Posts ki wazahat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts ki wazahat
    Dear members agr forum pay mojood hr aik member posts ko wazeh or aasan alfaz main posts kry to is trha ap ki ki hoi posts boht saray members k liye helpful ban jaey gi hr aik ko seekhny ka moqa milay ga posts main experience share krna boht zrori hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts ki wazahat

    Dear aap na bhot aachi baat ki hay main aap ki baat sa agree karta hoon k instaforex trading aak online worldeide international bussniss hay aur bhot he difficult tarha ka bussniss hay ager hum pak fouram per ke jani wali post per apna knowledge share karan exprence bata hain to iss sa bhot sa logon ka aacha kam ho sakta hay aur aap ko aak aachi post ki waja sa bounas be zayada mil sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Posts ki wazahat

      Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap koPosts ki wazahat hoti hay jiss ki waja say forex main mehnaat kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Posts ki wazahat

        Jo post ham achi briefing ky sath kerty hain woh other members ky liay zarur helpful hoti hai ky aesi post main kuch knowledge zarur share hota hai ky brief zyada ho tou is main koi na koi aesi bat zarur share honi hai jo forex trading knowledge wali Ho tou is sy other members ko faida bhi hota hai ky hamain forex market ka knowledge hi tou improve kerna hai
        • #5 Collapse

          Re: Posts ki wazahat

          G bhai ap ne bilkul thek kaha hai threads aur posts ka maqsad b yehi hai k dusray log ap k knowledge aur experience se fyda utha saken. Hamen chahye k ham threads aur posts men apna experience share karen ta k newbies aur dusray log un posts aur threads ko parh Kar un se fyda utha saken....
          • #6 Collapse

            Re: Posts ki wazahat

            Kisi bi post ki achi wazahat hi post ki quality hoti ha ky jub maximum members apki posts sy faida uthaty huey apki post ko like bi ker dein gy to apki post ki rating increase ho jaey gi aor apko aesi posts per acha bonus bi mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Posts ki wazahat

              han g bhijaan aap bilkul thek kh rhy hain agar ham asey post karin jis main logo ko asan tarikay sa samjh ajay our on ko khuch knowldge main bhe ezafa bhe ho jay to asey post par hamy tghanks bhe bhoot achey milty es lia ham sab ko kuses karni chaheya kh ham sab ko bs quilty valy post karny chaheya
              • #8 Collapse

                Re: Posts ki wazahat

                G han dear koi bhi post karnye ka tub tak koi faida ni hita jub tak hum us ki achye say wazhat ni kar laitye kiyu kay kisi bhi threat ka theak jawab tub tak ni milta hai jub tak us kay barye mai wazaya tor pay btaya ni jata hai tu kosesh karain kay jo bhi threat karain wazha karain ta kay us ki samjh a skye
                • #9 Collapse

                  Re: Posts ki wazahat

                  Dear sir bilkul post aur thread bilkul simple words mein honi chahie kyunki is form per every person well educated nahin Hai isliye simple Urdu hogi to har member bahut aasani ke sath learning and information hustle karega jisse post ki quality bhi behtar hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts ki wazahat

                    g brother ap ny thek kaha k mufeed or wazih threads krny chahye jo har members ki smjh me aa jaye or us sy faida hasil kar sky.. q k fazoool threads bannay sy na kisi ka faida hota ha or na he bonus mil pata
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts ki wazahat

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaheer786 پيغام ديکھيے
                      Dear members agr forum pay mojood hr aik member posts ko wazeh or aasan alfaz main posts kry to is trha ap ki ki hoi posts boht saray members k liye helpful ban jaey gi hr aik ko seekhny ka moqa milay ga posts main experience share krna boht zrori hay
                      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai ise ki ek reason yah Hai Ki Ab form per bahut jyada log joining kar rahe hain jinhen Forex trading ke bare mein Kuchh Bhi pata nahin hai isliye vah waste kism ki posting kar dete Hain jisse kisi ko koi fayda nahin Hota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X