Gold trading.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: maria پيغام ديکھيے
    Gold trading karny k liye humy kitni investment ki need hoti han.jiss se hum gold trading kar sakye.i think ye boht risky pair han.
    Jee forex trading main Gold par trade karna bohat risky hay esky liey humary pass capital bhi ziada hona chahiey aur agar hum achy trader hay tab humay gold par trade karni chahiey.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: masoomaali
      Gold trading main hamen bhot profit mil sakta hai ager ham trading main experience bnaian aur ache trade karen to success hasil ho sakti hai.
      haan sahi bata hai dost gold trading me mana ke profit bohat hai lekin us ke lye aap ko capital bhi apna bada rakhny ki zarurat hai kiun ke aik dam tezi se up or down hota hai gold is lye kam capital wala account wash honey ka khatra rehta hai gold me .
         
      • #288 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: maria پيغام ديکھيے
        Gold trading karny k liye humy kitni investment ki need hoti han.jiss se hum gold trading kar sakye.i think ye boht risky pair han.
        dear forex par gold ki trading karnay k liye ap ko kam az kam 600 tak ka bonus prepare karna hoga , q k forex mai gold ki trading karna aik highest level ki trading karna hai , is k liye ap ko zyada say zyada bonous gain karnay ki zarurat hogi
         
        • #289 Collapse

          sory maria mana gold pa trading abhe tak ni ki kew k mara pass itna capital ni ha or ya b k forex pa gold ma trading risky b ha or more rewarding b so hmain bara profit k lia bara risk lana hota ha or mara pass to itna ni ha ma ap ko b yahe mashwara dun ga k ap just currencies pa he trading krain to acha ha
          • #290 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: coollady
            gold trading krna itna easy nhn hai , kam sy kam 1000 usd zruri ha gold trading k lie ager ap loss se bachna chahte hen to
            forex me gold me jitna paisa hai na utna kisi bhi pair ya oil me bhi nahi hai gold aik aisa best optin hai forex me ke iss me hum lakhon rupey ghanty bhar me kama sakty hain woh bhi just 1.00 lot size se is ki movement bhi best hai or yeh khud aik best option hai forex ka so hum ko chahiye ke is me trading karne se pehly kam se kam bhi 1000$ invest zarur karen .
               
            • #291 Collapse

              brother gold trading bohat risky aur hard hoti hai is kay liye hamara experience bhi ziada hona chahiye aur hamaray account main 1000$ hoon tab he humain gold trading kay baray main sochna chahiye.
               
              • #292 Collapse

                dear gold to hamara family kaam hai or goldsmith family sy taluq hai mera. or shuroo sy shoq bhi yehi hai k iss main trade kroon lekin aisa hona boht mushkil bhi hai kiun k abi meray pas investment achi ni hai. or gold ki trade k lye aap k paas margin acha hona zaroori hai kiun k ye boht risky trade hoti hai.
                 
                • #293 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Uzair khan
                  ap ka sawal mujy pasand aya hai bht acha sawal hai,, meh is baray meh yeh hi kahu ga k agr ap k pass bra acount hai aur pass k pass zada equity hai to gold pay trade kro kyu k gold pay trad bht risky hai
                  mene bohat kam kam gold trading ki hai kiun ke me gold trading ziada nahi karta hun or mujhe sahi se ati bhi nahi hai or gold me aik dam bada loss bhi ho sakta hai hum ko is lye me gold se thora distance bana kar rakhta hun .
                     
                  • #294 Collapse

                    gold trading mere khayal main bohat hi risky hi jis main bohat se tarder already apni investment ko doobo chuke hain agar ap forex trading main kamyabi chete hain to ap achi learning ke bad hi bari ivnestment ker ke gold main trade ker sakte ho warna ap ka loos bi ho sakta hi
                       
                    • #295 Collapse

                      forex trading ma gold bohat bara metal hai aur is ham haye agar acha kamanye ha to hamye unlimited investing ki zarorat hai ya jtna hum loss bardshat kar sktye hai hamye utni he investing karni ho ge.
                      • #296 Collapse

                        gold trading ke liye hum ko kam az kam aik lakh ki zarorat he warna ap gold main kam ni kr sako gey wo ap ko flash kr day ga our ap is main kamyab ni ho pao gey is liye agrr ap gold pe kaam krna chahtey ho to experiance and investmint is cumpulsory
                        • #297 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: maria پيغام ديکھيے
                          Gold trading karny k liye humy kitni investment ki need hoti han.jiss se hum gold trading kar sakye.i think ye boht risky pair han.
                          gold trading aik risky trade hai agar apki leavrage ziada hai to ap 100 Dollar par bhi gold trading kar saktey hain magar is main lot size bahut ziada rakha gaya hai.
                           
                          • #298 Collapse

                            yes my dear hum ko ye job bout psand aai hai so i think keun k hum es job ko ko gr beat k kr sktay hain so i think i lkie this job so i think forex forum pe ye job house wife k liye achi job hai so i think keun k ab wo es job ko gr beat k kr
                            • #299 Collapse

                              gold ma trading karnay k liya app 50$ main bhi kar saktay han lakin amooman gold ki trading ziyada risky hoti ha to risk ko minimize karnay k liya app jitna ziyada capital invest kar saktay han karen . jitna ziyada capital hoga utna loss honay k chances kam, 500 ya 1000$ ideal ha gold ma trading k liya.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Gold ki market bht vital hoti he or is me bht ziada moment hoti he. is liye hamen chahye ke gold ne parheez kar ke hamen Currency pairs par tradigns karni chahye is me aap easily pesay kama skatay hen or acha profits bana saktay hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X