Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae
    Assalamu ALiakum my dear members forex aik risky business hae jis main loss bhe hota hae or profit bhe hota hae wese dekha jae to loss aik trader ke liye nuqsan hae lakin asal main yeh aik trader ke liye faida hota hae q ke is se us trader ke mistakes us ke samne highlight ho jate hain or wo yeh mistakes ainda nhe karta hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

    Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko loss ho jata hay too aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hay jiss say aap ko achi planning kerny ka mooqa malta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

      Gee haan achay traders ki yeh khoobian hoti hain kay uss ko jis jaga loss ho woh uss ko learning kay lye use kerta hai aur uss sae sabaq hasil kerta hai agaraaj woh apnay loss sae seekhta hai tou yeh uss ko kal ko faida bhi dain gay
      • #4 Collapse

        Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

        ga han ap sahi kah rhy ha ham log agr ikmacha trader bana chata ha to hamah chayia ka ham log is par kabhi be kisi be baat ka liya tension wagra nai laiya ham logo ko agr loss be hota ha to hamay chayia ka ham log is loss ko achi tyra sa face karya aur ham logo ko samjhan ka chayia ka ham logo ko be is loss sa be kuch na kuch learn karna ka liya hi mila ga aur wo is loss ko recover karna ki koshish karta ha
        • #5 Collapse

          Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

          AOA Dear Friends!Umeed hy kh ap theek hon gy hmain forex trading main bht bry dill ki zarorat hoti hy q kh iss main loss bhi hota hy or profit bhi hota hy jo kamyab trader hoty hn un ka ager loss bhi ho jay to wh mayoos nh hoty bulkh wh iss ko apna faida samjhty hy q kh wh loss sy bht kuch sekh laty hn.
          • #6 Collapse

            Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

            Ji han Hamen lost se darna nahi chahiye karna hai himmat harna chahie agar Hamen Loss Ho be jae To humen sabar aur himmat ke sath kam lena chahie aur Hamen apne loss ko recover karna chahie Insan apni galtiyo se Hi sekhta hai aur agar ham emotional Ho jaen ge To Ham kamyab nahin ho sakte
            • #7 Collapse

              Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

              ik acha trader loss ko be apn faida smjta ha ku ka woo iss sa bohat koch sikhta ha or woo kmyaab hoo jata ha iss lya zada saaazada mehant krna bohat zada zeroi ha joo jutani zaxa mehant ktta ha wooo otan zada mmyaaab hoo jata ha mehant maa hre azamta ha iss kya zada saaاsazada apna focous mehant pa rajhya
              • #8 Collapse

                Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                Jiya bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai lekin main sirf Itna Kahana Chahta Hun Ki Ek accha tractor Apne dost ko bhi sakta hai Kyunki aapane aapko Ek Achcha tatus samajhta hai aur vah Aise Sabar kar Jata Hai Jaise usko agale mansecha profit on sale hone wala hai Thanks to
                • #9 Collapse

                  Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                  Assalamu ALiakum my dear members forex aik risky business hae jis main loss bhe hota hae or profit bhe hota hae wese dekha jae to loss aik trader ke liye nuqsan hae lakin asal main yeh aik trader ke liye faida hota hae q ke is se us trader ke mistakes us ke samne highlight ho jate hain or wo yeh mistakes ainda nhe karta hae
                  Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Vahi log kamyabi Hasil Karte Hain Jo lost Ho Jaane Ki Surat Mein Pareshan Nahin Hote balke use reason ko Talash karte hain Jiski vajah se unhen loss hua hai aur uski correction karne tukra mehnat Karte rahte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                    walaikum salam ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex mein agar koi expert trader hota hai aur vah ismein Jyada Se Jyada mehnat Karke kam karta hai aur aur senior hota hai to vah ismein bahut hi accha profit Hasil Karta Hai Kyunki Agar Ham bhi senior Honge to hamen bhi achcha profit Milega lekin mehnat Karenge to thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                      g han is main koi shak nhi ache trader main ye khasiyat hoti hai ke jab use loss ho rha hota hai to woh preshan nhi hota our himat se kaam leta hai jis k bad us ko profit bhi hona shuro ho jati hai is lye new trader bhi himat se kaam lian.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                        Trading pr Ap jitni b study kr ly is me loss o he jata a expert trader b kbi kbi loss me chly jaty hain lekan jo achy trader hoty hain wo seekhty hain k loss hony ke waja Kia a phir us ko improve karty hain loss hona Koi bari bat ni Asal cheez a loss ko minimize Karna humy hr time Apni stregety ko behter bnana chiey aur loss ke reasons ko km karna chiey
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                          g han is ma ham log agar acha trader bana chhate han to ham logo ko is ma loss ko apna hi faida samajna chahye kyu ka ham log jab is ma loss karta han to ham logo ko is ma apni mistake talash karni chahye aur is ka saath saath ham logo ko chahye ka ham log apni mistake ko demo account pa hatam kara aur is ka saath saath ham logo ka experience ma bi izafa hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                            dosto aik acha treader kia mara kheal mian jon bhoot achy sa achey treader bhe yahan pa loss ho jaty hain mara aziz members ham sab ko bhoot achey trhha jamty hain kh jo bhe business hota riskey hota loss our profit ton har business main chalta hy jb ham loss ho jay to our bhr hamy sabar sa kaam lina chaheya heamt sa kaam lina chaheya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik acha trader loss ko bhe apna he faida samajhta hae

                              Forex mein agar koi loss sae seekhta hai tou woh forex mein kamyab hota hai aur yehi aik achay trader ki nishani hai aap bhi koshish kerain kay apnay loss sae seekhain loss mein kamyabi hasil oernay ki koshish kerain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X