Gold trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    gold main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main profit hasil karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur real main trade karny k kabil hon gay aur market main profit hasil karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      waisay tu aap just $100 ki invetment ke sath bhi gold ki trading kar sakte hain lekin yeh safe trading nahi ho gi kiunke is ke lie aap ko bohut hi high leverage leni pare gi jo ke aap ke account ke lie khatarnak ho sakti hai. Is lie behtar yehi hai ke at least $500 ki investment ke sath ap gold trading start karain.
      • #1833 Collapse

        trader ko gold main trading kay liay 1000 sy start karna ho ga aor trader ko gold main trading ka experience ho aor trader forex trading main gold pair ky price movement ko understand karay aor trader hard work karay gold market kay complete info sy gold main trading profitable hoti hai
        • #1834 Collapse

          Trading Chahe aap Gold ke Karo Ya Kisi bhi aur currency pair pe aapke paas information Hona zaroori hai investment aap jitni bhi kar lo jab tak aapke paas information nahi hogi Aftab that market Mein kamyabi Hasil kar nahi paya isliye best hai ke aap information on Knowledge Hasil karne ke baad bhi kaam karna start karo
          • #1835 Collapse

            dear gold per kam karny k leay app ko ap pehly acha experince hona boht he zrori hai kun k ye boht he risky pair hai iss ki movement boht fast hoti hai jiss ki wja say app k pass achi invest aur acha experince hona boht he zrori hai phir he app success ho sakty hain.
            • #1836 Collapse

              Gold trading sabse best trading hai agar Apke Pas School trade me kaam karne ka experience at 2 gold sabse best hai par aap bahut jyada profit bana sakte hain gold Main Jab Bhi Koi train banta hai long term trend banta hai aur aap is long term trend Main Apne order coupon Karke Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar sakte hain aur Is Tarah Se gold trading profit Hassan kar sakte hain
               
              • #1837 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: maria پيغام ديکھيے
                Gold trading karny k liye humy kitni investment ki need hoti han.jiss se hum gold trading kar sakye.i think ye boht risky pair han.
                Gold trading mian bhi utni hi investment required hai jitni kisi bhi aam trading key liey. laikn agar yeh socha jaey key kitni investment krni chaheay tu iss baat ka inhsaar is bat per hai key ham kitni earning krna chahtaey hain. laikn sirf investment hi kar deny sey trading kamyab nahi ho sakti hain us key liey proper time or experience bhi ho. to ham khud-ba-khud jaan saktey hain keh kis muqaam per kitni or kon c investment krni chaheay
                • #1838 Collapse

                  humain gold main trade karna kafi sai rhti hay humain practice kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main kam karna asn ho sakay ism ain gold main trde ko place karna kafi sai rht hay magr is main kafi fast moenment hoti hay jis say market main kam karna kafi sai rhta hay humain low risk main nkam karna ho ga k loss km ho
                  • #1839 Collapse

                    Gold ke trading wiaase tu currency ke trading say ziada risky hoti hai aur new traders ko cahiye ke woh trading kay start mai iss ko avoid he karin tu acha hai . gold ke trading kay liye ap kay account mai minimum 20 dollars ke investment honi chaiye jis say app 0.01 lot size kay sath gold trading kar sakty hain .
                     
                    • #1840 Collapse

                      dear Gold main trading kaliyaa ap ka pass 500 $ ka balance honaa chhaiaya kui kaa gold main volatality bht zadhaa hotii haa is sa ap ka ccountt lose main ja saktaa haa ap 1000 $ ka capitaal paar gold main trading karo lose nai ho ga .
                      Ocean Of Movies
                      Office Keys
                      • #1841 Collapse

                        Gold trading k liye hamen achi investment ki zarurat hoti hai q k gold ki movement kafi tez hoti hai iss se jahan pe hamen profit ziada milta hai wahan pe risk k chance bhi ziada hote hain.
                        Isliye agar hamari invest choti ho to hamen gold trading ni kerni chahiye , major crunccies hamare liye gold se kahen ziada behtar aur profit able hain agar hamari invest kam hoto, agar invest achi hai aur ham forex k master hain to koi issu ni hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #1842 Collapse

                          agar hum gold par trading karna chahty hay to eskay liey humara trading experince ziada hona chahiey kyun keh tab he hum esmain say earning gain kar sakty hay aur humay esmain sahi say focus bhi karna chahiey ta keh esmain acha earn kar saky
                          • #1843 Collapse

                            agar hum gold par trading karna chahty hay to sab say pehli baat humary pass blance bhi acha hona chahiey kyun keh gold ki tezi ki waja say hum esmain loss bhi kar sakty hay so humay chahiey keh esmain experince ko enhance karen tab he hum safe karen gay
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • #1844 Collapse

                              agar gold par trade karna chahty hay to humay chahiey keh esmain theak say money mangement karen kyun keh money mangement karna humary liey bohat acha profit earn kara sakty hay aur humay chahiey keh esmain sabar say kam lety huway trading karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                gold name movement bahut speed or daily base par hoti hai agar aap isme kaam Karenge toh aap is Se Jyada profit bana sakte hain aur isme aap ki investments bhi Kuch Zyada hi honi chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X