mehnat main azamt hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat main azamt hai
    is baat main koi shak nahi k mehnat main azmat hai.ap jis kam mai boht ziyada mehnat kro ge kamiyabi yaqeeni ho gi.qk jo kam ap mehnat say krin ge us main ap nakam nai ho sakty.par us main lalach or be emani nai honi chaye.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat main azamt hai

    G mere dost mehnat he me azmat hoty ha jo log mehnat se apna kaam karte ha wo he kamiyab hote kisi bhi kaam me kamiyab hone ke liye mehnat karna party ha mehnat kie beghair ap kisi bhi kaam me kamiyab nahi ho sakte forex me bhi mehnat karne walo ko he kamiyabi milty ha aur jo log mehnat nahi karte un ko nakaami ka samna karna parta ha forex me apky mehnat raygaan nahi jaye gy ap jitny mehnat karo ge apko utna profit mile ga
    • #3 Collapse

      Re: mehnat main azamt hai

      Haan jee mere dost nay bahot achhi baat ki hay kay mehnat main azmat hay es main koi shak ni kay zidagi ka koi field ho insaan mehnat say hi kamyaab hota hay oar forex business to naam hi mehnat ka hay jo jitni mehnat karta hay ussy os kay mutabik phaalilta hay lehaaaza forex business main hamain mehnat karni hay oar mehnat say trading karni hay
      • #4 Collapse

        Re: mehnat main azamt hai

        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main mihnat main azmat hai as main hamein chahye hai kee ham as main mihnat karte rahe agar ham as main mihnat kare ge tu ham as main jaldi kamyab ho jay ge and hamein chahye hai kee ham as main har na mane tu hi ham as main bohat zyada earning kar sake ge
        • #5 Collapse

          Re: mehnat main azamt hai

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai g han friends mehnat main azmat hai dunya ka koi bhi kaaam ho jis main hum mehnat krein gay hum aik na aik din zaroor kamyab honge mehnat k baghir kamyabi mumkin nhn hai mehnat say he hum apna future roshan ker sakty hain........
          • #6 Collapse

            Re: mehnat main azamt hai

            Gee haan meray bhaai aap nay bilkul darust farmaaya aur main aap kii baat say mukammal taur par itefaaq kartaa hun kay mehnat main azmat hay meray bhaaii kisi bhii shauba e zindagi main kaamyaabii ka wahid rastaa mehnat hii hay agar kisi bhii cheez main hum musalsal mehnat kartay rahin gay to aik na aik din us cheez ko seekh jaye gay aur jaamyaab ho jaue gay agar forex main kaamyaabi hassil krnii ho to us kay kiye zada say zada apni learning knowledge aur experience ko brahny mey mehnat kii jaye to hum zarur kaamyab hon gay..
            • #7 Collapse

              Re: mehnat main azamt hai

              forex aik acha business hain is mai greed hamra enemy hain hamy isy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy jo traders greedy ho ky kam karty hain inhy los ho jata hain forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
              • #8 Collapse

                Re: mehnat main azamt hai

                g han mehnat ek esi cheez hai jis ki madad se ap namumkin ko mumkin banane main kamyab ho sakte hain is lye mehnat forex main profit deti hai agar ap mehant kar ke forex ki achi learning kar lete hain to profit hasil karna bhot hi asan ho jata hai demo ko time post zyada se zyad kren ye forex par mehnat karna hai our isi main hi azmat hai.
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat main azamt hai

                  G bhai ny sai kha h k mehnat m azmat h mehnat kry gy tu hi kamyab hon gy wrna mayos ho k farig bhetny sy kuch b nhi ho ga mehnt m azmat h mehnat jitni kry gy apni earning us hisab sy kry gy jaha b chly jao jis field m b chly jao waha mehnat krni pry gy tab hi ap achi trde kr sky gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat main azamt hai

                    yes brother mehnat main he ap ko output milti hai iss lea forex aik asa business hai jiss main ap k pas ager mehnat hoti hai tu ap apna har dreams ko pora kar sakty hain iss lea ap ko demo accunt main achi tara say practice krni chaheay jiss say ap ko acha experience mil sakta hai aur ap trading karny k kabil ban jaty hain jitna mumkin ho skay ap ko demo main practice karni chaheay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X