Engulfing Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Engulfing Pattern
    Introduction

    engulfing forex market kay trend reversal signal dayte hey jes say market ka trend reversal jata hey or forex market mein trend reversal signal dayte hey jen kay bad es bat par depend karte hey nechay de gay tasweer kay hawalay say he bante hey jo keh forex market ke dosree candlestick pehle ko engulfing kar dayte hy
    Click image for larger version

Name:	engulfing-candle-patterns_body_2candlebulishengulfing.png
Views:	25
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12820338

    Types of Engulfing Pattern

    Bullish Engulfing

    Bearish Engulfing


    Bullish Engulfing

    bullish engulfing candlestick pattern majodah trend kay reversal janay ko indicate kar sakta hey or yeh forex market kay buying pressure mein ezafay ko he indicate kar sakta hey forex market mein engulfing pattern majodah trend kay reversal janay ke wajah he ban sakta heydosree candlestick kay sath 2 candlestick shamel hote hein jo keh forex market kay majodah trend ko reversal karnay ke wajah ban sakte hey jo keh pechle red candlestick ko mokamal tor par engulfing kar layte hein
    Click image for larger version

Name:	engulfing-candle-patterns_body_Stockbullishengulfingpatternlargerfinal.png
Views:	18
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12820339

    Bearish Engulfing

    yeh forex market mein aik kesam ka candlestick pattern hota hey yeh forex market kay oper kay gtrend kay upper hesay mein he zahair hota hey or yeh market mein strong tareen signal frahm karta hey bearish engulfing candlestick pattern zyada tar forex market kay gtrend ko tabdel karnay ke wajah ban sakte hey kunkeh forex market mein zyada tar seller forex market mein he enter hotay market kay gtrend ko nechay ke taraf lay kar he jatay hein or pechle green candlestick ke body ko mokamal tor par engulfing kar layte hey
    Click image for larger version

Name:	engulfing-candle-patterns_body_Bearishengulfing-Copy.png
Views:	19
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12820340

    Trade with Engulfing Pattern

    trader bad mein forex market kay price action ka analysis kar kay market ke confirmation karta hey or forex market mein trade start karnay say pehlay he wapce ka he intazar kar saktay hein bearish engulfing candlestick pattern ko gtrade karnay kay ley he daikh saktay hein
    nechay GBP/USD ka H4 ka chart daikh saktay hein
    Click image for larger version

Name:	engulfing-candle-patterns_body_GBPUSDbearishengulfingcandletradeexample.png
Views:	16
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12820341
    entry kay ley forex market kay bearish engulfing candlestick pattern kay nechay he daikh saktay hein or forex trader trading start karnay say pehlay he wapce ka he intazar kar saktay hein or forex market mein bearish engulfing candlestick pattern ko he daikh saktay hein
    bearish engulfing candlestick kay pattern kay oper walay hesay mein stop loss ko he set kea ja sakta hey
    target kay ley positiv he risk o reward ratio ko he kaik keya ja saktya hey jes ko oper ke tasweer mein green rectangle say he daikh saktay hein
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Engulfing Pattern, ek ahem candlestick pattern hai jo market mein mukhalifat ka ishara karta hai. Ismein do candles shamil hote hain – pehli chhoti candle, jise ek bara candle puri tarah se gher leta hai

    Do types ke Engulfing Patterns hote hain Bullish Engulfing aur Bearish Engulfing

    Bullish Engulfing Pattern
    Banawat: Ye downtrend ke doran hota hai. Pehli candle bearish (laal) hoti hai, uske baad aati hai ek badi bullish (hara) candle
    Tabeer: Bullish candle ne bearish candle ko "engulf" kiya hai, jisse yeh ishara hota hai ke bearish se bullish sentiment mein badalne ka khatra hai. Traders ise ek mumkin khareedne ka mauka samajh sakte hain

    Bearish Engulfing Pattern
    Banawat: Ye uptrend ke doran hota hai. Pehli candle bullish (hara) hoti hai, uske baad aati hai ek badi bearish (laal) candle.
    Tabeer: Bearish candle ne bullish candle ko "engulf" kiya hai, jisse yeh ishara hota hai ke bullish se bearish sentiment mein badalne ka khatra hai. Traders ise bechne ya short position lena ka signal samajh sakte hain

    Ahem points
    Engulfing Patterns zyada reliable hote hain jab ye kisi lambi trend ke baad aate hain.
    Engulfing Patterns ki signals par amal karne se pehle doosre technical indicators ya chart patterns ki tasdeeq karna munasib hai.
    Traders aksar mazeed tajaweez ke liye support aur resistance levels jaise aur tajaweezat ka istemal karte hain

    Yaad rahe, jabki Engulfing Patterns taqatwar signals ho sakte hain, inhe market ke puri manzil ke context mein shamil karke aur ek mukamal trading strategy ke hisse ke taur par istemal karna ahem hai


    Click image for larger version

Name:	images (6) (16).png
Views:	21
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12820353
    The heart has reasons that reason does not understand."
    • #3 Collapse



      Engulfing Pattern: Aham Tafseelaat

      Engulfing pattern ek aham technical analysis tool hai jo forex aur stock market traders ke liye market trends ko predict karne mein madad karta hai. Yeh pattern price charts par dikhai jane wala ek bullish ya bearish reversal signal hai. Engulfing pattern ko samajhna aur istemal karna traders ke liye ahem hai.
      Click image for larger version

Name:	engulfing-candle-patterns_body_2candlebulishengulfing.png.full.png
Views:	18
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12820485
      Engulfing Pattern Kya Hai?

      Engulfing pattern mein do candles shamil hote hain - ek small candle jo pehle hoti hai aur doosri candle jo usse bari hoti hai aur pehli candle ko "engulf" karti hai. Agar pehli candle bearish hai, to doosri bullish hoti hai, aur agar pehli candle bullish hai, to doosri bearish hoti hai. Yeh ek reversal pattern hai, jiska matlab hai ke market ka trend badalne wala hai.

      Bullish Engulfing Pattern:
      1. Pehli Candle (Bearish): Pehli candle ek downtrend ko represent karti hai aur sellers ka control hota hai.
      2. Doosri Candle (Bullish): Doosri candle pehli candle ko poori tarah engulf karti hai aur uptrend ko darust karti hai. Yeh candle buyers ka control darust karta hai aur indicate karta hai ke market mein trend badalne wala hai.

      Bearish Engulfing Pattern:
      1. Pehli Candle (Bullish): Pehli candle ek uptrend ko represent karti hai aur buyers ka control hota hai.
      2. Doosri Candle (Bearish): Doosri candle pehli candle ko poori tarah engulf karti hai aur downtrend ko darust karti hai. Yeh candle sellers ka control darust karta hai aur indicate karta hai ke market mein trend badalne wala hai.

      Engulfing Pattern Ka Istemal:

      Traders engulfing pattern ka istemal karte hain takay woh market ke potential reversal points ko identify kar sakein. Agar bullish engulfing pattern dikhe, toh traders ko lagta hai ke market mein uptrend shuru hone wala hai, aur agar bearish engulfing pattern dikhe, toh woh anticipate karte hain ke market mein downtrend hone wala hai.

      Khatima:

      Engulfing pattern ek mofeed tool hai jo traders ko market trends ke reversal points ko samajhne mein madad karta hai. Yeh pattern market analysis ka ek hissa hai aur sahi dhang se istemal karne se traders apne trading decisions ko improve kar sakte hain. Hamesha yaad rahe ke har trading decision par amal se pehle, apne risk tolerance ko madde nazar rakhein aur market ki current conditions ko dhyan mein rakhein.

      • #4 Collapse

        **Engulfing Pattern: Forex Trading Mein Strategy**
        Forex trading mein technical analysis ka ek ahem hissa chart patterns hain, jo traders ko market ke future movements predict karne mein madad deti hain. In patterns mein se ek popular aur widely used pattern hai "Engulfing Pattern." Yeh pattern market ke trend reversal ko identify karne ke liye kaafi effective hai.

        Engulfing pattern do candlesticks ke combination se banata hai, jahan pe pehla candle chhoti body ka hoti hai aur doosra candle usse completely engulf (cover) karta hai. Yeh pattern bullish ya bearish ho sakta hai aur market ki direction ko change karne ka signal deta hai.

        **1. Bullish Engulfing Pattern:**

        Bullish engulfing pattern tab hota hai jab ek bearish (red) candle ke baad ek bullish (green) candle aati hai. Pehli candle ki body chhoti hoti hai aur doosri candle puri tarah pehli candle ko engulf karti hai. Yeh pattern market ke bottom par banne par bullish reversal signal deta hai. Iska matlab hai ke market mein buying pressure barh raha hai aur aage chal kar price upar ja sakti hai.

        **2. Bearish Engulfing Pattern:**

        Bearish engulfing pattern tab hota hai jab ek bullish (green) candle ke baad ek bearish (red) candle aati hai. Pehli candle ki body chhoti hoti hai aur doosri candle puri tarah pehli candle ko engulf karti hai. Yeh pattern market ke top par banne par bearish reversal signal deta hai. Iska matlab hai ke market mein selling pressure barh raha hai aur aage chal kar price neeche ja sakti hai.

        Engulfing pattern ko identify karne ke liye traders ko price charts aur candlestick patterns ka ghor se analysis karna padta hai. Yeh pattern trading signals provide karta hai, lekin iske sath saath traders ko other technical indicators jaise moving averages, RSI, aur MACD bhi dekhni chahiye taake decision making aur accurate ho sake.

        Engulfing pattern trading strategy ko effectively use karne ke liye practice aur experience ki zaroorat hoti hai. Traders ko market conditions aur price action ko samajhna chahiye taake woh in patterns ka sahi istemal kar saken. Is pattern ke zariye, traders market ki potential reversals ko pehchan sakte hain aur apne trading decisions ko improve kar sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          what is Bearish Engulfing Pattern

          Introduction

          Assalam o ali kum Dear friends and fellows aap sab log kaise hein flex per kam kar rahe honge mujhe ummid Hei orr acchi apni Jaan kar rahe honge mujhe b.a ki Hei Ki main ek acchi running karunga orr main apni mehnat per focus kar raha hun orr Maine dil lagakar kar raha hun inshallah orr apne topic aapse acchi tarah se share kar raha hun,

          forex market main bearish engulfing candlestick chart pattern ak kesam ka chart pattern hota hey jo keh forex market ky trend ko bearish jaree candlestick pattern ko he indicates kar sakta hey rad o badal or jaree candlestick pattern ko he shows keya ja sakta hey yeh forex arket ke business strategy main he estamal keya ja sakta hey


          what is Bearish Engulfing Pattern

          Click image for larger version

Name:	77788.png
Views:	5
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	13077825
          forex market main bearish engulfing pattern forex market main strong kesam ky signal dayta hey jab yeh forex market ke trade ky end par he banta hey to yeh pattern forex market main 2 mokamal candlestick pattern ko he zaheir kar sakta hey jes ko candlestick ke data ke tashrreh kar ky he banya jata hey


          pehle candlestick forex market ky trend ko establish karnay ky ley he kaim ke jate hey jab keh dosree candlestick confirmation ky signal frahm kar sakte hey forex market main es bullish candlestick ka size he different ho sakta hey es candlestick ko aayan wale candlestick mokamal torpareng layte hey forex market main Doji or dosree chote candlestick strong signal frahm kar sakte hein jo keh forex market main majodah trend main kaim faisla kar sakta hey
          forex market main dosree candlestick reversal signal he frahm kar sakte hey jo keh taza nachay ke raftar ko he paida kar sakte hey es bearish candlestick ky pechlay close honay ky oper open hona chihay pechle candlestick ko ache tarah say close karna chihay price jaree yada tar kamee say he letchay ke taraf he chale jate hey


          Trade the Bearish Engulfing Pattern

          zail ke mesal main EUR/USD ke nachay de gay hey jo keh forex chart main upper hesay ky oper he zaheir hote hey jo keh forex market main bearish engulfing pattern ko wazah kar sakte hey forex market main trend against trade karna sahi nahi hota hey laken reality main twist nahi hota hey forex market main tamam ky trader ko yeh maloom hona chihay keh es ky zaheir honay ka imkan kab hota hey
          letchay EUR ka chart es bat ko zaheir card hey jahan par bearish engulfing pattern zaheir hota hey maze yeh keh relative strength index overbought area ko zaheir card hey



          اب آن لائن

          Working...
          X