Forex aik international business hy aur yeh full time job hy.ess leye forex mein carrier banany ky leye traders ko market ky related apna knowledge aur skil ko improve kerny ki effort kerty rehna chehye.ess mein trading signals kay leye bhout sary pattern use kiye jaty hein. Aik aesa hee pattern channel pattern hay jo ek bahut hi important pattern hota hai jismein ham market ke patton ko samajhne ki koshish karte hain aur iski movement ko charge karne ke liye kuch important point ko focus karte hue apni trading ko profitable banate hain.Forex mein yeh aik continuation pattern hota hay jis mein agar market bullish trend mein move kar rahi hay tu wahan ess trend ko continue rakhti hy, aur ess hannel mein movement karti hay aur agar market bearish trend mein movement kar rahi ho tou aik channel ko maintain rakhte huye bearish trend ki taraf jati hay.
CHARACTERISTICS OF CHANNEL PATTERN
Dear traders market Jab Bhi movement Karti hy tu woh Kisi Na Kisi trendline ya phir Kisi channel Mein move karti Hay . forex market mein agar aap ny kamyabi Hasil karni hay to uske liye aapko proper knowledge Hasil Karke kam karna hoga aur aapko ismein proper learning Karke kam karna hoga tab hi aapko ess mein success mil sakti hay .market Jab Bhi movement Karti Hay To ismein proper aik Trend ke through karti hay aur channel oss movement ko kaha Jata Hay Jab market move kar rahe hoti hay aur woh proper aik line Mein vah mat kar rahi Hoti Hay Jis Tarah aap dekhte hain ky market single point per jaati hay aur wahan sy phir Wapas aik point Tak aati hay aur phir Apna reversal Leti Hay ess chij ko Channel ka naam Diya jata hay . trading karte hue Hamesha Hamen Aise pattern ko Jarur dekhna chahie tabhi Ham apni trading se fayda Utha sakte hain aur apne liye acchi trading karte hue apni trading ko successful banaa sakte hain.Jab market main channel pattern create hota hay tou aesy time per hamain channel break hony ka wait kerna hota hay , agar ham market main channel pattern ko identify ker lety hain ky market consecutively aik channel ko follow kerty huey movement ker rehi hay tou aesy waqat mein jesy hi channel break hota hay tou ham trade enter ker sakty hain ky channel main market upward break kerty tu buy ki trade aur agar downward break kery tu sell ki trade open ker ky acha profit hasil kia ja sakta hain.but ess method ki trading sy pehly market mein ess pattern ki identification bhout zaroori hy ta kay accurate time frame mein order place kiya ja saky.
ANALYTICAL TRADING
Market mein jab market chanel ki top ko touch kary ya bottom ko ham support and resistance level par entery kar ky earning kar sakte hay lekin hamein hamesha wait karna chaiye ta ky market agar pattern cross kare to oss ka b pata chal jaye.ess tarah pattern complete ho jata hy aur trade place kerny ky leye yeh comfortable time hota hy. Forex market main trade kerty huey in candles ki madad sy mwrket ki movement ki achi prediction ker ky jab trade open kerty hain tou hamari trades profit main close hoti rehti hain.jab b market prices lower trend ko hit kara to buying area ha. Jahan ham buy ki trade entry le sakta hain. Aur jab market prices lower trend line ko hit kara to ye selling area hay jahan per ham sell ki trade laga sakta han.jab market aik traf move kr laiti he to aik jagaa aisi aati he keh wo two particulr trend line k center mein correction karnay lagti hy. Ess correction mein market three ya five moves kay baad markets ess channel ko braek ker daiti he. Or apna trend correct krti hey tou trade place kernay kay leye yeh ideal time ho sakta jis ko follow ker kay traders benefit lay sakty hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим