Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?
    Trading margin agar zero kar dia jaye to es ka effect trading par bahot hi zeyda hota hay, low margin key base par ham kesi be pair me buy ya sell orders place karny key qabil nahi rehty, agar big loss ho jaye aur hamara account balance kam ho jaye to app sab traders ne ye note kia ho ga key kam lot size par be hamary order place nahi hoty es ki waja trading margin me kami ka hi hota hay, agar yahi trading margin zeyda ho to kam account balance par be ham trades open karny key qabil ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

    Margin zero ka matlab hai ky ab no more trade ham koi bhi mazeed trade open nehi ker sakty ky jab hamain open trade main loss ho raha ho tou hamara margin kam hoty hoty minus main chala jata hai phir ham next koi aur trade open nehi ker sakty hamain aik trade ky sath hi continue kerna chahiay ky hamara margin plus main hi chalta rehy
    • #3 Collapse

      Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

      Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuqsan ho sakta hay iss main ager aap nai koi trade open ki hoi Kay oor iss main bara loss ho jata hay too aap iss ky opposite trade open nai ker sakhty ya koi bhi oor trade open nai ker sakhty oor loss ko rook nai sakhty iss liay forex main margin zero na hony dain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

        trading margin zero tab hota jab hamara account bhaot zayada loss me chala jata hai or ham mazeed koi trade open ni kar skty
        • #5 Collapse

          Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

          Jb traders aik trade open krty hein tu loss ho jaye tu woh aur order place krty hein jis se margin zero balkeh negetive ho jata hai phr traders ko problem ho jati hai kionkeh loss increase hony lgta hai aur account wash ho jata hai is liye hamesha apny pas margin zaror rakhein.
          • #6 Collapse

            Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

            dear friend agar ap kin trade opon hy aur ap ka margen 0 hy to as ka yeh noksan hota hy k ap koy aur trade opon nahi kar sakty ges tarah agarv ap nay ak sell ki trade lagai hyb aur woh thora aurv opar chaly gay to ap dobara sell kar dain to ap ko profet acha mila gata hy leken marfgen ki waga sayb ap dobara osay sell nahi klar paty
            • #7 Collapse

              Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

              Bhaai jaan aapne Theek hi kaha hai agar Hamara trading ka vajan kam ho jata hai To Hamen chahie ki Ham is Samay market kondal set Karke FIR trading Karen Ham ismein market ko acchi Tarah Soch samajhkar aur ismein Anil Shahar Nahin Karenge To Ham FIR Hamara ismein account was Ho Jata Hai Jab Hamara ismein Mar jaaun kam ho jata hai to...
              • #8 Collapse

                Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

                G bilkul bhai trading margin ko trading k doraan nazar mein rakhna chaye hm risk ka khayal rakhna chaye k agr hm trade aisi open kr daity haen jis se hamari trade thori c movement pe hi bht ziada loss show krti ha tu us ka ye nuqsan ho sakta ha k hamaen margin call aa sakti ha es liye es cheez ko mind mein rskhns chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

                  hamy margin ko dahk kar kam karna hota hain pher he hum paisa kama saky gy forex aik real business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time trading kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

                    forex aik wasee business hain is jasa koi or business nahi hain hamy is mai margin free account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai out off cost bana kar kam kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

                      forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

                        aapki baat bilkul theek hai kam Karte Hain To Hamen Pyar Nahin Karna Hota Hai aur Hamenaur Hamen usne Har Bar try kar try karna hota hai aur apni learning ko increase karna Hota Hai
                        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                        :1f4af:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading margin agar zero ho jaye to es ka kia nuksan ho sakta hay?

                          G han my dear forex friend agr trading k doran ap ki account k free margen zero ho jaty hein to is ka matlab hy ab k account k margen nafi m chalen gy or humary account wash bhi ho skta hy is liy jab aisi sorat hal ho to humy apni trade per nazr rakhni chahiy or isy manage karein takih account wash na ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X