Introduction
forex market mein relative strength index aik kesam ka technical indicator hota hey jo keh forex market ke movement ko he indicate kar sakta hy takeh forex market kay overbought ya oversold kay hallat ka tayon keya ja sakta hey RSI ko aik momentum oscillator ka naam deya jata hey
forex market mein RSI ke line mid line 50 hote hey ager RSI 50 say oper ke taraf barah raha hota hey to forex market kay trend kay bullish par he ghor keya ja sakta hey ager RSI 50 say nechay ke movement mein ho to to trader raftar ko zyada tar bearish he taswor kar saken gay ager RSI 70 say zyada ho jay market bullish ho ge mumkana tor par overbought ho ge ager RSI 30 say ka hey to market bearish ke ho ge
![relative-strength-index_body_RSI.png Click image for larger version Name: relative-strength-index_body_RSI.png Views: 4 Size: 8.6 KB ID: 12839255](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12839255&d=1708657907&type=large)
RSI calculation
![relative-strength-index_body_formula.png Click image for larger version
Name: relative-strength-index_body_formula.png
Views: 57
Size: 5.8 کلوبائٹ
ID: 12839271](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12839271&d=1708658774&type=large)
RSI indicator forex market ke commodity or currency markt ke movement ko he indicate karnay kay ley estamal keya ja sakta hey es ko forex market ke entry ke level or exit ke level kay ley estamal kya ja sakta hey yeh forex market mein aik kesam ka aam sa masla darpaish tha jes par Wilde nay qabo pa leya tha or forex market mei formula teyar keyahey or trader ko entry or exit kay rastay dekhay hein
Trader with RSI Indicator
overbought signal
USD/ZAR ka chart nechay deya geya hey jo keh forex market kay overbought lvel ko indicate kar raha hey jes mein rsi 70 say opr ke movement kar raha hey jo keh market mein short entry ke opportunity hote hey
![relative-strength-index_body_RSIOVERBOUGHT.png Click image for larger version Name: relative-strength-index_body_RSIOVERBOUGHT.png Views: 4 Size: 19.6 KB ID: 12839256](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12839256&d=1708658071&type=large)
oversold signal
nechay GBP/USD ka chart deya geya hey jo keh forex market mein 30 ke level say nechay ke taraf movement kar raha hey RSI kay oversold signal ko he indicate kar raha hey jo keh forex market kay mumkana long entry kaychance ko identify karta hey
forex market mein relative strength index aik kesam ka technical indicator hota hey jo keh forex market ke movement ko he indicate kar sakta hy takeh forex market kay overbought ya oversold kay hallat ka tayon keya ja sakta hey RSI ko aik momentum oscillator ka naam deya jata hey
forex market mein RSI ke line mid line 50 hote hey ager RSI 50 say oper ke taraf barah raha hota hey to forex market kay trend kay bullish par he ghor keya ja sakta hey ager RSI 50 say nechay ke movement mein ho to to trader raftar ko zyada tar bearish he taswor kar saken gay ager RSI 70 say zyada ho jay market bullish ho ge mumkana tor par overbought ho ge ager RSI 30 say ka hey to market bearish ke ho ge
RSI calculation
RSI indicator forex market ke commodity or currency markt ke movement ko he indicate karnay kay ley estamal keya ja sakta hey es ko forex market ke entry ke level or exit ke level kay ley estamal kya ja sakta hey yeh forex market mein aik kesam ka aam sa masla darpaish tha jes par Wilde nay qabo pa leya tha or forex market mei formula teyar keyahey or trader ko entry or exit kay rastay dekhay hein
Trader with RSI Indicator
overbought signal
USD/ZAR ka chart nechay deya geya hey jo keh forex market kay overbought lvel ko indicate kar raha hey jes mein rsi 70 say opr ke movement kar raha hey jo keh market mein short entry ke opportunity hote hey
oversold signal
nechay GBP/USD ka chart deya geya hey jo keh forex market mein 30 ke level say nechay ke taraf movement kar raha hey RSI kay oversold signal ko he indicate kar raha hey jo keh forex market kay mumkana long entry kaychance ko identify karta hey
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим