BASIC KNOWLEDGE:
My fellow traders market mein aik important pattern outside bar candlestick pattern hay. Yeh eik technical analysis ka pattern hay jo stock market ya forex trading mein istemal hota hay. Yeh pattern traders ko market ki future movements ke bare mein hints dene mein supportive role play ker sakta hay. Ess pattern kay form honay kay baad market mein strong reversal ke chances hote hayn. Jin ko identify ker kay traders ess sey faida utha sakty hein. Outside bar candlestick pattern ek aysi simple trading strategy hoti hay jis ko candles kay pattern mein spot karna easy hota hay yah ik sedhi sadhe strategy hoti hay jis ke simple rulles hote hain jin ko agar traders follow karte hain tou unn kay liye bahut sahulat hoti hay, aur traders isko aasani se follow kar sakte hain
DESCRIPTION:
Outside bar candlestick pattern simple price action strategy ke tahat kam karti hay jiski vajah se isko samajhna expert aur tamam beginner traders kay liye bahut easy ho jata hay. Market mein agar outside bar kisi key support ya resistance level par ban raha hay tou yeh current trend ki reversal ki indication ko strong banata hay. Yeh pattern ess baat ko indicate kerta hay ki sellers ne control le liya hay, aur price ko neeche push kiya ja raha hay. Traders bearish outside bar ke low ke neeche close ya bullish outside bar ke high ke upar close hone jaise confirmation signals ko trade enter karne se pehle find kerta hay outside bar pattern ka impact trend ke context par depend karta hay. Agar ye pattern downtrend ke baad aata hay, toh ye bullish reversal signal ho sakta hay. Uptrend ke baad aane par, ye bearish reversal indicate kar sakta hay. Trading volume ka bhi khayal rakhna important hay. Agar outside bar ke sath zyada volume aata hay, tou yeh oss kay validity ko aur bhi increase kerta hay. Bearish outside bar pattern tab form ho ga, jab engulfing bar ka high pehle bar ke high se kam hota hay aur engulfing bar ka low pehle bar ke low se kam hota hay. Jab ham is business mein kam karte hain to ismein hamen bahut choti choti chijon ka khyal rakhna hota hay aur inke bare mein complete knowledge aur information hasil karna hota hay tabhi ham success hasil kar sakte hain.
TRADING STRATEGY:
Market mein traders kay leye zaroori hay kay woh apni risk management per lazmi concentrate kerein. Yeh eik common forex trading pattern hay, jis sey traders market trend kay reversal ko identify ker sakte hain. Ess pattern mein bar ki range previous bar ki range se bahar nikalti hay. Stop loss bullish outside bar ke low ke bottom ya bearish outside bar kay high ke top per trade ke direction par depend karte hue place kiya jata hay. Outside bar candlestick pattern ke istemal mein stop loss orders ki zaroorat hoti hay taaki traders ko market ke unexpected variations sey bachaya ja sake. Ess leye ess candlestick patterns k saath sahi sy analysis karna bohat zaroori hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим