Kabhi dil chota na kri

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi dil chota na kri
    Dear friend main ap sa khana cahta hu ka agr app ka loss ho jhata ha tho film chota na Karin balkha dil sa kaam Karin orr kamyab hona ka lia manaat Karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi dil chota na kri

    Je friend apki bat sahe hai dear loss hony ki sorat ma hamy dil chota ni karna chahe kiu k ye business ha es ma loss or profit sath sath chalty hai agr loss ho jae to es sy lesson lena chahe or phr khosis karni chahe k next time ham es lesson ko zehan ma rakh k trading karyn trading skill ko behtar sy behtar banae or kese b waqat interest k bena kam na karyn hope u like my point
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi dil chota na kri

      G han thek kaha apny k kbhi bhi dil chota nahi karna chaye ager loss ho bhi jata hai to q k loss to cover hojata hai ager mehnat jaari rakhi jae to q k Sab kuch mehnat par depend karta hai ager mehnat continue rakhen to loss bhi cover ho he jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi dil chota na kri

        G han forex trading men agar shuru men musalsal loss hota hey tu phir dil chota nah karen aur loss ki waja se tension nah len balkay agar loss hota hey tu loss ka mukabla karen aur pahlay se ziyada mehnat karen ta k dobara loss nah ho aur loss ko profit men tabdeel kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi dil chota na kri

          g Bhai ap ki bat theek hy loss or profit tu is kam ka his ahy per main ik bat kaho ga ky profit or loss ty her kam ka his ahota hy ager hm log sirf is ko forex ky sath jorty hy tu galt bat hy or k bat yi bi hy ky hm log is ko pata nahi kiyo yti samjhy ky hala ky main kaho hga ky ager loss na ho sirf or sirf profit ho ga tu kabi bi ap ki loss anh ho tu ais akam theek hi nahi hota hy isliya is sy bach ker rehan hi theek hota hy.
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi dil chota na kri

            yes dear agar humhain loss hota hain tu humhain kabi b dil chota nhe karna chahiaye humhain zidya say ziyda mehant karni chahiaye k ye loss kis waja say hova hian or loss ki waja ko apni trading main hal kare k again humhan kiisi kisam ka loss na ho or forex trading main humhain ziyda say ziyda mehnat ki zarorat hain or agar achi tara hum mehant karte hain tu humhain loss neh hota hian or loss k chacnes b kaam ho jate hian jaab hum lot of experience hasil karte hian demo account main pher lvie account main humhian ziyda loss nhe hot ahain
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi dil chota na kri

              han ji apki bat sey mein bhi agree kerta hun .hamin jhan bhi kaam krein us k profit aur loss ko bhi berdasht karein.hamin apnuy kaam ko sencrely kerna chahy .ager loss ho bhi jaaiy to apna dill chota na karein.jub mhnat ko contnue rakhin gy aur emmandari sey kaam krein gy to apko aik na din kamiyabi mily gi..
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi dil chota na kri

                g han kabi dil chota na keren forex ma ager loss bi ho jai to dil bara rekhen or himet or hosle se loss ko face keren kyun ke dil chota kerne se koi faida nhi bulke dil bara keren or ALLAH per yaqeen rekhen or mehnat se kam kerten kyun ke mehnat kerne se ap kamyab ho sakte hen is liye dil chota na keren sabar or hosle se halaat ka muqabla keren or mehnat jari rekhen ap zaror kamyab ho ge

                اب آن لائن

                Working...
                X