Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.
    Dear fellows and senior members forex trading main quick decision leny zaroori hoty hain kun ky akhsar members ya decision nai ker sakhty jiss say in ki nuqsan uthana perty hay iss thara ky quick decision say aap loss say Bach ker profit hasail kerty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

    Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur bhot he different aur difficult tarha ka bussniss hay iss main ager aap na success hasil karni hay to aap ko quick decisions lana parta hay ager aap in time decisions lana gay to aap lose sa bach saktay hain aur profit hasil kar saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

      Je dear apki bat sahe hai forex trading ma market bhot quickly move karti hai es lae zaruri hai k ham trading k bary ma decision jaldi lyn or agr ham es ma dair kar dy to ho sakta hai market trend change kar lyn but agr ap new hai to time zarur lyn or lot small rakhyn to market trend change b kar gae to apko etna nuksan ni ho ga hope u like my point
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

        Quick decision i don't think so k aap ki jaldi fesla lena chahiay ager wo fesla ghalat nikla to aap ko us ka bohat ziada nuqsaan uthana pray ga hamesha apnay anaylsis pehlay se kar k rakho aur wait kro market ki price ka us specific point pe anay ka phr wahan se trade lo.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

          Gee dear brother asp ki baat bikul theek hay ky forex main keaam krrty hoay aap ziada mehaat kerty hain toobaap zaroor kamyab ko jati hain kun jiss say aap forex main trading ky darmaan loi ki wajah achi trading ky darmaan quick decision hona say loss bhi kam ho sakht hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

            Yes kayi aise fesle hote Hain Jo fori lene prte Hain it a time nai hota because market hamara wait nai krti but agr ho ske to aaram se soch KR he jldi lene chahye mtlb ke sust na hon na
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

              forex aik risky business hain hamy market ko achy sy samaj kar sahi waqt ka wait kar ky sahi decision ly kar is main trade lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky out off account bana kar be kam kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                forex aik asa business hain jis main ham learning sath earning be hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hamy expert hi kar market ky up hony par is main quickly decision lena chahey agr ham is main tukky laga kar lalach ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                  Dear fellows and senior members forex trading main quick decision leny zaroori hoty hain kun ky akhsar members ya decision nai ker sakhty jiss say in ki nuqsan uthana perty hay iss thara ky quick decision say aap loss say Bach ker profit hasail kerty hain.
                  Mere Kaan Mein To Koi decisions Lena Jaruri Nahin Hai Kyunki Jab aap quick decision Lete Hain To proper planning Karke Kam Nahin Hota Jis Se loss ke chances bahut Dada Hote Hain isliye Koi decision nalain proper kam Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                    Dear fellows and senior members forex trading main quick decision leny zaroori hoty hain kun ky akhsar members ya decision nai ker sakhty jiss say in ki nuqsan uthana perty hay iss thara ky quick decision say aap loss say Bach ker profit hasail kerty hain.
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein every second Mein market ki movement hoti hai isliye Hamen ismein Apne decisions bahut jyada quickly lene padte hain isliye Hamen Apne mind ko present Rakhna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                      hamy zada jalde nahi karne chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai poor mans or job less mans be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                        Dear fellows and senior members forex trading main quick decision leny zaroori hoty hain kun ky akhsar members ya decision nai ker sakhty jiss say in ki nuqsan uthana perty hay iss thara ky quick decision say aap loss say Bach ker profit hasail kerty hain.
                        As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek Hai Iski Main Ek Badi reason batati hun Kyunki aap Dekhen ke yah Ek business online hai aur is main market ki moment every second ho rahi hoti hai agar Ham Sahi time per Sahi decision Nahin lete To Hamen Kafi Jyada loss ka Samna karna pad sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                          Forex trading make quick decision Lene bahut zaruri hote hain agar aap jaldi faisla Nahin karte to aap loss mein ja sakte hain.
                          agar aapane market mein entry leni hai to aapko juldy faisla karna h agar entry leni hogi aur jab aapane trade close karni hai to aapko fron se trade close karna padegi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                            bilkul quick decision lena b zarori hain jaaab merket main trend change ho jata hain tu quick decision lena bhot he zarori ho jata hain froex trading main kabi kabi apni trade ko loss main b closs karna hota hain and ziyda taar log quick decision nhe lete hain and wiat karte hain k ye trader again profit main jygi par asa pher nhe hota hain jis ki waja say loss kar dete hain or accoutn wash ho jata hain is liye mehnat sya kaam karna chahaiye and trend change hone ka pata chal jy tu quick decision lena chahaiye ...............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading main quick decisions leny zarori hoty hain.

                              hello dear friends aapane bilkul theek kaha hai jab bhi Ham trading karte hain ride season lene se achcha profit mil sakta hai aur decision take karne mein understanding honi chahie tabhi forex trading mein kaun si dance ke sath State open kar sakte hain aur achcha profit hasil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X