Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen
    Good Morning Friends
    Ham jab is main kam karte hain aor is main greed se door rahtee hain to hamne is main mehnat karena chahye aor aor is main lalchi kamyab nahi hote hain mehnat kare aor apko is main greed se bachna chahye aor ap is main ache earning kar skate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

    G forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k kaam karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han aur forex trading business mein greed nhi karna cahaiye hum greed se Bach kar trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

      G bilkul Jb dil se mehnat karty hain trading me interesting lety hain to Ap ko zroor kamyabi milti a sari cheez a trading me focous o kr trading karna aur is Ke study karna aur jo log short cut K chkr me rehty hain risk lety hain lalch me ha hr begair Anylsis k trading karty hain wo hemsha nuqsan he uthty hain
      • #4 Collapse

        Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

        g bilkul greed say door rehna chahye jitna zada greed say door rahen gay hamari earning bhi barhti jaey gi aor account bhi safe rahy ga. so hamain learning pay dhayaan rakhna chahye aor kabhi bhi greed ko qareeb nahi any dena chahye. yehi hamary liay best tareeqa hay aor yahi kamyaabi ka rasta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

          Bhai jaan humko is mein chahiye humko greed se door rahna chahiye aur hum ko is mein mehnat se kam karte hain aur humko is mein greed nahi karna chahiye agar hum greed nahi karte hain aur humko isme loss ho skata hain aur hum ko is mein mehnat se kam karte hai
          • #6 Collapse

            Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

            hello Sar aapane bilkul sahi Samay Hai Hamen chahie ki Hamen is Forex trading mein lalach Se Dur Rahe aur is Forex trading Mein mehnat Karte Rahen Kyunki laalach Ek Aisi chij Hai jisse ham Hamesha loss kar Baithe Hain isliye Hamen chahie ki Hamen ismein mehnat se kam Karte Rahen aur knowledge experience Hasil karne ki koshish Jari rakhen to hi Hamen ismein se earning kar Sakenge bahut hi zyada
            PAK ARMY ZINDA ABAD
            • #7 Collapse

              Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

              Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum
              umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
              yes sir hum ko as mien aa ker her bar greed ni karna hota hai or hamain as mien aa ker greed free kam karna hota hai or agar hum as mien aa ker greed feel kerty hien tu hum as mien aa kr her bar apna loss ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar safe trading karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye earning generate karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

                jesa k ap janty hain forex treading ak boht bara bussines hai or isko samjhny k liye apko heard work ki zaeort hoti hai or bharpor knowledge hasil krna parta hai na k ap lalach main parh kr apny apko boht bara nuqsan phoncha din.qk lalchi insan kabi kamiyab nai ho sakta.
                Jazak ALLAH ツ
                • #9 Collapse

                  Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

                  Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss start karan us,main kamyabi k laya zarrori hay k aap zayada sa zayada mehnit karan aur lalach sa bachain same issi tarha instaforex trading main kamyabi k laya zarrori hay k aap zayada sa zayada mehnit karan aur trade k doran lalach greed sa bachain
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

                    Assalamu Alaikum dear forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen chahie kya Malala Se Dur Rahen Kyunki lalach Buri Bala hai aur Agar Ham lalach ke mehnat Karte Hain To Ham apni kamyabi pakka Samjho Kyunki laalach Ke Bina mehnat kamyabi Deti Hai
                    Visit My Profile
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed Se Door Rahee Aur Mehnat Ko Kmayabi Smajhen

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain To Hamen laalach it to bilkul bhi nahin karna chahie Jo Insan lalach karte hain vah Pakistan Forex Main To Kya Kahin Bhi Kamyab Nahin hote hain Agar Hamen Kamyab hona hai Lachi bilkul bhi nahin karna hoga thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X