Tweezers Top Candlestick Pattern
Tweezers top candlestick pattern two days candles par par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad banta hai, ye pattern market main prices k mazzeed bullish na jane se rokne aur bearish trend reversal ka signal deta hai. Tweezers top candlestick pattern dekhne me same "Matching High Candlestick Pattern" jaisa lagta hai, lekin tweezers top candlestick pattern main pehli candle bullish aur dosri bearish hona zarori hai. Tweezers top candlestick pattern k banne ki peche ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k jab bhi prices main pehli candle aik khas bullish point par close ho jati hai aur dosre din ki candle bearish banne k baad same pehli candle k high ko touch karne k baad lower par close hoti hai. Pattern ki dono candles k open aur close price aik dosre se opposite direction main hote hen.
Candles Formation
Tweezers top candlestick pattern main dono din k candles different format ya trend yanni bullish aur bearish trend ki candles hoti hai. Ye candles same resistance position ko touch karke wapis hoti hai, jiss se prices mazzeed bullish nahi jati. Tweezers top candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
Explaination
Tweezers top candlestick pattern aik munfared pattern hai, jiss main shamil candles aik dosre se mukhtalef formate ya trend yanni bullish aur bearish hoti hai. Pattern high price area ya bullish trend main banta hai, jiss ki pehli candle aik strong real body main banne wali bullish candle hoti hai. Dosre din ki candle aik bearish candle hoti hai, ye candle pehli candle k close ooint k baad open ho kar same high banane k bad nechay close hoti hai. Pattern ki pehli aur dosree candle ka high ya close price same hone ki waja se ye aik strong resistance level ban jata hai.
Trading
Tweezers top candlestick pattern prices main double top pattern banati hai, yanni prices do dafa same price ya point se reject ho jati hai. Ye point prices k leye aik strong resistance level ka kaam karta hai, q k pattern ki dono candles same point se reject hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai. Tweezers top candlestick pattern par trading karne k leye zarori hai, k prices top area ya bullish trend main hon. Dosra candlestick ki timeframe long term ki honni chaheye, jo kam az kam oneday se ziada ho. Tweezers top candlestick pattern par trading se pehle confirmation candle ka honna zarori hai, jo k aik real body wali bearish candle hoti hai. Tweezers top candlestick pattern k bad banne wali teesri bearish candle par sell ki entry karen, ye position ziada tez selling position sabi ho sakti hai. Tweezers top candlestick pattern par Stop Loss ka lagana zarori hai, q k reversal pattern ziada reliable nahi hotte hen. Stop loss pattern k sab se top position, jo k dono candles ka resistance level banta hai, se aik do pips above position par set karen.

- First Candle: Tweezers top candlestick pattern main pehli candle aik strong real body main banti hai, ye candle color main white ya green yanni bullish hoti hai. Pehli bullish candle prices main bullish trend ki mazboti dekhati hai, jo k pattern k banne se pehle prices follow kar rahi hoti hai. Is candle ka behaviour aam dosre candlestick ki tarah hota hai, jis mein last candle prices ko upnward side par push karti hai.
- Second Candle: Tweezers top candlestick pattern ki second day candle aik bearish trend ki candle hoti hai. Tweezers top candlestick pattern aur "Matching High Candlestick pattern" dono dekhne main same lagte hen, lekin tweezer top pattern main dono candles ka bullish hona ya candles ka close point same honna zarori nahi hai. Jab k matching high pattern main candles ka high ya close price same pehli candle jaisa hota hai, jab k dosri candle pehli candle k close point k bajaye nechay below gap main open hoti hai. Ye candle bhi aik strong real body wali candle hoti hai, jiss ka color white ya green hota hai.
Explaination
Tweezers top candlestick pattern aik munfared pattern hai, jiss main shamil candles aik dosre se mukhtalef formate ya trend yanni bullish aur bearish hoti hai. Pattern high price area ya bullish trend main banta hai, jiss ki pehli candle aik strong real body main banne wali bullish candle hoti hai. Dosre din ki candle aik bearish candle hoti hai, ye candle pehli candle k close ooint k baad open ho kar same high banane k bad nechay close hoti hai. Pattern ki pehli aur dosree candle ka high ya close price same hone ki waja se ye aik strong resistance level ban jata hai.
Trading
Tweezers top candlestick pattern prices main double top pattern banati hai, yanni prices do dafa same price ya point se reject ho jati hai. Ye point prices k leye aik strong resistance level ka kaam karta hai, q k pattern ki dono candles same point se reject hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai. Tweezers top candlestick pattern par trading karne k leye zarori hai, k prices top area ya bullish trend main hon. Dosra candlestick ki timeframe long term ki honni chaheye, jo kam az kam oneday se ziada ho. Tweezers top candlestick pattern par trading se pehle confirmation candle ka honna zarori hai, jo k aik real body wali bearish candle hoti hai. Tweezers top candlestick pattern k bad banne wali teesri bearish candle par sell ki entry karen, ye position ziada tez selling position sabi ho sakti hai. Tweezers top candlestick pattern par Stop Loss ka lagana zarori hai, q k reversal pattern ziada reliable nahi hotte hen. Stop loss pattern k sab se top position, jo k dono candles ka resistance level banta hai, se aik do pips above position par set karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим