Mehnat main azmat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat main azmat hy
    AOA DEAR RESPECTED MEMBERS!g han frnds mehnat main azmat hy frnds dunya ka kui b kam hu jis main hum mehnat karain gy hum ak na ak din zaror kamyab hn gy dunya ka chuty sy chuta km b hu baghair mehnat k possible nh hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat main azmat hy

    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends g han esa he hai mehnat kerny wala banda har muskil ka samna ker sakta hai friends mehnat say hum apna mustaqbil roshan ker sakty hain mehnat he say to log asman tak ki bulandyon ko choo gay mehnat main azmat hai friends..........
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat main azmat hy

      Dear friends may ap ke abt say agree kata ho k mahunt may he azmat ha hum ager forex may mahunt nahe karin gay to kabi be kamyb nahe hoo gay kau k yh business he asa ha es may mahnut nohat zarori ha es leyh hum ko caehyh k zada say zada mahnut karin kau kamyb hoo
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat main azmat hy

        اصل پيغام ارسال کردہ از: saniaraheed پيغام ديکھيے
        AOA DEAR RESPECTED MEMBERS!g han frnds mehnat main azmat hy frnds dunya ka kui b kam hu jis main hum mehnat karain gy hum ak na ak din zaror kamyab hn gy dunya ka chuty sy chuta km b hu baghair mehnat k possible nh hy.
        g dear mehnat mai bohat azmat hay jo log mehnat karty hain wohi aakir mei kamyab bhi hotay hain , mehnat ki waja say hi traders acha profit bhi earn karty hain jo log mehnat nahi karty wohi pechy reh jatay hain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat main azmat hy

          AOA Dear Members!Umeed hy kh ap thek hon gy bhain g yh bat to ap ki bilkul theek hy kh mehnat main azmat hy hmain her kam shoro kerny sy pehly mehnat ki zarorat hoti hy mehnat ky baghair koi kam bhi mumkin nh hy hmain iss main bht mehnat kerni ho g.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat main azmat hy

            dear friend aksar kameyabi mahnat say hi hasel hoty hy aur hamen forex main mahnat say kam karnmna chahye getni hum mahnat karen gay as main hamara hi faida hy qu k mahnat main azmat hy
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat main azmat hy

              G dost thek kaha mehnat he me azmat hoty ha kisi bhi kaam me kamiyab hone ke liye mehnat karna party ha mehnat kie beghair ap kisi bhi kaam me kamiyab nahi ho sakte agar ap forex me mehnat nahi karo ge to apka forex me kamiyab hona namumkin ho jaye ga forex me us ko kamiyabi milty ha jo is me mehnat karta ha lehaza agar ap forex me kamiyab hona chahte ho to is me mehnat karo
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat main azmat hy

                G haan bilkul Apny theak kaha hai mehnat main Azmat hai mehnat Karen gy tu he kamyabi hai otherwise mehnat ky bager koi kamyabi hasal Nahi hoti
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat main azmat hy

                  Hi members kasy h sb m junior hn abi es forex business m ji bhai ap ki bt bilkul sai h mehnat m azamat h agr hm mehnat kry gy apna zyda sy zyda time forex kl dy gy ty hm bhot jld hi yaha ik kamyab trader ban jy gy or mhnat kr k hi insan forex m nam paida kr skta h
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat main azmat hy

                    forex ma mehnat boht zarori ha kyun ke mehnat ke bagair kamyab hona boht mushkil ha kyun ke jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam hote hen mehnat kerne wale hi kamyabi hasil kerte hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge is liye forex ma zyada mehnat se kam keren kyun ke mehnat hi kamyabi ka rasta ha or mehnat ma hi azmat ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat main azmat hy

                      Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai hard working mai he success hai. Es business mai hard working krney wala trader business mai easily professional trader ban sakta hai. Wo es business mai apna target ko easily achieve kr sakta hai. Es business mai hard working krney sey loss ko control kr sakty hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat main azmat hy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saniaraheed پيغام ديکھيے
                        AOA DEAR RESPECTED MEMBERS!g han frnds mehnat main azmat hy frnds dunya ka kui b kam hu jis main hum mehnat karain gy hum ak na ak din zaror kamyab hn gy dunya ka chuty sy chuta km b hu baghair mehnat k possible nh hy.
                        Mehnat aapko Kisi bhi business se main Saccha dilva sakte hain Nahin Aisi cheez hai jo Apne Karne Wale kabhi bhi nuksan nahin Honge Jab aap mehnat Karke kam Karte Hain To Allah bhi Aap Ka Sath deta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X