BASIC CONCEPT OF ORDER BLOCK TRADING
Friends forex trading mein entry aur survive karny ky liye aapko market indicators ko study kerna hoga, ess kay baad technical analysis ko follow karna hoga kyun kay jab tak aap technical analysis ko follow nahi karenge indicators to nahin dekhenge candlestick patterns ko dekhne ke bad apni trade nahin lagaenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte.esi liye agar aap confident hona chahte hain to oss kay liye aapko proper market analysis ko follow karna hoga.block trading strategies ky zarie sey Market ky behaviour ko acchi tarah se confirm kiya ja sakta hay market mein aap order block trading strategies ke bare mein complete analysis karte hain tou oss waqt aap ess sey market mein best result bhi hasil kar lete hain.jin ki basis per apna knowledge use ker ky acha profit banay ja sakta hy.aur trading target achieve kiya ja sakta hy.
![6.png Click image for larger version
Name: 6.png
Views: 84
Size: 8.0 کلوبائٹ
ID: 12829575](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12829575&d=1707829424&type=large)
CHARCTERISTICS OF ORDER BLOCK TRADING
Ess business mein order block trading ko kisi bi condition ya state mein ignore nahi kiya ja sakta.jab traders ess strategy ko recognise kar lete hain aur isko recognise karne ke bad market mein entry lete hain hain tou aap bahut achcha profit hasil kar sakte hain. Friends esi leye koshish karenge ziada se ziada market information hasil karen forex market mein order blocks strategy ke jariye ham apne account balance ko secure rakh sakte hain aur kamyab bhi ho sakte hain aur aapko proper maar dete indicator ko dekhna hoga technical analysis ko follow karna hoga.block order oss particular time per market mein form hote hein jab kbi suddenly huge demand mein bohut ziada increase aa jati hay.jab market aik direction mein ja rahi ho aur achanak kisi side se oss mein kuch mazeed order add ho jaye to is se market kuch pak k leye rukh jati hayto ya to market apna direction change ker degi aur ya ho sakta hayky woh pher same position per apna journey start kar dein.jis identify kerna lazmi ho ga.
![7.png Click image for larger version
Name: 7.png
Views: 78
Size: 15.4 کلوبائٹ
ID: 12829576](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12829576&d=1707829444&type=large)
TECHNICAL ANALYSIS
Dear colleagues, agar traders is tool ka sahi use karte hain tu yeh unn ke liye bohat helpful ho sakta hayaur market ki direction mein trade place ker ky traders profit gainker sakty hein.
BENEFITS:
Order block trading se traders ko market trend aur direction ko determine karne mein help milti hai.order block trading se traders ko trade entries aur exits ko determine karne mein help milti hai, aur trading se traders ko market structure aur price action ke baare mein deep knowledge milta hai.
DISADVANTAGES:
Agar traders ess technical tool ka accurate use nahi karty tu yeh unn ke liye harmful ho sakta hai. Kuch disadvantages hain. Order block trading ke liye traders ko patience aur discipline ki zaroorat hoti hay jo unn ko market mein trade place ky leye required hota hy.kyu kay trade place kerny sy pehly market ki situation aur behaviour ko monitor kerna zroori hota hy.ess ky baad entry ky leye ideal time frame ko select ker ky trading ki jati hy ta kay ideal scenario mein order place ker kay traders ko profit earning easily ho jati hy.
![8.jpeg Click image for larger version
Name: 8.jpeg
Views: 75
Size: 595.0 کلوبائٹ
ID: 12829577](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12829577&d=1707829471&type=large)
Friends forex trading mein entry aur survive karny ky liye aapko market indicators ko study kerna hoga, ess kay baad technical analysis ko follow karna hoga kyun kay jab tak aap technical analysis ko follow nahi karenge indicators to nahin dekhenge candlestick patterns ko dekhne ke bad apni trade nahin lagaenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte.esi liye agar aap confident hona chahte hain to oss kay liye aapko proper market analysis ko follow karna hoga.block trading strategies ky zarie sey Market ky behaviour ko acchi tarah se confirm kiya ja sakta hay market mein aap order block trading strategies ke bare mein complete analysis karte hain tou oss waqt aap ess sey market mein best result bhi hasil kar lete hain.jin ki basis per apna knowledge use ker ky acha profit banay ja sakta hy.aur trading target achieve kiya ja sakta hy.
CHARCTERISTICS OF ORDER BLOCK TRADING
Ess business mein order block trading ko kisi bi condition ya state mein ignore nahi kiya ja sakta.jab traders ess strategy ko recognise kar lete hain aur isko recognise karne ke bad market mein entry lete hain hain tou aap bahut achcha profit hasil kar sakte hain. Friends esi leye koshish karenge ziada se ziada market information hasil karen forex market mein order blocks strategy ke jariye ham apne account balance ko secure rakh sakte hain aur kamyab bhi ho sakte hain aur aapko proper maar dete indicator ko dekhna hoga technical analysis ko follow karna hoga.block order oss particular time per market mein form hote hein jab kbi suddenly huge demand mein bohut ziada increase aa jati hay.jab market aik direction mein ja rahi ho aur achanak kisi side se oss mein kuch mazeed order add ho jaye to is se market kuch pak k leye rukh jati hayto ya to market apna direction change ker degi aur ya ho sakta hayky woh pher same position per apna journey start kar dein.jis identify kerna lazmi ho ga.
TECHNICAL ANALYSIS
Dear colleagues, agar traders is tool ka sahi use karte hain tu yeh unn ke liye bohat helpful ho sakta hayaur market ki direction mein trade place ker ky traders profit gainker sakty hein.
BENEFITS:
Order block trading se traders ko market trend aur direction ko determine karne mein help milti hai.order block trading se traders ko trade entries aur exits ko determine karne mein help milti hai, aur trading se traders ko market structure aur price action ke baare mein deep knowledge milta hai.
DISADVANTAGES:
Agar traders ess technical tool ka accurate use nahi karty tu yeh unn ke liye harmful ho sakta hai. Kuch disadvantages hain. Order block trading ke liye traders ko patience aur discipline ki zaroorat hoti hay jo unn ko market mein trade place ky leye required hota hy.kyu kay trade place kerny sy pehly market ki situation aur behaviour ko monitor kerna zroori hota hy.ess ky baad entry ky leye ideal time frame ko select ker ky trading ki jati hy ta kay ideal scenario mein order place ker kay traders ko profit earning easily ho jati hy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим