss set karna trading strategy ka integral part hona chahiye.

                            ### Stop Loss Kya Hai?

                            Stop loss ek pre-determined price level hota hai jahan aap apni trade close kar dete hain taake potential loss ko limit kiya ja sake. Yeh ek automatic order hota hai jo market mein aapke favor mein nahi jaane par trigger hota hai, aapko zyada nukhsan se bachane ke liye.

                            ### Importance of Stop Loss

                            1. **Risk Management:** Stop loss set karna aapko apne risk ko manage karne mein madad karta hai. Har trade par aap specific amount ka risk define kar sakte hain aur ussi ke hisaab se stop loss set kar sakte hain.

                            2. **Emotion Control:** Trading mein emotions bohot bada role play karte hain. Fear aur greed aapke decision making ko impact karte hain. Stop loss set karke aap emotions ko side mein rakh sakte hain aur disciplined trading kar sakte hain.

                            3. **Prevents Large Losses:** Market unpredictable hai aur kabhi kabhi unexpected movements hoti hain. Stop loss set karne se aap large losses se bach sakte hain jo aapke trading account ko wipe out kar sakte hain.

                            ### Kaise Set Karein Stop Loss?

                            1. **Technical Levels:** Stop loss ko important technical levels par set karein, jaise ke support aur resistance levels, trend lines, ya moving averages.

                            2. **Percentage Method:** Aap apne account balance ka certain percentage risk kar sakte hain. For example, agar aap 2% risk set karte hain, toh stop loss us price level par set karein jahan aapke total account balance ka 2% loss ho.

                            3. **Volatility-Based:** Market ki volatility ke hisaab se stop loss set karein. Zyada volatile markets mein stop loss ko thoda wide rakhein taake market fluctuations se avoid ho sake.

                            ### Conclusion

                            Stop loss ka istemal trading mein bohot zaroori hai. Yeh aapko disciplined aur controlled trading karne mein madad karta hai aur aapke trading account ko large losses se prevent karta hai. Har trade par stop loss set karna ek smart aur responsible trading practice hai jo aapko long-term success ki taraf le ja sakta hai. Trading mein successful hone ke liye risk management strategies ko follow karna bohot zaroori hai aur stop loss uska ek important hissa hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X