Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.
    Dear friends may aap logo ko ye batha Doon ke aksar members trading k dhoraan buhut ziada tension lathay just our jab oske trade loss may chale jathe hay tho wo pareshaan ho jathay hay our yahe cheez aap no zehni thor par bemaar karthe hay is liay trading k dhoraan pareshan nahee hona chahiay kionka sab say pehlay sehath ka khyal rakhna hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

    Dear sir bilkul trading mein health hai tu trading hai trading karte hue apni health mein I ka bahut Kiya Karen kyunki every time posting aur trading mein Lage rahane se I effect ho sakti hain isiliye koshish karen minut ke sath kam Karen aur ise effect nahin hone den
    • #3 Collapse

      Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

      dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn kam krnay k sath sath hmen apni seht ka bhi khial rakhna chayay keun k seht achhi ho gi to hm kam bhi achhay treeka sa kr sken gay isliay kam bhi kren aur kuch rest bhi zroor kren ta k apki seht bhi kharab na ho
      • #4 Collapse

        Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kuch log ziyada profit k chakar men din rat trading kartay hen jiss ki waja se unn ki health kharab ho jata hey iss liay apnay time ko adjust karen ta k rest aur neend bhi poori ho jay aur trading bhi achi hoti rahay
        • #5 Collapse

          Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

          Gee bilkul hmy apni health ki by kail rkn chai jo limits hm na rka hwa ha os k bad hmy rest krni chai or hmy sooj samj k entry leni chai taky hm tension sa bacha sky
          • #6 Collapse

            Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

            jab hum buhat ziyada kaam karty hain yaa ratun ko jaagty hai forex ki positions ko dekhny k liye ya to is main posting wighera karny k liye to humari tabiyat kharab hoti bhi hai aur kharab ho bhio skati hy to main apk sb ko yahi kah ga k ap is main apny health ko pehly dekhy aur kaam ko baad main q k jab tak humara health thek nahi hoga hum kese i main kmyab ho paaye gy to is baat ko ap zehen main rakhy
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

              Dear friend forex business mn trading kaa Duran app ko zaida tension nahn lian agar aap trading karta waqat zaida tension lian gaa too app sahat karhb hona kaa kadsha Haa app koo chaia kaa app teared fersh mind kaa sath saroo karan akk too kamyabi mila gee arr app relaxed arr sahat mand rahen gaa
              • #8 Collapse

                Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                Gee haan forex mein humain sehat ka zaroor khayal rakhna chahyea agar hum her waqt forex mein kaam kertay rahain gay tou zayada mobile ko dekhnay sae humari nazar kharab ho jaye gi aur hum jald hi beemaar ho jayain gay aur phir forex mein kaam kerna mushkil ho jaye ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai Hamen apni health Ka Bhi Khyal Rakhna chahie ok Kuchh member zyada profit Ke Chakkar Mein Forex trading co Din Raat Lage rahte hain posting Karte rahte hain trading Karte rahte hain vah apni sleeping ka bhi Khyal Nahin karte Is Tarah Unki health kharab ho Jaati Hai aur jab vah ke din Kam Nahin karte unko loss ho jata hai isliye member ko chahie Forex trading ke business karne ke saath saath apni health ka bahut khyaal karna chahie aapki health acchi Hogi aap fresh my mind Rahenge Jab aapka mind fresh hoga to aap acchi trading kar Sakenge aur aur aapki trading bhi Kamyab Honge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                    Ap ki baat theak hai k trading bhe zaroor krey. likan es key sath sath ap ko apni health ka bhe khyal rakhna hai tou ap es market mai achi trade kr sakty ho. Aur ap market mai zada sey zada profit earn kro gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                      G bilkul ap nay teak kaha hy Kay humain sirf kaam pay he dyhan nahi dyna chahiye bulkay apni sehat par bhi dyhan dyna chahiye kun Kay agar ap sirf profit Kay chaker main he paray rahyn guyn to apni health he kharab kar laytay hyn agar ap fresh mind say kaam kartay hyn to phir ap ko kaam karnay main bhi maza ata hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                        Dosto forex per kam k liye ap ko apne khayal be rakna hoga apne eyes aur mind ko fresh rakna hoga agar ap ki health achy hogi to ap apne kam be acha karsakty hain trading k sath sath ap ko health ko be inprove karna chahye take forex per her kam perfect unjaam desakain phale health ke taraf tawajja thain bad may trading
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                          Forex trading main apko chiye kay apni health ka khas khiyal rakhyn taanky apko trading main koi bhi health problem na ban saky kyun ky forex main akser trader bemar per jaty hain jis ki waja say unhay kafi loss ka samna bhi karna per jata hai so apko chiye ky forex main kabhi bhi hargiz pershan mat ho kyun kay gorex main wohi kamiyab hai jo mehnat karnat hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                            G bilkul dost aap ne theek keha he hamesha kam utna kerna chahiye jitna aapko apni sehat ijazat de ye na ho k apni sehat per ziada bojh dal de or aapki sehat kharab ho jai is liye apni sehat ko relax kia kare or apna rest ko bhi poora kerna chahiye jitna ziada paise kamane ka lalach karenge sehat per bura asar parta rahega.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading may apne health is khyal rakhna zaroori hay.

                              G bilkul q k forex 24 hour busseness a aur hum zaida tr time screen k smany gyzraty hain to humy ithtait karni chiey aur Apny khyal rkhna chiey forex me profit b hota aur loss b hota a to loss ke soort me peryshan ni hona chiey tense se bachna chiey aur hr time trading ko ni dekhna chiey Ap apni trade lgay TP aur SL lga kr chor dy theak a study kary lekan hr time PC K samny na bethy aur apni neid b Puri kary

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X