WHAT IS SHADOW CANDLESTICKS:
Yeh candlestick patterns market analysis mein istemal hote hain, aur in patterns ke separate combinations traders ko price movements aur trend reversals ko identify karne mein help karty hain. Kuch candlesticks k long shadow hoty hain kuch k short or kuch without shadows k hoti hain. Har candlestick forex chart ki ik story ko share karti hai agr trader ko wo pata chal jaye to achy entry point hasil karna easy ho jata hai. Each candlestick mein two parts hote hain. Shadow candlestick pattern mein, shadow ki length aur direction ko khaas importance di jati hai. But remember Sometimes shadow patterns false signals bhi provide kar sakte hain, isliye doosre confirmatory indicators ka bhi istemal karna zaroori hai. Takay kisi bi false indication ka in time pata chal saky.
CREATIVE FORMATION:
shadow kay baghair candlestick strong “buy” ya “sell” signal deti hai or yeh signal market ki direction par depend karta hai k candlestick up side par form hoti hai ya down sided. shadow candlestick pattern mein candlestick ki body chhoti hoti hai aur shadows large size kay hote hain. Upper shadow candlestick ke high tak extend hota hai, jabki lower shadow candlestick ke low tak extend hota hai. Agar upper shadow bahut bada hai aur lower shadow chota hai, toh ye bullish shadow candlestick pattern hai. Ess pattern mein market participants ke beech selling pressure dikhta hai aur price action bearish trend ke continuation ka indication deta hai. Market mein yeh pattern kisi trend reversal ka signal bhi ho sakta hai. Agar ye pattern trend ke baad form hota hai, toh ye reversal ka indication ho sakta hai. Es type wali candlestick jis side par b appear hoti hai wo buyer ya seller ki strength ko indicate karti hain.
HOW TO TRADE:
Market analysis mein Kisi bhi technical analysis tool ko istemal karte waqt, other technical indicators aur risk management ko lazmi consider kerna hota hay.. Market mein achy traders safe trding perform kerty hein aur losses sey secure reh ker trading perform kerty hein. Kisi bhi specific shadow pattern ya candlestick pattern ki wazahat karne kay liye traders ko oss pattern ki detailed features aur oss kay framework ko consider karna hoga. Yeh patterns market analysis ke ek important element and factor hote hain. Jin ki help sey trading easy hiti hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим